NAZAR SE NAZAR

by saahill on July 25, 2011, 09:08:38 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1284 times)
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
anjaan kisi chehre ko dekhte hain . Na sochkar bhi kyun sochte hain .
Nishanian hain yeh kisi par dil ke aa jane ki . Nazar se nazar milte hi pyar ke khawab sach hote hain
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
viiraanaa thaa nazar me.n jahaa.N tak nazar ga_ii by qakhs in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 5 »
nazar ko pehchaan le wo nazar chahiye by neha17 in Shayri for Dard -e- Judai
Nazar ko Pehchaan le wo Nazar Chaiye by adnan_armaan in Shayri for Khumar -e- Ishq
Teri Nazar...Meri Nazar by KOYAL46 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
Halaat pe zara tu,apni nazar karde..(nazar ghouri) by nazar ghouri in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Sanjeev kash
Guest
«Reply #1 on: July 25, 2011, 09:17:49 AM »
Dil mera kisi ko panna cahata hai
Mohabbat mein ye lutt janna cahata hai
Tasveer Ek bas gaya hai khayaloo..n mein
Haqiqat mein Usse Rubru hona cahata hai
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #2 on: July 25, 2011, 09:25:12 AM »
tasveer rang badalti hai dil bhi badal jate hain .

Hum jaise pyar karne walon ke bas kisse reh jate hain
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #3 on: July 25, 2011, 09:32:52 AM »
Wo jo badle humse Zindgi badal gayi yaroo
Chand pannoo pe likhi  ek kahani reh gayi yaroo
wo bewafa tha us ka to gum hai hi
Wafa apni bhi kahi kaam na aai yaroo.
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #4 on: July 25, 2011, 09:38:34 AM »
bewafa uski dekho sare RAAH CHAL rahi hai pyar mein .

Hum bhi wafa ke sahare ek adhoore safaR par nikle the
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #5 on: July 25, 2011, 09:41:31 AM »
Khush rehne do abhi kuch der usko
Bhuat roega wo wk din dekhna
Milegi choot jab usko bhi mohabbat mein
Karega yaad tujh ko tab ye dekhna
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #6 on: July 25, 2011, 09:49:06 AM »
jise jaan se zyada pyaR kiya use kaiSe main yeh badh dua doon .

Khush rahe woh apni dunya mein khuda se yeh iltezha karta hoon
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #7 on: July 25, 2011, 09:58:36 AM »
Wah Saahill Ji wah

Khush Rahe to sada ye dua hai mere
Zindgi ki har pal yehi kahwaish hai meri
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #8 on: July 25, 2011, 10:00:30 AM »
BhUAT DINOO BAAD AJJ LAGA KII APP HAMARE SAATH HO, SAATH DE RAHE HO..............sHUKRIYA BAHAI.. BUS YHOO..N HI MILTE RAHA KARO
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #9 on: July 25, 2011, 10:06:39 AM »
yaad karoge dil se jab bhi pas apne hume paoge .

Likhne baithoge jab shayari to kagaz pe tasveer hamari paoge
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #10 on: July 25, 2011, 10:11:16 AM »
yE TO aB AKSAR HOTA HAI
KALAM HAATH MEIN HOTI HAI TASAVOOR TERA HOTA HAI
BUS GAYE HO TUM ITNE KHYALOO MEIN
JAB TALAK NA SOOCHOO..N TUMEH LIKHNA MUSHKIL HOTA HAI

bHUAT bHUAT sHUKRIYA BAHI
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #11 on: July 25, 2011, 10:14:44 AM »
apki zaranawaShi ka shukrya sanjeev bhai
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #12 on: July 25, 2011, 10:19:45 AM »
na likhna muje sochkar main to dard ki hoon dastaan .

Kaanton se kabhi mehkata nahi hain pyar ka gulistaan
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #13 on: July 25, 2011, 10:24:57 AM »
GULSHAN KI FAKAT PHOOLOO SE NAHI KANTOO SE BHI JEENAT HOTI HAI
JEENE KE LIYE IS DUNIYA MEIN GUM KI BHI JARURAT HOTI HAI

BAHI TUM SAATH DETE RAHO BUS
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #14 on: July 25, 2011, 10:59:37 AM »
waada hai yeh dil se apka har pal Sath nibhayenge .

Aaye chahe lakh toofan kash dosti ki kashti ko sahil pe le ayenge
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:55:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer