Vichar,waasna w ikchha se mukti manateet awastha ke anubhav me nihit hai

by @Kaash on August 24, 2013, 02:16:18 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1003 times)
@Kaash
Guest
Doston, eeshwar ko maanna alag hai aur janna alag. Kabhi 2 pura jiwan beet jata hai aur hum sansar me itna kho jate hain ki bahut baad pata chalta hai ki eeshwar ki disha me ek kadam bhi nahi badhaya.Hum apne dharm,sampradaay ki baaten(joki bilkul sachhi hain) unki khanapuri karke apne adhyaatm ki iti maan lete hain. Eeshwar ko jaanna athart swayam ke andar chupe uske noor(aatma) ko jaana. Vichar,waasna w ikchha se mukti manateet awastha ke anubhav me nihit hai. Hamara man ek instrument hai jisse hum saansarik karya to kar sakte hai eeshwar ko nahi jaan sakte ya eeshwaratv k anubhav ki yatra nahi shuru kar sakte.Uske lie hume manateet awastha athart man se ateet(pare) hona hoga jahan nirvikaar apne swarup me sthit hoke hume vichaarshunyata ka anubhav hota hai. Aur jab vichaarshunyata ka bodh bhi nahi rahta tab hum dhyaan se upar uthkar samadhi me pravesh karte hain.
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #1 on: August 24, 2013, 09:26:41 AM »
sahi bilkul sahi kaha
Logged
prashad
Guest
«Reply #2 on: August 24, 2013, 11:26:23 AM »
very nicely said icon_flower
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:28:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer