Golden Words

by HUM_DUM on November 22, 2013, 12:27:57 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2365 times)
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #15 on: November 30, 2013, 04:31:12 AM »
Shukaria Suman Jee...



Zameen Ke Zariye Se Insan Rizq Pata Hai
Lekin Jab Insaan Marta Hai To Phir Wohi
Zameen Usey Apna Rizq Bana Leti Hai.
.
Parinda Zinda Ho To Chuntiyan Khaata Hai
Magar Jab Parinda Mar Jata Hai To Wohi
Chuntiyan Usey Khaati Hain.
.
Ek Darakht Se 1 Lakh Maachis Ki Teeli Ban
Sakti Hain Magar Maachis Ki Ek TeeLi Ek
Lakh Darakht Jala Sakti Hai.
.
To
Zindagi Mein Kabhi Kisi Ko Mat Sataana
Kya Pata Us Waqt Shayad Aap Taqatwar Hon,
Magar Waqt Aapse Ziyada Taqatwar Hai.

Kyunki
.
Insaan Ki Zindagi Mein Waqt Hamesha
Ek Jaisa Nahi Rehta, Kabhi Waqt Badalne
Mein Deir Nahi Lagti, Aur Halaat Kabhi Ek
Jaise Nahi Rehte...!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
golden words by khushyon_ki_noor in Shayri for Khumar -e- Ishq
Golden Rules....!!!!! by Friend_4uall in Chit - Chat & General Discussion « 1 2  All »
The Golden Saloon Bar by Anushka in SMS , mobile & JOKES
A memory is golden, by smartboy121 in SMS , mobile & JOKES
Golden Words........Rishi by Rishi Agarwal in Shairi - E - Zindagi
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #16 on: December 01, 2013, 04:06:25 AM »

Kisi Ne Buzrug Se Pucha Ke
Insaan Me Kitne Ayeb Hote Hain?Huh?
Buzrug Ne Jawab Diya Ke Be Shumaar Ayeb Hote Hain
Lekin Ek Khubi (ACHCHAI) Tamaam Ayebo Par Parda Dal
Deti Hai
Aur Wo Khubi Hai ZABAAN Par QABOO Rakhna
Matlab Khamosh Rehna Bager Zaroorat Baat Na Karna

Allah Hame Amal Ki Taufeeq De
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #17 on: December 01, 2013, 04:07:37 AM »

Aik falsafi ne Aik din khush hokar logon ko bataya
Aye logon! Main ne wo raaz paliya hai jis se Insani
Muasherah khush o khurram reh sakta hai.
Aik dost ne daryaft kiya wo kis tarah? Us ne jawab
diya Kayenat ki har cheez dusron ke liye hai
darakht apna phal khud nahi khata, Darya apna pani
khud nahi pita, ye baharen, barsaten aur Zamzame
dusron ke liye hain, Bus wahi Insani zindagi acchi aur
khubsurat kehla sakti hai jo dusron ke liye ho
 Zindagi ki asal khoobsurti ye nahi ke Aap kitne
khush hai bal ke Zindagi ki asal khoobsurti to ye hai k
dusre aap se kitna khush hain....
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #18 on: December 09, 2013, 03:19:33 AM »

Zindagi Tab Behtar Hoti Hai
Jab Aap Khush Hote Ho
Lekin Zindagi Tab Behtareen Hoti Hai
Jab Aap Ki Wajah Se Koi Khush Hota Hai.

Jis Darakht Ki Lakdi Naram Hogi
Us Ki Shakhein Ziyada Hongi
Bas Naram Tabiyat Aur Naram Guftagoo
Karne Wale Ban Jaao. Take Tumhare Dost
Aur Chahne Wale Ziyada Hon.

Koshis Karo Ke
Zindagi Ka Har Lamha Sab Se Accha Se Accha Guzre
Kyun Ke Zindagi To Nahi Rehti Hai Lekin Acchi Yaaden
Hamesha Rehti Hain.


Logged
suman59
Guest
«Reply #19 on: December 09, 2013, 03:31:07 AM »
Shukaria Suman Jee...



Zameen Ke Zariye Se Insan Rizq Pata Hai
Lekin Jab Insaan Marta Hai To Phir Wohi
Zameen Usey Apna Rizq Bana Leti Hai.
.
Parinda Zinda Ho To Chuntiyan Khaata Hai
Magar Jab Parinda Mar Jata Hai To Wohi
Chuntiyan Usey Khaati Hain.
.
Ek Darakht Se 1 Lakh Maachis Ki Teeli Ban
Sakti Hain Magar Maachis Ki Ek TeeLi Ek
Lakh Darakht Jala Sakti Hai.
.
To
Zindagi Mein Kabhi Kisi Ko Mat Sataana
Kya Pata Us Waqt Shayad Aap Taqatwar Hon,
Magar Waqt Aapse Ziyada Taqatwar Hai.

Kyunki
.
Insaan Ki Zindagi Mein Waqt Hamesha
Ek Jaisa Nahi Rehta, Kabhi Waqt Badalne
Mein Deir Nahi Lagti, Aur Halaat Kabhi Ek
Jaise Nahi Rehte...!

i really loved reading these lines. real 24 k golden words. thank you very much shihab ji. sach mein bahut accha laga mann ko
Logged
suman59
Guest
«Reply #20 on: December 09, 2013, 03:32:12 AM »
Zindagi Tab Behtar Hoti Hai
Jab Aap Khush Hote Ho
Lekin Zindagi Tab Behtareen Hoti Hai
Jab Aap Ki Wajah Se Koi Khush Hota Hai.

Jis Darakht Ki Lakdi Naram Hogi
Us Ki Shakhein Ziyada Hongi
Bas Naram Tabiyat Aur Naram Guftagoo
Karne Wale Ban Jaao. Take Tumhare Dost
Aur Chahne Wale Ziyada Hon.

Koshis Karo Ke
Zindagi Ka Har Lamha Sab Se Accha Se Accha Guzre
Kyun Ke Zindagi To Nahi Rehti Hai Lekin Acchi Yaaden
Hamesha Rehti Hain.




one after another... all are really nice quote to lead a worthful life.
keep writing shihab ji
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #21 on: December 09, 2013, 03:42:55 AM »
Bahut Shukaria Suman Jee Waqt Dene Ke Liye Usual Smile


Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #22 on: December 13, 2013, 04:06:38 AM »
Pareshani Mein MAZAAQ Na Karo
Aur Khushi Mein TA'ANA Mat Do
Kyun Ke Is Se Rishton Mein Maujood
Muhabbat Khatam Ho Jaati Hain...!
Logged
suman59
Guest
«Reply #23 on: December 13, 2013, 04:14:19 PM »
Quote
Pareshani Mein MAZAAQ Na Karo
Aur Khushi Mein TA'ANA Mat Do
Kyun Ke Is Se Rishton Mein Maujood
Muhabbat Khatam Ho Jaati Hain...!

kitni acchi baat kahi aapne... lovely lines...
good work shihab ji Thumbs UP
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #24 on: December 14, 2013, 03:53:35 AM »
Shukaria Suman Jee Par Ye Meri Nahi Hai



Muqable Ka Pehla Maidaan
Apna Khud Ka NAFS Hai
Is Se Larai Kar Ke Pehle
Khud Ko Aazmaa Lo Ke
Tum Aazaad Ho Ya Gulaam.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #25 on: December 14, 2013, 03:56:15 AM »
Jis Ko ALLAH Ne Duwa Ki Taufeeq De Ata Farmaayi
Wo Qabooliyat Se Mahroom Nahi Reh Sakta .
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #26 on: December 14, 2013, 03:59:01 AM »
Teen insan Teen time Par Pehchaane Jaate hain

Bahadur jang ke waqt
Daana Ghusse ke waqt
Dost Zarurat ke waqt
Logged
Iftakhar Ahmad
Guest
«Reply #27 on: December 14, 2013, 04:26:53 AM »
waah waah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Subhan Allah janaab behad khoob.
Logged
suman59
Guest
«Reply #28 on: December 15, 2013, 10:52:15 PM »
Jis Ko ALLAH Ne Duwa Ki Taufeeq De Ata Farmaayi
Wo Qabooliyat Se Mahroom Nahi Reh Sakta .

wah so true
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #29 on: December 16, 2013, 03:41:10 AM »
Bahut Shukaria Iftikhar Sahab Aur Suman Jee Waqt Dene Ke Liye Usual Smile


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 07:13:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer