Muslim Friend’s - Please Stop Bakra Eid

by Devdas_online on January 11, 2006, 07:27:05 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2379 times)
Devdas_online
Guest
Dharam To Pyar Mohabbat Ka Prateek Hai,
Phir Kisi Ke Khoon Se Use Ganda Kyon Karte Ho
Har Kisi Mein Khuda Hai,
Phir Us Be-Zuban Jaanwar Ka Gala Kyon Kaatate Ho

Koi Muslim Hai Koi Hindu Hai,
Magar Hamara Pehla Dharam Insaniyat  Hai
Koi Insaan Hai Koi Jaanwar Hai,
Magar Hum Sab Mein Woh Khuda Betha Hai


[agar kisi ko bura laga ho to mein maafi ke talabdaar hoon]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Eid Ka Bakra by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
-Khundi Pe Bakra- by HumTum is back in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2 ... 5 6 »
Only 4 MUSLIM MARRIED WIFE/WOMEN by Sky Blue in Chit - Chat & General Discussion
punjaban
Guest
«Reply #1 on: January 19, 2006, 11:41:48 PM »
hey yaar, dont worry about it, kya saro keh paas upni choice nahi hay kya? Hum bee muslim hay, magar humay bora tho nahee laga. Or apna acha poem bi lika hay upni choice kay baray mein. Oh and hi im punjaban, if u like u can pm me any time.
Logged
chanda
Shayarana Mizaaj
**

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
0 minutes.
Posts: 86
Member Since: Nov 2005


View Profile
«Reply #2 on: February 18, 2006, 06:45:37 AM »
helloo..people'z!!!
devdas_online, sorry i can't agree with u because, that's part of our religion...r u muslim..??..if u r i'm sure u should know the reason for it...!!
Logged
samir_bc
Guest
«Reply #3 on: February 19, 2006, 06:58:38 AM »
devdas_online
sorry dear i also not agree with u bcoz thats a riligion activity,
aur kisike dharam ki kisi bhi cheej ko bura kehna achcha nahi hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 09, 2006, 06:06:04 AM »
Hello Devdaas
Khuda Ne Nahi Kaha Hume Ke khoon Bahao,..
Khuda Ne Kaha Hai Ke Pyaar Baaton aur usko Phailao,..
Wo Sab Ka Hakeem Hai Wo sab Jaanta Hai,..
Is Mein Bhi Koi Baat Hogi, Jo Hum Naa Samajh Paayein Hai,..
Tum Hi Jaano Us Ki Khudrat Ko,Duniya Mein Itne Jaanwar Hai.,
Aur Roz Kitne Katte Hai,.. Aur Bakrid Ke din Kitne Katte Hain,..
Aur Phir Dusri Bakrid Ko Tayyar Hote hain,..
Agar Hukhum Naa Hota Hume Jaanwar ki qurbaani Dene Ka,..
To socho Duniya Mein Koun Hote Zyada ,..
Pehle Hi Yahan Insano Ko Khana Kam Pardh raha Hai,..
agar Jaan War Hote To saara Anaaj Koun Khaata Hum Yaa Jaanwar,..
Kabhi bhi Kisi ko Kuch Kehne se pehle Socha karo mere Bhai,.
Khuda Ne Duniya aise Hi Nahi Banayi Wo To Badshoun ka Badshaa hai,.
Jo Sab Jaanta hai,..{sorry agar kisi ko meri baat khatki ho to,..}
Logged
indian_groom
Guest
«Reply #5 on: March 09, 2006, 06:18:47 AM »
Quote from: "Jaanasheen"
Hello Devdaas
Khuda Ne Nahi Kaha Hume Ke khoon Bahao,..
Khuda Ne Kaha Hai Ke Pyaar Baaton aur usko Phailao,..
Wo Sab Ka Hakeem Hai Wo sab Jaanta Hai,..
Is Mein Bhi Koi Baat Hogi, Jo Hum Naa Samajh Paayein Hai,..
Tum Hi Jaano Us Ki Khudrat Ko,Duniya Mein Itne Jaanwar Hai.,
Aur Roz Kitne Katte Hai,.. Aur Bakrid Ke din Kitne Katte Hain,..
Aur Phir Dusri Bakrid Ko Tayyar Hote hain,..
Agar Hukhum Naa Hota Hume Jaanwar ki qurbaani Dene Ka,..
To socho Duniya Mein Koun Hote Zyada ,..
Pehle Hi Yahan Insano Ko Khana Kam Pardh raha Hai,..
agar Jaan War Hote To saara Anaaj Koun Khaata Hum Yaa Jaanwar,..
Kabhi bhi Kisi ko Kuch Kehne se pehle Socha karo mere Bhai,.
Khuda Ne Duniya aise Hi Nahi Banayi Wo To Badshoun ka Badshaa hai,.
Jo Sab Jaanta hai,..{sorry agar kisi ko meri baat khatki ho to,..}







waah kya liha hai JAANASHEEN
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: March 09, 2006, 06:26:08 AM »
Shukriya Indian_Groom Jo Sach Hai Maine Wo Likha Hai,..
Islam Kisi Ko Dushmaani Nahi Seekhlata Hai,..
Pyaar Leke Ye Mazhaab Ayaa Hai Pyaar Hi Seekhlata Hai,..
Hai Chand Gaddar Jo Islam Ka Naam Badnaam Karte Hai,..
Sach Yeh Hai Hume Ye Imaan Ki Zindagi Seekhlata Hai,..
Islam Asaan hai Agar Samajho To,.
Na Samjho To Ye Bahoot Mushkil Hai,..
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #7 on: March 09, 2006, 06:55:20 AM »
Jaanasheen

Bilkul sahi kaha aap ne !

Rajbir
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 09, 2006, 07:03:13 AM »
Shukriya Rajbeer
 
Maine Jo Kaha Hai Wo Sach kaha hai,..
Jaano Dil Ki Gehraaion Se,.
Agar Meri Baat Galat Hai,..
To Dekhlo Quran Aur Hadeeson Se..
Ke Us Mein Kya Hai,..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #9 on: March 09, 2006, 09:23:43 AM »
Quote from: "Devdas_online"
Dharam To Pyar Mohabbat Ka Prateek Hai,
Phir Kisi Ke Khoon Se Use Ganda Kyon Karte Ho
Har Kisi Mein Khuda Hai,
Phir Us Be-Zuban Jaanwar Ka Gala Kyon Kaatate Ho

Koi Muslim Hai Koi Hindu Hai,
Magar Hamara Pehla Dharam Insaniyat  Hai
Koi Insaan Hai Koi Jaanwar Hai,
Magar Hum Sab Mein Woh Khuda Betha Hai


[agar kisi ko bura laga ho to mein maafi ke talabdaar hoon]


har  dharam  mein alag  alag  rules hain.......... kyon  ka koi  jawaab nahi hai......  log  insaan  ko   bahot pyar karte hain...leki marne ke  baad  jala  dete hain.........kyon  ??   hum  discus  nahi karna chahte hain.....  mujhe   yeh baat pasand nahi aayee.... ??
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: March 09, 2006, 09:31:28 AM »
Haan Waheed Bhai Jo Devdaas ne kaha Bura kaha
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #11 on: March 09, 2006, 09:33:57 AM »
Mitti dalo is baat par aur aage badho...Zindagi haseen hai :D
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: March 09, 2006, 09:39:54 AM »
Dal diya Mitti Baaton Par,.
Par Kya Jazbaaton Par Daal Sakoge,..
Baat To Phir Aaankhon Se Bhi Hoti Hai,..
Ankhon Ko Batao Tum Kya karoge,..
Yaadon Mein Bhi Bajhi Rehti hai Baatein,..
Batao Tum Kya Yaadon ko Rok sakoge,..
Kis Ka Dil Mat Torda Chahe Hi wo Gunahgaar Kyun Naa Ho,.
Jab Humne Gunaah Hi Nahi Kiya To Phir Kya saaza De sakoge,..


Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:45:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer