Marhaba Ya Ramazaan,.

by Jaanasheen on August 31, 2008, 10:56:16 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2636 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Reply with quote
As Salaam walaikum Doston,.
Ab Ek Mukaddast Maheena Ramzaan Ka Shuru Hone Waala Hai,.
Jisme Rehmatein, Barkatein,.
Maghfirat,.
Khudaa-e-Kareem Ke Darbaar SE Nazeel Hoti Hain,.
Aur Is Maheena Ka Hum Jitna Bhi Fazilat Maloom Karein Kam Hai,.

Isi Taalookh Se Ramzaan-e-Paak Ke Baare Mein Kuch Akhidat Pesh Karna Chahta Hoon,.

Aur Sab Momeen Doston Ko Ramzaan Mubarak Ho,.


Aur Hume Duaon Mein Apni Yaad Rakhna,.
Allah paak Hamaari Ibadaton Ko Kabool Farmaaye,.
Aameen,.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Marhaba Marhaba , aaiiye aaiiye ! by Naziya Tahera in Shayri for Khumar -e- Ishq
Aamad-e-Maah-e-ramzaan marhaba marhaba...."Sahal" by sahal in The Wishes and Celebrations « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: August 31, 2008, 11:05:45 AM »
Reply with quote
Sajne Lagi Zameen Saari, Saj Gaya Aasmaan,.
Aaya Hai Lekar Rehmatein Ye Maahein Ramzaan,.

Momeen Sab Rakhte Hain Roze, Rab Ki Razaa Ke Liye,.
Bhari Hui Hai Masjidein Saari, Pard Rahe Hain Sab Quraan,.

Ramzaan Ka Safar Hai Kitna Pyaara,
Kitna Haseen Hota Hai Raaton Ka Nazaara,.
Kaid Hoti hain sab Buraayiyaan, Kaid Ho Jaate Hain Shaitaan,.

Tu Bhi Karle Shukr "Jaanasheen" Ke Tujpar Khuda Ki Rehmat Hai,.
Ramzaan ka safar Kar Raha Hai Tu, Hai Khudaai Tujhpe Meharbaan,.

_________________________________-Azeem-



Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: August 31, 2008, 11:11:21 AM »
Reply with quote
Allah Taa'la se dua hai ki wo mere aur tamam musalmano ke roze qubool farmaaye. Apne rehm-o-karam se hum sab ke gunahon ko ma'af farmaaye aur Ibaadat qubool kare (Ameen)

Maah-e-Ramzaan ki mubarakbad
Logged
diya786
Guest
«Reply #3 on: August 31, 2008, 11:14:35 AM »
Reply with quote
ALLAH SE DUA HAI KI WOH SABHI MUSALMANO KE RAMZAAN KABOOL FARMAYEIN ...AMEEN!!!
SAB KE GUNAHO KO MAAF KAR UNHE DOZAKH KI AAG SE BACHAYEIN
SAB KO JANNAT NASEEB KAREIN...
SAB KO RAMZAAN MUBARAK!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: August 31, 2008, 01:36:25 PM »
Reply with quote
Aaameeen Summa Aaameen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: August 31, 2008, 01:38:52 PM »
Reply with quote
Maahe Ramzaan Ka Ye Pyaara Safar,.
Jaago Momeeno Neendein Chordkar,.

Hai Ye Rehmaton Se Bhara Khazaana,.
Bekaari Mein Tum, Ye Waqt Na Guzaar Na,.

____________________________-Azeem-
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #6 on: September 01, 2008, 05:33:22 AM »
Reply with quote
X?X?X?
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #7 on: September 01, 2008, 07:09:31 AM »
Reply with quote
SABHI DOSTO AUR BHAI BEHENO KO RAMZAAN MUBARAK ... notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: September 02, 2008, 01:50:58 PM »
Reply with quote
Thank U Sis,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: September 02, 2008, 01:54:39 PM »
Reply with quote
Aaao Milkar Sab Ye Duaa Karein,.
Ke Malik Hume Har Buraai Se Judaa Karein,.

Aaaya Hai Maheena Ye Khushiyon Ka Rehmaton ka,.
Aao Sab Milkar Doston, Rab Ka Shukr Ataa Kareion,.

______________________________-jaanasheen-
Logged
rani aflatoon
Guest
«Reply #10 on: September 08, 2008, 04:42:20 AM »
Reply with quote
salaam ,,,its wow azeem mashaallah keep it up.
 Rani H
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: September 08, 2008, 04:26:13 PM »
Reply with quote
Walaikum As Salaam,.
And Shukriya,.
And Happy Ramzaan,.
May Allah the Almighty Shower His Blessings Upon U,.
Me And For All,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: September 08, 2008, 04:31:36 PM »
Reply with quote
Bakhshi Hai Shaan Rabne Ke Milaa Hume Ramzaan,.
Ibadat Karo "Aye' Momeeno, Kasrat Se Padho Quraan,.

Marr Gaye Log Kayi Isko Dekhne Se Pehle,.
Shukr Karo ke Hum Dekh Rahe Hain, ye Rab Ka Hai Ehsaan,.

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
Hashimoto
Guest
«Reply #13 on: September 23, 2008, 10:04:28 AM »
Reply with quote
JAANASHEEN, ALLAH PAK AAP KO JAZAE KHAIR SE NAVAZE
AKHRI ASHARA HAI MAGHFIRAT KA, KEEP BUSY IN PRAYERS AND ETIKAF.

HASHIM
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: September 26, 2008, 02:37:04 PM »
Reply with quote
Aameen,.
Aur Bhaijaan,.
Allah ab Ul Aaalameen,.
Saari Ummat Ki Maghfirat Karein,.
aap Bhi Duaaon Mein Hume Aur Sab Ummat KO Yaad Rakhein,.
Rab Hamaari Ibaadat Kabool Farmaaye,.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:59:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.141 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer