Tu ek sunheri Shaam Hai Yoindia Mere ( Qadeertoopchi )

by qadeer_junaid on September 23, 2012, 06:36:22 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1211 times)
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
Reply with quote
Yaarane bazm mujhe ye batate howe khushi Ahesas ho raha hai ke meri shairana zindagi yoindia ki den hai .....Mera betarteeb maazi yahan bikhra parha hai...Aaj achanak khayal aaya ke yoindia ki shaan me khuch kaha jaaye ....Yoindia ki sitaaish agar alfazon me ho sakti to kya hi baat thi ..phir bhi khuch betarteeb se misre zahn me tarteeb paaye ...Allah se dua go hun ke yoindia hamesha qayam o dayam rahe ......My Khawish saheb ,,,Pooja bahen ,,Talat bahe'n ..Sofi Sahiba ,,,Parwaz Saheb ,,in sabhi hazrat ko mubarak baad dena chahita hun ...jinhone yoindia ki bahetari ke liye har mumkin koshish ki hai ...




Tujh ko mera salam hai Yoindia mere
Tujhse hi mera naam  hai Yondia mere

Khavish hasan hain aur hai’n shireen bazm me
Aala tera maqaam hai  Yoindia mere

Zinda hai shairi tere dam se hi baa khuda
Har gaam  aaya kaam hai Yoindia mere

Din ki thakaan aake mitate hai’n sub yahan
Tu ek sunaheri shaam hai Yoindia mere

rakhta hai itna kah ke qadeer apna ab qalam
banda tera gulaam hai Yoindia mere

Qadeertoopchi
Logged
CIC
Guest
«Reply #1 on: September 23, 2012, 07:38:28 PM »
Reply with quote
Very beautiful words, and even beautiful thoughts behind these words. I am happy I found this Shayari Bazm (though by an incident).
Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #2 on: September 23, 2012, 11:20:57 PM »
Reply with quote
yoindia par aap ka swagat hai
Sheel didi
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #3 on: September 24, 2012, 12:35:34 AM »
Reply with quote
very nice
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: September 24, 2012, 02:56:53 AM »
Reply with quote
Bahut Bahut umda. Applause Applause
behatreen khayaal pesh kiye hai aapne.
par aapke jajbe ko bhi daad dunga jo aapke dil me Yoindia ke liye hai.
Logged
soudagar
Guest
«Reply #5 on: September 24, 2012, 03:45:58 AM »
Reply with quote
bahut khob sach mein yoindia se achha new shayar ke liye plateform nahi hai koi aur aapne jis andaz mein yoindia ko apna qalaam dedicate kiya  hai bahut hi umda  lakhon daad aur mubarakbaad

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #6 on: September 24, 2012, 05:15:17 AM »
Reply with quote
Junaid ji bahut khoob....
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #7 on: September 24, 2012, 06:46:07 AM »
Reply with quote
Bhaijaan Aadaab O as salaam!


WaaH waaH Bhaijaan kia kahne aapke... behad pyari aur
pur asar kalaam kahi hai aapne YO India ki shaan meiN
haaN waqai is ki sataish gar lafzoN meiN ho pati toH
kia hi baat thi... par aapke ahsaas O khayaal bhi behad
umdaa aur khoob lage mujhe... Usual Smile

Is khoob kalaam ke liye hazaaroN dili daad O mubbarakbad
kabul kijiye.... Usual Smile

Likhate rahiye.... aate rahiye....
Shaad O aabaad rahiye... Usual Smile
Khuda Hafez... Usual Smile                   

Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 17 hours and 51 minutes.
Posts: 18610
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #8 on: September 24, 2012, 06:51:15 AM »
Reply with quote
boht khub junaid ji
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #9 on: September 24, 2012, 07:06:00 AM »
Reply with quote
Waqai Appne sach Likha Hai Aur Bahut Khub Likha HAi Daad Kabul Kijye Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khujli
Guest
«Reply #10 on: September 24, 2012, 07:36:52 AM »
Reply with quote
Yaarane bazm mujhe ye batate howe khushi Ahesas ho raha hai ke meri shairana zindagi yoindia ki den hai .....Mera betarteeb maazi yahan bikhra parha hai...Aaj achanak khayal aaya ke yoindia ki shaan me khuch kaha jaaye ....Yoindia ki sitaaish agar alfazon me ho sakti to kya hi baat thi ..phir bhi khuch betarteeb se misre zahn me tarteeb paaye ...Allah se dua go hun ke yoindia hamesha qayam o dayam rahe ......My Khawish saheb ,,,Pooja bahen ,,Talat bahe'n ..Sofi Sahiba ,,,Parwaz Saheb ,,in sabhi hazrat ko mubarak baad dena chahita hun ...jinhone yoindia ki bahetari ke liye har mumkin koshish ki hai ...




Tujh ko mera salam hai Yoindia mere
Tujhse hi mera naam  hai Yondia mere

Kaavish hasan hain aur hai’n shireen bazm me
Aala tera maqaam hai  Yoindia mere

Zinda hai shairi tere dam se hi baa khuda
Har gaam  aaya kaam hai Yoindia mere

Din ki thakaan aake mitate hai’n sub yahan
Tu ek sunaheri shaam hai Yoindia mere

rakhta hai itna kah ke qadeer apna ab qalam
banda tera gulaam hai Yoindia mere

Qadeertoopchi



 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #11 on: September 24, 2012, 01:21:44 PM »
Reply with quote
Bahut khoob, Qadeer saheb .  Waqai , Yoindia  eik  khubsurat  
aur har dil azeez platform  hai . Khuda  isko  din dooni raat
chouguni taraqqi ata kare . Amin
Logged
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
****

Rau: 17
Offline Offline

Waqt Bitaya:
15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608
Member Since: Apr 2010


View Profile
«Reply #12 on: September 25, 2012, 07:22:39 AM »
Reply with quote
mai aap sabhi hazraat ka dil ki atah gaheraiyun se shukriyah ada karta hun ...Allah apko khoob nawaze...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: September 26, 2012, 12:20:07 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob Qadeer ji...!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: September 26, 2012, 12:29:21 PM »
Reply with quote
Yaarane bazm mujhe ye batate howe khushi Ahesas ho raha hai ke meri shairana zindagi yoindia ki den hai .....Mera betarteeb maazi yahan bikhra parha hai...Aaj achanak khayal aaya ke yoindia ki shaan me khuch kaha jaaye ....Yoindia ki sitaaish agar alfazon me ho sakti to kya hi baat thi ..phir bhi khuch betarteeb se misre zahn me tarteeb paaye ...Allah se dua go hun ke yoindia hamesha qayam o dayam rahe ......My Khawish saheb ,,,Pooja bahen ,,Talat bahe'n ..Sofi Sahiba ,,,Parwaz Saheb ,,in sabhi hazrat ko mubarak baad dena chahita hun ...jinhone yoindia ki bahetari ke liye har mumkin koshish ki hai ...




Tujh ko mera salam hai Yoindia mere
Tujhse hi mera naam  hai Yondia mere

Khavish hasan hain aur hai’n shireen bazm me
Aala tera maqaam hai  Yoindia mere

Zinda hai shairi tere dam se hi baa khuda
Har gaam  aaya kaam hai Yoindia mere

Din ki thakaan aake mitate hai’n sub yahan
Tu ek sunaheri shaam hai Yoindia mere

rakhta hai itna kah ke qadeer apna ab qalam
banda tera gulaam hai Yoindia mere

Qadeertoopchi



Qadeer Bhai..Aapki Khoobsurat Soch, Aapki Neki Aur Aapke Iss Pyaare Se Ehsaaso Ko mera Salam..

Bahut Hi khoobsurat Ghazal Yoindia Ke Naam Ki Aapne..Aisa Sochte To Hum Sab Hai Par Yuh iss Mehfil Ke Naam Likh Nahi Paate..

Bahut Bahut Khooooooooooob Mere Bhai...

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Aapke Iss Pyaar Aur izzat-Afzaai Ke Liye Mere Paas Yakeen Maniye Koi Lafz Nhai..

Aapne Mujhe Iss ghazal Mein Yaad Kiya Waheen bahut Hai..

Khuda Aapko Humesha Sehat-Mand Aur Khush Rakhe..

Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:21:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer