;;;NAMAAZ;;;

by majid on May 19, 2006, 03:04:21 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 3002 times)
majid
Guest
Reply with quote
..............NAMAZ.................

badkar nahi hai koi ibaadat namaz se

milti hai har amal ko fazilat namaz se

hazrat bilaal dete hai aaj bhi ye sada

yaro namaz kabhi hone na paye kaza

dono jahan main milti hai ijjat namaz se

badkar nahi hai koi ibaadat namaz se

milti hai har amal ko fazilat namaz se
                      ********
padte raho namaz kabhi na chhodo tum namaz

namaz padne se hi dil hoga pakbaz  

beshak tum pa sakte ho jannat namaz se

badkar nahi hai koi ibaadat namaz se

milti hai har amal ko fazilat namaz se
                  *********
raahe nazaat sabko dikhati hai ye namaz

haiwa ko aadmi bana deti hai ye namaz

rukti har buraai ki aadat namz se

badkar nahi hai koi  ibaadat namaz se

milti hai har amal ko fazilat namz se
                      ********
duniya ki baat chhodo ,duniya ki baat hi kya

saitan bhi kuch bighad nahi sakta aap ka

dil main agar hai aapke ulfat namaz se

badkar nahi hai koi ibaadat namaz se

milti hai har amal ko fazilat namaz
                     **********
masjid ki taraf chala to pareshan .fazal tha

padkar namaz niklat to khush hoke ye kaha

becahin dil ko raahat milti hai namaz se

badkar nahi hai koi ibaadat namaz se

milti hai har amal ko fazilat namaz se

................N/M.....................
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
namaaz-e-ishq by shyama in Shayri for Khumar -e- Ishq
NAMAAZ by shab in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Pankhuri2
Guest
«Reply #1 on: May 21, 2006, 01:07:57 AM »
Reply with quote
bahoot hi khoobsurat majid!! bahoot acha likha hai apne!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 22, 2006, 09:35:43 AM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Majid Bhai Inshallah Hum Bhi Aaj Se Namaz Ke Saare Arkaan Poore Kareinge,...

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: May 22, 2006, 12:35:12 PM »
Reply with quote
Shukriya Bhai,...

Milta Hai Dil Ko Karaar Namaaz Se,..
Aur Hum Hain Bekhabar Namaaz Se,..

Aye Khuda Hume Sab Tu Namaaz Pardhne Ki Hidayat De,..
Ke Humse Hain Gunaahgaar Aur Gafeel Namaaz Se,..

Andhere Kabar Ke Koun Dekh Saka Jeete Jee,..
Ke Aati Hain Raunakh Kabar Mein Namaaz Se,..

Duniya Ke Peeche Hain Hum Namaaz Ko Chordke,..
Ke Milti Hai Duniya Hume Sab Pardhke Namaaz Se,..

Namaaz Aankhon Ki Thandak Hai Dil Ka Sakoon Hai,..
Aur Zindagi Sabki Sawarti Hai Namaaz Se,..

_________________________________________________ _

Allah Tallah Hume Sab Namaz Pardhne Ki Hidayat Dein,,.
Aur Sahi Deeen pe Chalne Ki Taufeekh Dein,,..
Ameeen,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: May 22, 2006, 12:50:55 PM »
Reply with quote
Beshaq Bhai,..

Islam Ke Bal Se Khuda Ne Duniya Banaai,..
Uski Bandagi Ke Liye Usne Namaz Banaai,..
Kyun Na Kare Hum Ibadat Uski Azeem,..
Jisne Hamare Liye Ye Saari Kaynath Banaai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 22, 2006, 01:04:33 PM »
Reply with quote
Bahoot Khoob Likha Hai Bhai Tumne Angrezi Mein,..
Namaaz ke Baare Mein,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 23, 2006, 07:59:20 AM »
Reply with quote
Acha Hai Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 30, 2006, 02:30:19 PM »
Reply with quote
Tera Hi Aasraa Hai O Do Jaahaan Vaale,..
Hai Bekason Ki Kashti Malik Tere Hawaale,..

Isaa Ko Tune Zaleemon ke Panjon Se Tha Chupaaya,..
Musaa Ko Tune Maujon Mein Bhi Rasta Banaya,..
Barbaad Ho Rahi Hai Duniya Meri. Bachaale,..

Kashti Ye Kyun Hai Tune Toofaan Se Bachaai,..
Maine Tujhe Pukaara Malik Teri Duhaai,..
Sun Le Kisi Ke Dil Se Nikle Hue Ye Naale,..

Raham-o-Karam Pe Tere Duniya Ki Zindagi Hai,..
Tu Maare Ye Bachaa Le Malik Teri Khushi Hai,..
Mitati Ho Agar Mohabbat Mujhko Bhi Tu Mitaa De,..

______________________________-Bihaari SH-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: June 04, 2006, 06:24:37 AM »
Reply with quote
Quote from: "majid"
good job bhai :lol:

Qur'an mai likha hai jo vo he poora hai eimaan,
Ise seene mai basao to bano poore he insan.

Meri a'an meri sha'an hai daulat-e-eiman,
Sakar-e-do alam ki um'mat hoon to hun musalman.

Mere Nabi ki batein hia aur kaam hai sachcha,
Momin vohe jo de de eiman per apni jaan.

Yehe sachchai hai, haqeeqat hai yehe hai vigyan*,
Jo aaj batate hain vo pahle he keh chuka Qur'an.

Meri dua hai BAITUL-HARAM jayen sabhi musalman,
Aur kar leyn hum sabhi apni zindagi ko "chain..o..aaram :lol:


Waah Bhai bahoot Khoob Likha Hai Apne Subhaan Allah,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: June 07, 2006, 06:44:14 AM »
Reply with quote
Awaaz Panch Waqt Lagaati Hai Momeeno,..
Aaao Namaaz Tumko Bulaati Hai Momeeno,..
Logged
BLACKMON
Guest
«Reply #10 on: June 14, 2006, 08:34:32 AM »
Reply with quote
janab majid ab likh hi diya to kya fikar bhaut accha likha hai jari rakehan
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: June 14, 2006, 12:44:24 PM »
Reply with quote
Shukriya Black,..
Aap Bhi Namaz Ke Baare Mein Kuch Likh Dete To Acha Lagta,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 24, 2006, 09:59:25 AM »
Reply with quote
Bahoot Acha Likha hai Bhai,..
Pardke Dil Ko sukoon Mila,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: July 26, 2006, 12:59:56 PM »
Reply with quote
Yun To Sheikh Bhi Ho Sunni Bhi Ho,..
Syed Bhi Ho Khan Bhi Hon Pathaan Bhi Ho,..
Bataao Kya TumLog Kya Musalmaan Bhi Ho,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 26, 2006, 02:14:28 PM »
Reply with quote
Shukriya bhai jaan,..
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:27:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer