zara sa sharmayee

by saahill on May 13, 2011, 03:40:21 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 865 times)
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
ek nazar mein hi dil ko churakar le gayee.

  zara sa sharmayee ke woh meri jaan le gayee.

Marignayani jaisi ankhon se chalaye teer mohabat mein .
Ek hi vaar mein ghayal ho gaye hum uski chahat mein .
Yahi adhayein uski mujko mujse chura ke le gayee ,

morni jaisi chaal uski .
Saawan ki chalti hawaon jaisi.
Leti hai jab angrhayee to lagti hai barasti ghataon jaisi .
Kudrat ke sarey nazare woh apni adhaon se mujko dikhla gayee.
Logged
ADIK
Guest
«Reply #1 on: May 14, 2011, 05:22:24 AM »
izhaar toh uski palkoin ne kai baar kiya,
hum hi nadaan the jo samjh nahi paye,
kitni shidaat se usne mera intezaar kiya,
hum hi pagal the jo uska hath tham nahi paye....

Written By Anil R Bhardwaj
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #2 on: May 14, 2011, 08:18:42 AM »
palkon mein izhaar tha our ankhon mein inkaar tha ,
hum to nadaan nahin the unkhi hi humse na pyar tha ,
intzaar bhi kiya humne palkein bhi bichaaye thi,
hath bhi barhaya humne unki nazar na dekh payee thi ,
dil lagakar unse paaya kuch our nahin bas tanhayee thi
Logged
ADIK
Guest
«Reply #3 on: May 14, 2011, 09:29:12 AM »
apni tanhaee ko hi humne, apna chain bana liya
uske jaane ke baad humne, khud ko baimaan bana liya
kitni bhi baimani kari, par pyar jhootha na kar paye
us bewafa ke diye hue zakhmoin ka hisab na le paye
Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 19 hours and 41 minutes.
Posts: 18617
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #4 on: May 14, 2011, 01:47:37 PM »
dekar humko gham sarey khushyan hamari le gaye ,
mehfil mein woh humko kaisi tanhayee de gaye ,
dard ko usne thamne na diya zakhm pe zakham de gaye .
Yeh sochkar hi khush hain hum ke pyar na sahi apne naam ke gham to humko de gayee
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:33:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer