char din ki zind gani ...............

by hameeda on June 17, 2010, 05:54:05 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 933 times)
hameeda
Guest
Reply with quote
as salamu wale kum

 


 
char din ki ye zind gani he
yusse chotty ye jawaani he
 
bhul bethe hei ham sabhi yusko
  yad yusko koi nahi karta
 
apne raab se koi nahi darta
ye nahi jan te jaan jani he
 
 moot ayegi wo to ani he
ye nahi jan te rab se milnaa he
 
apne karmo ka phal to khil na he
jo gunaah kiye sazaye pani he
 
char din ki ye gindgani he
yusse chotti ye jwaani he
 
yaad kar lo apne yus raab ko
warna mushkil me jaan ani he
 
chodh kar sab yahi pe jana he
asli ghar to wahi banana he
 
koi tum ko fikar nahi yuski
raab ko ekdin muh dikhana he
 
kesa banda he mera- mere liye
kitni wo namaaze padhta he
 
waqt he ab bhi tum samhal jao
 yad kar lo thoda dar jao
 
bad me phir to pachtana he
ro ke phir yus ko yun manana he
 
yus ki rehmaat he sari duni par
yus ki enayat he sare bando par
 
yus ki rehmaat he to  ham or jahaan
salaamat he sari qayenaat yahaan
 
maan lo yus ko jaan lo yus ko
 thoda time yus ko dena he
 
jis ne dedi  sari dunia hame
or har chiz se nawaaza he
 
phir bhi ham yus ke shukr
guzaar nahi ek din bhi padhte
 
namaaz nahi kar te yusko yad nahi
yus ka dil  bahut dayalu he
 
 suna he maa se zyaada  piyaar
 ham   ko raab kar ta he
 
maaf karti hei jese galti maa
wo bhi tum ko mafkar deta he
 
mafi mago  ro ke  sajde me
gir jao yus ki yado me thodha
 
yus ki ebadat  me ab to lag jao
 baat apne rasool ki  sunlo
 
chodh do sare en gunaaho ko
maan lo sari yun ki bato ko
 
dekhna phir jahaan kyaa ho ga
saj de me sabhi duwa man go
 
apne rab se na door tum jao
waqt he ab bhi tum samhal jao
 
char din ki ye zind gaani he
yusse choti he jwaani he
 
written by hameeda ameer
apna khayal rakhna
allah hafiz bibbo
                                                   
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
char din ki khusi by Arifa in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Char Pal Kushi key by Sonu in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Char Pahiyey Car Key by Zamir Ka Qaidi in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
din char by daljeet jeet in Poetry for Life in Punjabi
guzri ye zind gi teri lekar ke aarzoo by hameeda in Gujarati
arifuddin
Guest
«Reply #1 on: June 18, 2010, 07:08:10 AM »
Reply with quote
 angel11 hamda ji  Acchi roshni dali

ek sher yad Aaye teacher mulahiza farmayie

Char din hai bachgaye kar to le kuch bandi
Warna hoga jisaab tera aur hogi SHarmindgi

Amjhad hyderabadi ka Ik mashoor sher Aap ki narz

Ab nawo dor-e-shabab baqi hai na dau-e-sharab baqi hai
sari Lazzatien to Qatm hogai
Amjad Ab lazzaton ka hisaab baqi hai

 icon_salut
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:07:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.091 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer