"Maa" Aapka Haath Sar Par Ho "Khwaish"

by khwaish on March 07, 2011, 02:36:58 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 19268 times)
sbechain
Guest
«Reply #15 on: May 07, 2011, 10:21:14 AM »
Reply with quote
                   
"MAA" kehne Ko Yeh Lafz Bahut Chota Hai Par Iss Lafz Ki Gehraai Ko Duniya Mein Koi Naap Nahi Sakta..Hum Duniya Ke Liye Be-shak Kuch Bhi Nahi Hai, Par Har Insaan Apni Maa Ke Liye Sab Kuch Hota Hai..Kuch Anmol Jazbaat Hai Jinhe Lafzon Mein Utaarne Ki Koshish Kar Raha Hoon...Zaroor Saath Dijiyega..

Aapki Duayon Se Naseeb Hai Yeh Saugaat Mujhe
Aapki Hi Balayen Rakhti Hai Abaad Mujhe

Main Duniya Ke Liye Be-shak Khaak Hoon
Par Main Hoon, Aap Ke Liye Sab Kuch!!!
Aapka Haath Sar Par Ho To,
Kaun Kar Sakta Hai Phir Barbaad Mujhe...

Naa Jaane Kin Lafzo Se Main Aapka Shukriya Ada Karoon!!!
Main Sirf Ek Jism Hoon ,Aapne Di Hai Awaaz Mujhe...

Girte-Sambhalte,Rote-Haste Har Haal Mein Aap Mere Saath Ho!!!
Ek Aap Hi Ho Jis par Hai Sab se Zyaada Naaz Mujhe...

"Maa" Lafz Kehna Bahut Asaan hai Par
Iss Lafz Ki Gehraai Ko Samajhna Na-Mumkin!!!!!!!!
"Maa" Aapke Hi Pyaar Ke Dam Par main Zinda Hoon
Zinda Rakhta hai Bas Yehi Ek Ehsaas Mujhe....


                   ~~~~~Khwaish~~~~~



maa ke pairo.n ke neeche jannat hai ye samajh le tu,
ise paane ke liye kitni mehnat hai ye samajh le tu.

phir bhi hamaare samaaj mein maa aur baap se loag kaisa saluk karte hain ye bahut afsos ka mokaam hai. achi tehreer hai kahwaish ji hum sab ko ye baat samajhna hoga maa akhir maa hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 07, 2011, 10:30:40 AM »
Reply with quote

maa ke pairo.n ke neeche jannat hai ye samajh le tu,
ise paane ke liye kitni mehnat hai ye samajh le tu.

phir bhi hamaare samaaj mein maa aur baap se loag kaisa saluk karte hain ye bahut afsos ka mokaam hai. achi tehreer hai kahwaish ji hum sab ko ye baat samajhna hoga maa akhir maa hai

Ji Bilkul Sach Shebaji..Jo Insaan Aapne Maa-baap Ki izzat Naa Kar Saka, Usse Insaan Kehlaane Ka Bhi Haq Nahi...Ek Jhumla yaad aa gaya..


Lambi Udaan Se Apne Ghosle Mein Lauti Chidiya Se Uske Bachon Ne Pucha...

"Maa" Aasman Kitna Bada Hai??

Chidiya Ne Bacho Ko Apne Pankho Mein Samethte Hue Kaha...

"So Jaao Mere Bacho,Woh Mere Pankhon Se Chota Hai!!!!!!"

This Is True..Nothing In This World Is Bigger Than The Shelter Of Parent's lap..Iss Cheez Ki kadar Woh Jaanta Hai Jinhe Yeh Naseeb Nahi





Logged
sbechain
Guest
«Reply #17 on: May 07, 2011, 10:32:20 AM »
Reply with quote
Ji Bilkul Sach Shebaji..Jo Insaan Aapne Maa-baap Ki izzat Naa Kar Saka, Usse Insaan Kehlaane Ka Bhi Haq Nahi...Ek Jhumla yaad aa gaya..


Lambi Udaan Se Apne Ghosle Mein Lauti Chidiya Se Uske Bachon Ne Pucha...

"Maa" Aasman Kitna Bada Hai??

Chidiya Ne Bacho Ko Apne Pankho Mein Samethte Hue Kaha...

"So Jaao Mere Bacho,Woh Mere Pankhon Se Chota Hai!!!!!!"

This Is True..Nothing In This World Is Bigger Than The Shelter Of Parent's lap..Iss Cheez Ki kadar Woh Jaane Jinhe Yeh Naseeb Nahi







bahut sahi
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #18 on: April 24, 2013, 04:55:16 AM »
Reply with quote
bahut khoob.
Logged
Tahir husain
Guest
«Reply #19 on: March 16, 2014, 11:15:44 PM »
Reply with quote
Yaar toching line likhe ho.
Khusnasib hogi tumhari ma jo usne tumhare jaisa beta paya
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:29:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer