Main Hun Sharabi

by abhi bhi zinda hun on July 17, 2010, 02:57:18 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1244 times)
abhi bhi zinda hun
Guest
Reply with quote

Jeene ka salika shikha de mujhe tu saaki,
Ek ghunt aur pila de ki main hun sharabi !!

Yeh duniya nasili fir yeh paani bhi nasila,
Inke nase me jhume yeh jakhm-e-rangeela !!

Kahani bhi apni thodi mukhtsar rahi hain,
Shamil isme jo nasa hain woh kahi bhi nahi hain !!

Fardaa ki baatein chhodi sharafat bhi chhoda,
Uski chahat ke har ek fareezah se muh moda !!

Uski aarzoo ki sarhad par kyon thahru main, Yeh sara aalam kabhi mera tha !!
Aaj ranjish to nahi adhoori raahon se mujhe, Par yeh makam kabhi tera tha !!

Peene ka salika shikha de mujhe tu saaki,
Ek ghunt aur pila de ki rahe na ab hosh baaki !!

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sharabi poetry....post here poetry for sharabi,s by sakaib in Shayri for Khumar -e- Ishq
Main sharabi (Teri soorat) nice Qawaali collection by thegrimreaper in Songs & Lyrics
main sharabi hun mujha kuch mat kehna (AD) by rayees abdullah in Miscellaneous Shayri
Taish- SHARABI huN maiN...!! by ghayal_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
main sharabi hoon (by vb) by vb in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Anshumali
Guest
«Reply #1 on: July 17, 2010, 05:48:00 AM »
Reply with quote

Jeene ka salika shikha de mujhe tu saaki,
Ek ghunt aur pila de ki main hun sharabi !!

Yeh duniya nasili fir yeh paani bhi nasila,
Inke nase me jhume yeh jakhm-e-rangeela !!

Kahani bhi apni thodi mukhtsar rahi hain,
Shamil isme jo nasa hain woh kahi bhi nahi hain !!

Fardaa ki baatein chhodi sharafat bhi chhoda,
Uski chahat ke har ek fareezah se muh moda !!

Uski aarzoo ki sarhad par kyon thahru main, Yeh sara aalam kabhi mera tha !!
Aaj ranjish to nahi adhoori raahon se mujhe, Par yeh makam kabhi tera tha !!

Peene ka salika shikha de mujhe tu saaki,
Ek ghunt aur pila de ki rahe na ab hosh baaki !!



Nice Creation........dil se daad !
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #2 on: October 19, 2012, 06:06:24 PM »
Reply with quote

Jeene ka salika shikha de mujhe tu saaki,
Ek ghunt aur pila de ki main hun sharabi !!

Yeh duniya nasili fir yeh paani bhi nasila,
Inke nase me jhume yeh jakhm-e-rangeela !!

Kahani bhi apni thodi mukhtsar rahi hain,
Shamil isme jo nasa hain woh kahi bhi nahi hain !!

Fardaa ki baatein chhodi sharafat bhi chhoda,
Uski chahat ke har ek fareezah se muh moda !!

Uski aarzoo ki sarhad par kyon thahru main, Yeh sara aalam kabhi mera tha !!
Aaj ranjish to nahi adhoori raahon se mujhe, Par yeh makam kabhi tera tha !!

Peene ka salika shikha de mujhe tu saaki,
Ek ghunt aur pila de ki rahe na ab hosh baaki !!


gd
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 01:50:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.131 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer