"Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti"

by angel4u on August 03, 2008, 01:34:21 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 8723 times)
angel4u
Guest
Reply with quote
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti,
Kahani Hamari HaQeeQat Na Hoti,

Na Dil Tumko Dete Na Majboor Hote,
Na Duniya, Na Duniya Ke Dastoor Hote,

Qayamat Se Pehle, Qayamat Na Hoti,
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti,

Hum Hi Badh Gaye IshQ Mein Had Se Aage,
Zamane Ne Thokar Lagayi To Jaage,

Agar Mar Bhi Jaate To Hairat Na Hoti,
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti,

Tumhi Phoonk Dete Nasheman Hamara,
Mohabbat Pe Ehsaan Hota Tumhara,

Zamane Se Koi Shikayat Na Hoti,
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti...


tearyeyed tearyeyed

NM
Logged
Muhammed
Guest
«Reply #1 on: August 06, 2008, 11:28:27 AM »
Reply with quote
Badhiya si Nazm Hai Ye.." Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti "
Huzena...nice sharing

Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: August 06, 2008, 11:33:24 AM »
Reply with quote
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti,
Kahani Hamari HaQeeQat Na Hoti,

Na Dil Tumko Dete Na Majboor Hote,
Na Duniya, Na Duniya Ke Dastoor Hote,

Qayamat Se Pehle, Qayamat Na Hoti,
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti,

Hum Hi Badh Gaye IshQ Mein Had Se Aage,
Zamane Ne Thokar Lagayi To Jaage,

Agar Mar Bhi Jaate To Hairat Na Hoti,
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti,

Tumhi Phoonk Dete Nasheman Hamara,
Mohabbat Pe Ehsaan Hota Tumhara,

Zamane Se Koi Shikayat Na Hoti,
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti...


tearyeyed tearyeyed

NM

Bahut khoob Angel...

Logged
Roja
Guest
«Reply #3 on: August 06, 2008, 11:39:13 AM »
Reply with quote
Angel tera yeh sharing se mujhe ek sher yaad aaya hai wo yahan
share kar rahi hu.
**************************************

Hame tumse mohabbat karni hai, tujhe mujhse nafrat hi sahi
Gar yeh pyar hai ek-tarafa, toh ye pyar ek tarafa hi sahi

Mere mehboob ne pade jab yeh sher, toh ye sawal tha uska
Tere sheron mein kyu hai itna dard kya hai raj iska?

Koyi ye pooche unse ke maut ka paimana kya hai
Jo her baat per aksar keh dete hai, "Arre Mer Gaye"

Utakar museebatein zindagi ki jee raha aadmi kyu hai
Gar, bhoj hai zindagi toh zindagi se mohabbat kyu hai

Ab tere sharmane ki haqikat "Faraz" jaani maine
Fareb dena ho kisi ko toh, bas mukurana chahiye..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #4 on: August 07, 2008, 02:18:14 AM »
Reply with quote
Badhiya si Nazm Hai Ye.." Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti "
Huzena...nice sharing



Thanks a lot dear.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #5 on: August 07, 2008, 02:19:22 AM »
Reply with quote
Thanks Roja,
bahut hi sundar labz hai aapki sharing ke,
keep sharing Usual Smile
Logged
Kanta
Guest
«Reply #6 on: August 08, 2008, 09:07:09 PM »
Reply with quote
angel tumhara bahot post dekhi tum collect karti ho poetry muje acha laga.
Logged
Talat
Guest
«Reply #7 on: August 08, 2008, 09:10:49 PM »
Reply with quote
Bohot khoobsurat sharings hai Angel and Roja
Logged
angel4u
Guest
«Reply #8 on: August 10, 2008, 05:16:54 AM »
Reply with quote
angel tumhara bahot post dekhi tum collect karti ho poetry muje acha laga.

thanks a lot dear...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #9 on: August 10, 2008, 05:17:19 AM »
Reply with quote
Bohot khoobsurat sharings hai Angel and Roja

Thanks a lot
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: October 30, 2008, 12:14:26 PM »
Reply with quote
Shakeel Badayuni Ji Ki Ghazal Hai,.
Mughal-e-Aazam Mein Lata Mangeshakr Ji Ne Gaayi Hai,.

Bahoot Hi Achche Bol Hai Isme,.
Thanks For Sahring It,.
Logged
sunilmsn
Guest
«Reply #11 on: December 27, 2008, 07:52:12 AM »
Reply with quote
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti,
Kahani Hamari HaQeeQat Na Hoti,

Na Dil Tumko Dete Na Majboor Hote,
Na Duniya, Na Duniya Ke Dastoor Hote,

Qayamat Se Pehle, Qayamat Na Hoti,
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti,

Hum Hi Badh Gaye IshQ Mein Had Se Aage,
Zamane Ne Thokar Lagayi To Jaage,

Agar Mar Bhi Jaate To Hairat Na Hoti,
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti,

Tumhi Phoonk Dete Nasheman Hamara,
Mohabbat Pe Ehsaan Hota Tumhara,

Zamane Se Koi Shikayat Na Hoti,
Hamein Kaash Tumse Mohabbat Na Hoti...


tearyeyed tearyeyed

NM


Kya Fayada Kisi ko chahane ka ?
Kya Fayada Kisi ki yadon me aansu bhane ka ?
jo samjhe na kisi ke dil mein basa pyaar..
kya fayad uske pyaar meindil ko tadpane ka..
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #12 on: September 01, 2009, 11:14:22 AM »
Reply with quote
Beautiful sharing Angel ji, Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Bahut khoob Roja ji mindblowing creation. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
tanha_sakshi
Guest
«Reply #13 on: September 01, 2009, 11:33:49 AM »
Reply with quote
bahut khoob angel ji
kuch hamari taraf se bhi......
kon janda kise de darda nu,
eh dunia dhokebaaz sari,
sab lut k tur jande
aj kal kon nibhave yar
is ishk da shonk hunda dil todna
aj meri te kal kise hor di wari
Logged
angel4u
Guest
«Reply #14 on: September 02, 2009, 02:50:34 AM »
Reply with quote
Shakeel Badayuni Ji Ki Ghazal Hai,.

Mughal-e-Aazam Mein Lata Mangeshakr Ji Ne Gaayi Hai,.

Bahoot Hi Achche Bol Hai Isme,.
Thanks For Sahring It,.


Bahut bahut shukriya Azeem Usual Smile
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 06:27:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer