Rang Holi ke mere yaar mubarak hun tumhe ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on March 07, 2012, 12:08:23 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1272 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Rang holi ke mere yaar mubarak hun tumhe
Aise taiyuhaar kai baar mubarak hun tumhe

Zindagi rangbirangi hai bachaye rakhna
Isko holi ke hi rongon se sajaye rakhna

nafraten khatm hun taherik mahubbat ki chale
Mere Allah yahan pyaar ki moorat hi base

subka mazhab ho mahubbat ki ibadat karna
Phool ko chahna kaliyun ki hifazat karna

Jahsn holi ka hai pur-lutf o pur noor rahe
Ghar se beti bhi na beta bhi koi door rahe

Ghar se beti bhi na beta bhi koi door rahe

Qadeertoopchi
Sabhi doston Holi ki purkhuloos mubarak baad
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Holi Mubarak by Ram Saraswat in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
HOLI HAI EK RANG RANG JAAO. by SURESH SANGWAN in Shairy-E-Watan
HOLI KE RANG - SARVESH RASTOGI by SARVESH RASTOGI in Occassion Specific Poetry « 1 2 3  All »
Phika Padha hai dekho Pholon Ka rang ab ke - Qadeertoopchi by qadeer_junaid in Ghazals
***Mohabat Ke Sang***Holi Ke Rang*** by AVTAR RAYAT in Share:Love Poetry
sbechain
Guest
«Reply #1 on: March 07, 2012, 12:14:24 PM »
Reply with quote
Rang holi ke mere yaar mubarak hun tumhe
Aise taiyuhaar kai baar mubarak hun tumhe
bahut khoob.......! Applause Applause
Zindagi rangbirangi hai bachaye rakhna
Isko holi ke hi rongon se sajaye rakhna
kya khoob farmayaa Clapping Smiley Clapping Smiley
nafraten khatm hun taherik mahubbat ki chale
Mere Allah yahan pyaar ki moorat  basaaye rakhna
achi doa hai     amin
subka mazhab ho mahubbat ki ibadat karna
Phool ko chahna kaliyun ki hifazat karna
wah bahut khoobsurat sher hai Clapping Smiley Clapping Smiley
Jashn holi ka hai pur-lutf o pur noor rahe
Ghar se beti bhi na beta bhi koi door rahe
wah wah wah  Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Ghar se beti bhi na beta bhi koi door rahe

Qadeertoopchi
Sabhi doston Holi ki purkhuloos mubarak baad

bahut khoob................!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 07, 2012, 12:31:25 PM »
Reply with quote
Rang holi ke mere yaar mubarak hun tumhe
Aise taiyuhaar kai baar mubarak hun tumhe

Zindagi rangbirangi hai bachaye rakhna
Isko holi ke hi rongon se sajaye rakhna

nafraten khatm hun taherik mahubbat ki chale
Mere Allah yahan pyaar ki moorat hi base

subka mazhab ho mahubbat ki ibadat karna
Phool ko chahna kaliyun ki hifazat karna

Jahsn holi ka hai pur-lutf o pur noor rahe
Ghar se beti bhi na beta bhi koi door rahe

Ghar se beti bhi na beta bhi koi door rahe

Qadeertoopchi
Sabhi doston Holi ki purkhuloos mubarak baad


Waaah Waaah Waaah!!!!!!

Bahut Bahut Khoob Mere Bhai...Khaas Taur Par Maqte Ne Aankhein Nam Kar Di..


"Ghar Se Beti Bhi Na Beta Bhi Koi Door Rahe"

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: March 07, 2012, 12:44:05 PM »
Reply with quote
Qadeer bhaijaan aadaab!

Bhaijaan behad khoobsurat aur pyari kalaam kahi hai... aur kia
hi khoob rawaaN bher meiN kahi janab behad pyaara lab
o lahja raha... Usual Smile

is khoobsurat kalaam par hazaaroN dili daad o mubbarakbad
kabul kijiye... Usual Smile

Aapke aakhri ashaar ne dil par kharaash si kar di...
Allaah aapke masail ko aasaaN farmaaye... aameen

Likhte rahiye... aate rahiye...
shaad o aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #4 on: March 07, 2012, 01:24:56 PM »
Reply with quote
bahut khoob Qadeer saheb aapko bhee holee mubarak
Logged
dolly
Guest
«Reply #5 on: March 07, 2012, 08:03:26 PM »
Reply with quote
bahut hi khoobsurat qadeer ji...
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: March 08, 2012, 05:46:28 AM »
Reply with quote
behad umdaa aur pyari post Qadeer sirji--

aapko bhi holi ki dheron mubarak bad aur subhkamnayen
:
khus rahen
Logged
sarfira
Guest
«Reply #7 on: March 08, 2012, 05:46:49 AM »
Reply with quote
behad umdaa aur pyari post Qadeer sirji--

aapko bhi holi ki dheron mubarak bad aur subhkamnayen
:
khus rahen
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: March 09, 2012, 04:46:21 AM »
Reply with quote
Bahut khoob janab.Holi ki purkhuloos duaon ke liye bahut bahut shukriya aur mubarakbaad.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:20:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.094 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer