Hazrat Ali Raziallahu Ta'ala Anhu...

by HUM_DUM on October 21, 2013, 12:54:34 PM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
Print
Author  (Read 6526 times)
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #75 on: November 08, 2013, 01:29:46 PM »
Bewqoof aurat Apne shohar ko apna Ghulam banati hai
aur khud Ghulam ki Biwi ban jaati hai..
Jab ke aqalmand aurat apne Shohar ko Badshah banati hai
aur khud Badshah ki Mallika ban jaati hai..

 Hazrat Ali (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #76 on: November 08, 2013, 01:40:33 PM »
Agar qismat ka likha sab kuch hota to ALLAH insaan ko
dua maangna kabhi na sikhata...


Hazrat Ali(R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #77 on: November 11, 2013, 06:10:35 PM »

Hazrat Ali  (R.A) Ne Farmaya Kuch Cheezon Ki Shikayat Kabhi Na Karo.

1. Apni Qismat Ki.

2. Aulaad Ke Saamne Apne Barhon Ki .

3. Apna Zaati Makaan Hote Hue Uski Tangi Ki

4. Bhool Kar Bhi Apne Maa Baap Ya Apne Ustaad Ki.

5. Gair Ke Saamne Apne Dost Ki.

6. Rukhsat Karne Ke Baad Apne Mehmaan Ki.
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #78 on: November 15, 2013, 02:35:06 AM »
Zindagi Baraf Ki Tarha Hai. Is Zindagi Ko NEK Kaamon Me Guzaro.
Warna Pighal To Rahi Hai .Khatam Bhi Ho Jaayegi Ek Deen...!

Hazrat Ali (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #79 on: November 15, 2013, 08:18:18 PM »

Dunya Aur Akhirat Ki Misal Aise hai
Jaise 1 Shaks Ki 2 Biwiyan Hon.

1 Ko Razi Karta Hai To Dusri Ruth Jati hai

HAZRAT Ali (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #80 on: November 30, 2013, 04:38:04 AM »

Hargiz Aise Shaksh Ki Dosti Ikhtiyar Na Karo Jo Tumhari
Buraaiyon Ko Yaad Rakhe Aur Tumhari Khubiyon Ko Bhool Jaaye



Hazrat Ali (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #81 on: December 01, 2013, 04:12:48 AM »
Insan apni marzi se Peda nahi Hota
Na Maut Uski Marzi Se aati hai
To Phir Wo Pedaish Aur
Maut Ke darmyan Ka Waqfa
Apni Marzi Se Kyon Guzarna Chahta Hai?

Hazrat Ali (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #82 on: December 07, 2013, 04:18:54 AM »
Koi Tumhara Dil Dukhaye To Naraaz Mat Hona
Kyon Ki Qudrat Ka Yahi Qanoon Hai Ki Jis Darakht
Par Phal Zyaada Mittha Hota Hai Log Patthar Bhi
Usi Ko Maarte Hain...


Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #83 on: December 07, 2013, 04:22:34 AM »
Ek Sachcha Rishta Baarish Ki Tarha Nahi Hota
Jo Aaye Aur Chala Jaaye. Balki Hawaa Ki Tarha
Hota Hai Jo Dikhta Nahi Par Humesha Har Pal
Mahsoos Hota Hai...


Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #84 on: December 07, 2013, 04:25:52 AM »
Jab Aap Kisi Se Rooth Kar
Nafrat Se Baat Karo.Aur Wo
Uska Jawaab Muhabbat Se De
To Samajh Jaana Ki Wo Aapko
Khude Se Bhi Zyaada Pyaar Karta Hai.


Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #85 on: December 07, 2013, 04:29:19 AM »
Us Chiraag Ki Tarah jiyeo Jo Badshah K Mahal Main
Bhi Uttni Hi Roshni Deta Hai.
Jitni Kisi Ghareeb Ki Jhonpri Main Roshni Deta Hai.


Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #86 on: December 09, 2013, 03:28:23 AM »
Gunah Se Bachne kA Aasan Tarika Yeh Hai
Ki Gunahon Ko Taalte  Raho,Gunah Se Bache Rahoge,
aise Hi Jaise Tum Naiki Ko Taalte Rehte Ho

Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #87 on: December 09, 2013, 03:30:09 AM »
Kisi Ko ilzam Dete Waqt
Apne Gireban Mein Zarur
Jhaank Lena Chahiye.

Hazrat ALI (R.A)
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #88 on: December 09, 2013, 03:33:24 AM »
Kabhi Kisi Ka Dil Mat Dukhaao
Kyon Ki Maufi Maang Lene Ke
Bawajood Bhi Usey Dukh Zarur Rahega

Jaise Deewar Mein Qeel Ko Nikaalne Ke
Bawajood Bhi  Nishan Baaki Reh Jata Hai.

Hazrat ALI (R.A)
Logged
suman59
Guest
«Reply #89 on: December 09, 2013, 03:33:44 AM »
Kisi Ko ilzam Dete Waqt
Apne Gireban Mein Zarur
Jhaank Lena Chahiye.

Hazrat ALI (R.A)

satya vachan Thumbs UP
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 01:42:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.097 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer