Sookshma waasnayen main-pan ki samapti ke baad rukti hain

by @Kaash on September 15, 2013, 02:12:00 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 748 times)
@Kaash
Guest
Yadi manushya par hum gaur karen to payenge ki hum sab keede makodon ki tarah jee rahe hain kaaran sukh bahar dhundh rahe hain jabki wo swayam me hai aur aisa kai janmo se kar rahe hain parantu apne maanveey swaroop athaart vivek  ko na grahan karne ke karan dukh rupi sansaar me sukh dhoondhte hue nirantar adhogati ko praapt hote hain.Manav sabhyata w maanveey mastishk sikudta hi chala gaya hai parinaamtah har taraf khandit hai.Dharm wa mazhabwaad me,jaati wa chhetrawad me banta hi chala gaya. Sabse badi vajah isme vyakti ka main-pan hai. Vyakti ka main-pan athaart aham use hamesha hi andha karta hai kyunki sahi baat ko bhi mahaj islie sahi nahi kah paate kyunki aham aage aade aa jata hai. Adhyaatm me man-budhhi ke nigrah ke baad jab is main-pan ko tirohit hona athaart samaapt hona hota hai ye nahi hota kyunki waasnaaon ka ek tal sookshma waasna banke kayam rahta hai aur aham ko sambal deta hai.
Logged
Advo.RavinderaRavi
Guest
«Reply #1 on: September 15, 2013, 02:22:43 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Kya bat hai @Kaashji
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: September 15, 2013, 08:33:44 AM »
waah waah
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: September 15, 2013, 09:54:00 PM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:28:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer