Hindi Quotes, Urdu Quotes ! Today's Quote

by yoindia on August 26, 2004, 06:31:10 AM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 33412 times)
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #30 on: May 22, 2011, 08:36:35 AM »
kisi ko dekhakar chehre pe muskan aa jati hai.
kisi ka saath paakar fiza rangeen ho jaati hai.
ab kyun barsaat ke mausam ka intezar karein.
ye aankhon ki pyas hai jo unki deed se mit jaati hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
15+Very Painfull Hurt Broken Shayari In Hindi With Hurt Broken Quotes In Hindi-Shareoshayari.Com by www.shareoshayari.com in Pain in Love : Punjabi poetry
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #31 on: May 22, 2011, 08:41:42 AM »
Mohabbat ka rishta ek kaach ki tarha hi hota hai.
bahut jayada garmi se bhi chatak jaata hai .
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #32 on: May 22, 2011, 08:51:46 AM »
Chamak rahen hain taare saare ke saare.
Ek hum hi hain benoor bin tumhaare.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #33 on: May 22, 2011, 08:54:11 AM »
Jaise aasmaan ke paas taare bahut aur chand ek hai,
Theek vaise hi humare paas jaankaar bahut aur jaan ek hai.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #34 on: May 22, 2011, 08:56:37 AM »
Chal musafir jab tak mar na jaaye.
Dard hai tan badan mein to koi baat nahin.
pyar kar usko itna ke wo karah na uthe.
tera sab lut jaaye to koi baat nahin.
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #35 on: May 22, 2011, 09:01:51 AM »
Dil kaise kaise sakht logo ko mazboor kar deta hai.
zaroor ismein koi bada parbat, aur aaftaab hai.
Aur hoga zaroor phoolon ka bagaan bhi,
chandni si thandak aur madham noor deta mahtaab hai.
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:17:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.087 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer