Ek Aisa Pyar Ka Paigham Tere Naam Kar Dun

by imtiaz096 on April 10, 2011, 08:09:58 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2430 times)
imtiaz096
Guest
Reply with quote
Main Doob Jaun Teri In Jheel Si Gehri Ankhon Mein,
Phir Apni Barbadi Ka Eilzam Tere Naam Kar Dun,

Main Apni Rooh Koo Tere Wajood Mein Bhar Dun,
Phir Apni Zaat Apna Har Payam Tere Naam Kar Dun,

Tu Mujhe Muhhabat Ka Aaghaz De Sanaam,
Main Apne Pyar Ka Anjaam Tere Naam Kar Dun,

Muhhabaton Ke Qaseede Likhun Teri Sana Mein,
Hazaron Pyar Ke Paigham Tere Naam Kar Dun,

Ho Jis Ka Zikar Muhhabat Ki Har Kahani Mein,
Ek Aisa Pyar Ka Paigham Tere Naam Kar Dun.

Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #1 on: April 10, 2011, 08:18:54 AM »
Reply with quote
Main Doob Jaun Teri In Jheel Si Gehri Ankhon Mein,
Phir Apni Barbadi Ka Eilzam Tere Naam Kar Dun,

Main Apni Rooh Koo Tere Wajood Mein Bhar Dun,
Phir Apni Zaat Apna Har Payam Tere Naam Kar Dun,

Tu Mujhe Muhhabat Ka Aaghaz De Sanaam,
Main Apne Pyar Ka Anjaam Tere Naam Kar Dun,

Muhhabaton Ke Qaseede Likhun Teri Sana Mein,
Hazaron Pyar Ke Paigham Tere Naam Kar Dun,

Ho Jis Ka Zikar Muhhabat Ki Har Kahani Mein,
Ek Aisa Pyar Ka Paigham Tere Naam Kar Dun.



bahut pyara kalam intiaz ji likha hai . daad qabul karain
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010


View Profile
«Reply #2 on: April 10, 2011, 01:52:34 PM »
Reply with quote
sunder nagma…
bahot achche janaab
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #3 on: April 10, 2011, 04:59:09 PM »
Reply with quote
Bahut khoob imtiaz ji...
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: April 11, 2011, 12:18:04 PM »
Reply with quote
Janab Imtiyaaz Sahaab Aadaab!


Kia kahne janab waah behad khoob ashaar kahe hai ...
Sabhi ashaar behad umdaa kahe hai janab...

Hume khususan yeH sher behad umdaa lage...Usual Smile

 Applause Applause Applause



Main Doob Jaun Teri In Jheel Si Gehri Ankhon Mein,
Phir Apni Barbadi Ka Eilzam Tere Naam Kar Dun,

Tu Mujhe Muhhabat Ka Aaghaz De Sanaam,
Main Apne Pyar Ka Anjaam Tere Naam Kar Dun,



Likhate rahiye...
Aate rahiye...
Khush O aabad rahiye..
Khuda Hafez.. Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:47:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer