Hazrat Ali Raziallahu Ta'ala Anhu...

by HUM_DUM on October 21, 2013, 12:54:34 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9
Print
Author  (Read 6602 times)
mkv
Guest
«Reply #60 on: October 29, 2013, 12:25:07 AM »
Bahut badhiya Shihab jee
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #61 on: October 29, 2013, 12:56:14 AM »
Shukaria MKB Sahab Waqt Dene Ke Liye


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #62 on: October 29, 2013, 12:57:03 AM »
Kisi se naraazgi ka waqt itna taweel na rakho ke
woh tumhaare baghair hi jeena seekh jaaye.
Logged
zarraa
Yoindian Shayar
******

Rau: 100
Offline Offline

Waqt Bitaya:
8 days, 7 hours and 33 minutes.
Posts: 2251
Member Since: May 2012


View Profile
«Reply #63 on: October 29, 2013, 01:01:23 AM »
Kisi se naraazgi ka waqt itna taweel na rakho ke
woh tumhaare baghair hi jeena seekh jaaye.


Wwwwaaaaaahhhhhhhh .......... Baakamaal sher hai Shihab ji !!!!!!!!!!!!!!!!!!!
Logged
mkv
Guest
«Reply #64 on: October 29, 2013, 01:02:07 AM »
Shukaria MKB Sahab Waqt Dene Ke Liye


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Shihab jee
Hazrat shaheb ki baaten seedhe dil pe asar karti hai..
hamara man to paani ki tarah hai..jise jis bartan me rakh diya jaaye vo usi ka aakaar le leta hai..
kaheen jaane ki zaroorat naheen..jeevan ke saare rahasya hamen khud men dhoondna hai..
shukriya aapka bhi
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #65 on: October 29, 2013, 01:15:31 AM »

Wwwwaaaaaahhhhhhhh .......... Baakamaal sher hai Shihab ji !!!!!!!!!!!!!!!!!!!


Bahut Shukaria Zarraa Sahab Qeemti Waqt Dene Ke Liye



Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #66 on: October 29, 2013, 01:23:12 AM »
Shihab jee
Hazrat shaheb ki baaten seedhe dil pe asar karti hai..
hamara man to paani ki tarah hai..jise jis bartan me rakh diya jaaye vo usi ka aakaar le leta hai..
kaheen jaane ki zaroorat naheen..jeevan ke saare rahasya hamen khud men dhoondna hai..
shukriya aapka bhi

MKB Jee Bahut Shukaria Ek Baar Phirse Aapka.
Aur Bhai Wohi Paani Ko Ghandey Hone Mein Dair
Nahi Lagti Gar In Char Naalon Ko Saaf Na Rakha
Jaaye To Ek Munh .Dusri Aankhein.Teesre Kaan.
Aur Chautha Dimag.Kyon Ki Aksar Inhi Raaston
Se Hokar Ghandgi Dil Tak Puhanchti Hain. Dil Ka
Kaam Hai Mahsoos Karna Aur Dimag Ka Sochna
So Dilke Saath Dimag Bhi Dauda Na Zaruri Hai Na
Tabhi To Sahi Ghalat Ka Pata Chal Paayega. Aur
Bhai Chalne Wala Hi Manzil Tak Puhanchta Hai
Rukne Wala Safar Aur Manzil Dono Ka Maza Kho
Deta Hai


Shad o Aabaad Rahiye Usual Smile

Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #67 on: October 29, 2013, 01:32:09 AM »

Hazrat Ali (R.A) Se puccha gaya ke insan bura kab banta hai?
Hazrat Ali (R.A) ne farmaaya jab wo apne aap ko dusron se accha samajne lagey”.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #68 on: November 01, 2013, 02:21:07 AM »

Jab Kisi Ke Liye Dil Mein Nafrat Paida Hone Lagey
To Fauran Uski Achchaaiyan Yaad Kiya Karo...

Hazrat Ali (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #69 on: November 01, 2013, 10:38:03 AM »
Akhlaaq Wo Cheez Hai Jis Ki Kimat Kuch Nahi Deni Padti,
Magar Us Se Har Cheez Kharidi Jaa Sakti Hai...


Hazrat ALI (RaziAllahu Ta’ala Anhu)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #70 on: November 01, 2013, 06:27:43 PM »
Lambi dosti Ke Liye 2 Cheezon Par Amal Karo

1 Apne Dost Se Gussey Mein Baat Mat Karo

Aur 2 Apne Dost Ki Gussey Mein Kahi Hui Baat Dil Pe Mat Lo


Hazrat Ali (R.A)

Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #71 on: November 02, 2013, 12:03:10 PM »
Khush Qismat Hai Wo Insan Jiske Liye Koi Roye
Aur Bad Qismat Hai Wo Shaksh Jiski Wajah Se Koi Roye.

Hazrat Ali (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #72 on: November 03, 2013, 11:28:36 AM »

1. Us Sey Zaroorr Maafi Maango Jise Tum Chahtey Ho

2, Usey Mat Chhoro Jo Tumhey Chahta Hai.

3, Us Sey Kuch Na Chhupaao Jo Tum Par Aitbaat Kare


Hazrat Ali (R.A)


Shad o Aabaad Rahiye


Shihab
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #73 on: November 04, 2013, 10:23:03 AM »

Zindagi ki sab se badi haar:
"kisi ki Aankho main Ansu Aapki
wajah se"
,
Aur zindagi ki sab se badi jeet:
"kisi ki Aankho main Aansu Aap ke
liye"
,
Hazrat Ali.(RaziAllahu taala Anhu]
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #74 on: November 06, 2013, 11:39:29 AM »
फरमाने हज़रत अली (रज़ी अल्ल्लाहू अन्हु)

सब्र को ईमान से वोही निस्बत है जो सिर को जिस्म से है.

दौलत, हुक़ूमत और मुसीबत में आदमी के अक्ल का इम्तेहान होता है
कि आदमी सब्र करता है या गलत क़दम उठता है.

 सब्र एक ऍसी सवारी है जो सवार को कभी गिरने नाह देती।

ऐसा बोहोत कम होता है के जल्दबाज़ नुकसान न उठाये , और
ऐसा हो ही नही सकता के सब्र करने वाला नाक़ाम हो.

सब्र – इमान की बुनियाद, सखावत (दरियादिली) – इन्सान
की खूबसूरती, सच्चाई – हक की ज़बान, नर्मी – कमियाबी की कुंजी, और
मौत – एक बेखबर साथी है .
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:28:16 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer