Hazrat Ali Raziallahu Ta'ala Anhu...

by HUM_DUM on October 21, 2013, 12:54:34 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 9
Print
Author  (Read 6546 times)
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
Zindagi ke har mod par sulaah karna seekho. Kyun ke
jhukta wohi hai jis me jaan hoti hai. Akadna to murday ki
pehchaan hoti hai...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Dua mangte raho kyun ke mumkin aur na mumkin to sirf
hamari soch me hai, ALLAH (S.W.T) ke liye to kuch bhi na
mumkin nahi...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Apni ghaltiyon se taqdeer ko badnaam mat karo kyun ki
taqdeer to khud himmat ki mohtaaj hoti hai...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Dua dastak ki tarah hai musalsal dastak say darwaza khul
hi jata hai...

Hazrat Ali (R.A)

__________________________________
Dukh me tum kabhi bhi pachtawe ke aansu na bahao kyun
ki tum wo khush naseeb ho jise ALLAH ne aazmaish ke
qaabil samjha hai...

Hazrat Ali (R.A)

__________________________________
Jo tumhe khushi mein yaad aaye, samjho tum us se
mohabbat karte ho aur jo tumhe gham me yaad aaye to
samjho woh tum se mohabbat karta hai...

Hazrat Ali (R.A)

__________________________________
Rishton ki khoobsurti ek dosre ki baat ko bardasht karna
hai...Be-aeb insaan talash mat karo warna akele reh
jaoge...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Agar tum use na pa sako jise tum chahte ho, to usay
zaroor pa lena jo tumhe chahta hai kyun ki chahne se
chaahe jane ka ehsas zyada khoobsurat hota hai...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Logged
khujli
Guest
«Reply #1 on: October 21, 2013, 01:57:01 PM »
Zindagi ke har mod par sulaah karna seekho. Kyun ke
jhukta wohi hai jis me jaan hoti hai. Akadna to murday ki
pehchaan hoti hai...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Dua mangte raho kyun ke mumkin aur na mumkin to sirf
hamari soch me hai, ALLAH (S.W.T) ke liye to kuch bhi na
mumkin nahi...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Apni ghaltiyon se taqdeer ko badnaam mat karo kyun ki
taqdeer to khud himmat ki mohtaaj hoti hai...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Dua dastak ki tarah hai musalsal dastak say darwaza khul
hi jata hai...

Hazrat Ali (R.A)

__________________________________
Dukh me tum kabhi bhi pachtawe ke aansu na bahao kyun
ki tum wo khush naseeb ho jise ALLAH ne aazmaish ke
qaabil samjha hai...

Hazrat Ali (R.A)

__________________________________
Jo tumhe khushi mein yaad aaye, samjho tum us se
mohabbat karte ho aur jo tumhe gham me yaad aaye to
samjho woh tum se mohabbat karta hai...

Hazrat Ali (R.A)

__________________________________
Rishton ki khoobsurti ek dosre ki baat ko bardasht karna
hai...Be-aeb insaan talash mat karo warna akele reh
jaoge...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________
Agar tum use na pa sako jise tum chahte ho, to usay
zaroor pa lena jo tumhe chahta hai kyun ki chahne se
chaahe jane ka ehsas zyada khoobsurat hota hai...

Hazrat Ali (R.A)
__________________________________




boss!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!


as-salaam -alaykum

SUBHAN ALLAH SUBHAN ALLAH



JAZAK ALLAH KHAIR
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #2 on: October 21, 2013, 03:17:48 PM »

 Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause Applause


                         Waah waah,,,,,,
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: October 21, 2013, 03:41:16 PM »
NICE
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #4 on: October 21, 2013, 04:15:54 PM »
JazakAllah Khaer...
Logged
Bishwajeet Anand Bsu
Guest
«Reply #5 on: October 21, 2013, 04:31:32 PM »
Bahut Bahut Shukriyaa Is Knowledgeable facts ko hamare bich Share karne ke liye ...
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #6 on: October 21, 2013, 06:00:40 PM »
subhanaallah , jazakallah , shihab saheb .
bahut  khubsurat  aur qabil e aml aqwaal
quote kiye hain . bahut duaaein .
Logged
cool neha
Guest
«Reply #7 on: October 21, 2013, 06:36:21 PM »
these r really amazing....really mind blowing....

but i want to ask one thing---Jo tumhe khushi mein yaad aaye, samjho tum us se
mohabbat karte ho aur jo tumhe gham me yaad aaye to
samjho woh tum se mohabbat karta hai...

kya yeh wakai me sach hai???
Logged
Iqtedar
Yoindian Shayar
******

Rau: 24
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
11 days, 17 hours and 24 minutes.

Posts: 2382
Member Since: Mar 2013


View Profile
«Reply #8 on: October 21, 2013, 08:15:50 PM »
Neha ji ye qhaol hazrat Ali (R.A) ka hai so sach hai...
ham log mohabbat ko sirf ishq'o'mashuqha hi samajhte hain par aesa nahi, balke esar'o'qhurbani ke jazbe ko bhi mohabbat kaha jaata hai aur mohabbat kai tarha ki hoti hai, bhai bahen se maa baap se yaar doston se rishtedaron padosiyon se aur apne parwardigar aur uske rasool se etc etc...
ye meri samajh hai baqhi Allahualam.
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #9 on: October 21, 2013, 08:26:00 PM »

Shihab Sahaab Aadaab...!

Bahut bahut shukriyaa janab ... KayiN aik aqwal toH sune huye the but aapke is sharing ne kuch ka ilm badha diyaa aur kuch ko tazaa kar diyaa...

Tah e dil se shukriyaa janab...
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez...

Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 22, 2013, 02:17:14 AM »



boss!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!


as-salaam -alaykum

SUBHAN ALLAH SUBHAN ALLAH



JAZAK ALLAH KHAIR



Walaikum As Salaam...Wa Remtullahi Wa Barkaatuh...

Bahut Shukaria Sahab Waqt Dene Ke Liye

ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen


Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 22, 2013, 02:18:42 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Applause Applause Applause Applause


                         Waah waah,,,,,,

Bahut Shukaria Ravidera Sahab Waqt Dene Ke Liye

ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen

Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #12 on: October 22, 2013, 02:20:07 AM »
NICE



Bahut Shukaria Saini Sahab Waqt Dene Ke Liye

ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen

Shad o Aabaad Rahiye


Shihab

Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 22, 2013, 02:21:35 AM »
JazakAllah Khaer...

Bahut Shukaria Iqtedar Sahab Waqt Dene Ke Liye

ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen

Shad o Aabaad Rahiye

Shihab

Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #14 on: October 22, 2013, 02:24:04 AM »
Bahut Bahut Shukriyaa Is Knowledgeable facts ko hamare bich Share karne ke liye ...

Bahut Shukaria Bishwajeet Sahab Waqt Dene Ke Liye

ALLAH Amal Ki Taufeeq De Aameen


Shad o Aabaad Rahiye

Shihab
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:19:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer