khushi4pari
Guest
|
«Reply #105 on: January 19, 2010, 03:24:36 PM » |
|
Zara Udass Hoon Lekin Zara Masroor Bhi Hoon Tumharay Pas Hoon Shayad,Shayad Door Bhi Hoon
Yon Pathrilay Raston Pay Chalna Shauq Nahi Mera Kuch Maamla Chahat Ka Hai Kuch Majboor Bhi Hoon
Muhabbat Ho Gai Tum Se Bus Itni Hai Khata Meri Mana Ke Mujrim Hoon Magar Beqasoor Bhi Hoon
(--NM--)
Wowwwwww awsome very touchy thxx for sharing...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #106 on: January 19, 2010, 06:38:06 PM » |
|
Raah-e-talab me.n kaun kisii kaa apane bhii begaane hai.n -----Asrar Narvi
Raah-e-talab me.n kaun kisii kaa apane bhii begaane hai.n chaa.Nd se mukha.De rashk-e-Gizaalaa sab jaane pahachaane hai.n
tanhaa_ii hii tanhaa_ii hai kaise kahe.n kaise samajhaaye.n chashm-o-lab-o-ruKhsaar kii tah me.n ruuho.n ke viiraane hai.n
uff ye talaash-e-husn-o-haqiiqat kis jaa Thahare jaaye kahaa.N sahan-e-chaman me.n phuul khile hai.n saharaa me.n diivaane hai.n
dil aaKhir thak haar ke yaaro.n ham ne bhii tasliim kiyaa apanii zaat se ishq hai sachchaa baaqii sab afasaane hai.n
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #107 on: January 19, 2010, 06:42:42 PM » |
|
Lagataa nahii.n hai jii meraa uja.De dayaar me.n Bahadur Shah Zafar
Lagataa nahii.n hai jii meraa uja.De dayaar me.n kis kii banii hai aalam-e-naa_paayedaar me.n
ham ko hai baaG_baa.N se na sayyaad se gilaa qismat me.n qaid thii likhii fasl-e-bahaar me.n
kah do in hasarato.n se kahii.n aur jaa base.n itanii jagah kahaa.N hai dil-e-daaG_daar me.n
umr-e-daraaz maa.Ng kar laaye the chaar din do aarazuu me.n kaT gaye do intazaar me.n
kitanaa hai badanasiib 'Zafar' dafn ke liye do gaz zamiin bhii na milii kuu-e-yaar me.n
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushi4pari
Guest
|
|
«Reply #108 on: January 19, 2010, 07:43:24 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #109 on: January 20, 2010, 10:46:58 AM » |
|
Khushi-di aap tarriff karti hain tou Achchha Lagta hai..... Phir aur share nahi karu tou Achcha Nahi Lagta
Kisi Se Baat Karna Bolna Achchha Nahi Lagta Tujhe Dekha Hai Jab Se Dusra Achchha Nahi Lagta Teri Ankhon Me Jab Se Mai Ne Apna Aks Dekha Hai Mere Chahre Ko Koi Aaina Achchha Nahi Lagta Yahan Ahle Muhabbat Omr Bhar Barbad Rahte Hain Ye Dariya Hai Ise Kachcha Ghada Achchha Nahi Lagta Tere Bare Me Din Bhar Sounchti Raheti Hoon Laikin Tere Baare Me Sab Se Puchhna Achchha Nahi Lagta Mai Ab Chahat Ki Us Manzil Pe Aa Pohnchi Hu Rehana Teri Janib Kisi Ka Dekhna Achchha Nahi Lagta
Shayara: Rehana Nawaz
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #110 on: January 20, 2010, 11:30:07 AM » |
|
Bahut khoob Koyal Ji. Jawaab nahin aapki sharing ka. Aisi ghazlon, nazmo ki talash me hi hum yahan aaye hain. Aapne bhi hamare taste ko bakhoobi pehchaana hai. Bahut bahut shukriya aapka. Isi tarah sharing karti rahiye. Khushi-di aap tarriff karti hain tou Achchha Lagta hai..... Phir aur share nahi karu tou Achcha Nahi Lagta
Kisi Se Baat Karna Bolna Achchha Nahi Lagta Tujhe Dekha Hai Jab Se Dusra Achchha Nahi Lagta Teri Ankhon Me Jab Se Mai Ne Apna Aks Dekha Hai Mere Chahre Ko Koi Aaina Achchha Nahi Lagta Yahan Ahle Muhabbat Omr Bhar Barbad Rahte Hain Ye Dariya Hai Ise Kachcha Ghada Achchha Nahi Lagta Tere Bare Me Din Bhar Sounchti Raheti Hoon Laikin Tere Baare Me Sab Se Puchhna Achchha Nahi Lagta Mai Ab Chahat Ki Us Manzil Pe Aa Pohnchi Hu Rehana Teri Janib Kisi Ka Dekhna Achchha Nahi Lagta
Shayara: Rehana Nawaz
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #111 on: January 20, 2010, 12:19:56 PM » |
|
Thanks for such encouraging words.....Riyaz-bhai Bahut khoob Koyal Ji. Jawaab nahin aapki sharing ka. Aisi ghazlon, nazmo ki talash me hi hum yahan aaye hain. Aapne bhi hamare taste ko bakhoobi pehchaana hai. Bahut bahut shukriya aapka. Isi tarah sharing karti rahiye.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #112 on: January 21, 2010, 09:41:39 AM » |
|
Mujhey apnay zabt pey naaz tha sar-e-bazm raat ye kya hua Meri aankh kaisey chhalak gai mujhey ranj hai ye bura hua
Humain iska koi bhi haq nahin key shreek-e-bazm-e-kholoos hoon Na hamarey paas naqab hai na kuchh aasteen mein chupa hua
Mujhey aap kyon na samajh sakey yeh khud apnay dil se hi puchhiye Meri daastan-e-hayaat ka to hai warq warq khula hua
Wo chura ke nazrein guzar gaye meray samney sey abhi abhi Yeh meray hi shehr key log thay mere ghar sey ghar hai mila hua
Kisi badnaseeb ka khat mila mujhey raastey main pada hua Kahin khoon-e-dil sey likha hua kahin aansuon sey mita hua (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #113 on: January 21, 2010, 10:27:17 AM » |
|
Nice sharing Riyaz-bhai.... Mujhey apnay zabt pey naaz tha sar-e-bazm raat ye kya hua Meri aankh kaisey chhalak gai mujhey ranj hai ye bura hua
Humain iska koi bhi haq nahin key shreek-e-bazm-e-kholoos hoon Na hamarey paas naqab hai na kuchh aasteen mein chupa hua
Mujhey aap kyon na samajh sakey yeh khud apnay dil se hi puchhiye Meri daastan-e-hayaat ka to hai warq warq khula hua
Wo chura ke nazrein guzar gaye meray samney sey abhi abhi Yeh meray hi shehr key log thay mere ghar sey ghar hai mila hua
Kisi badnaseeb ka khat mila mujhey raastey main pada hua Kahin khoon-e-dil sey likha hua kahin aansuon sey mita hua (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushi4pari
Guest
|
|
«Reply #114 on: January 21, 2010, 08:39:36 PM » |
|
Khushi-di aap tarriff karti hain tou Achchha Lagta hai..... Phir aur share nahi karu tou Achcha Nahi Lagta
Kisi Se Baat Karna Bolna Achchha Nahi Lagta Tujhe Dekha Hai Jab Se Dusra Achchha Nahi Lagta Teri Ankhon Me Jab Se Mai Ne Apna Aks Dekha Hai Mere Chahre Ko Koi Aaina Achchha Nahi Lagta Yahan Ahle Muhabbat Omr Bhar Barbad Rahte Hain Ye Dariya Hai Ise Kachcha Ghada Achchha Nahi Lagta Tere Bare Me Din Bhar Sounchti Raheti Hoon Laikin Tere Baare Me Sab Se Puchhna Achchha Nahi Lagta Mai Ab Chahat Ki Us Manzil Pe Aa Pohnchi Hu Rehana Teri Janib Kisi Ka Dekhna Achchha Nahi Lagta
Shayara: Rehana Nawaz
Wowwwwwww awsome bohat khooooob...aap sharing hi itni achi karti hai ke tareef kiye bina raha nahi jata....thxxxxx for this lovly sharing ye mujhe behad pasand aayi once again thxxxxx.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khushi4pari
Guest
|
|
«Reply #115 on: January 21, 2010, 08:42:14 PM » |
|
Mujhey apnay zabt pey naaz tha sar-e-bazm raat ye kya hua Meri aankh kaisey chhalak gai mujhey ranj hai ye bura hua
Humain iska koi bhi haq nahin key shreek-e-bazm-e-kholoos hoon Na hamarey paas naqab hai na kuchh aasteen mein chupa hua
Mujhey aap kyon na samajh sakey yeh khud apnay dil se hi puchhiye Meri daastan-e-hayaat ka to hai warq warq khula hua
Wo chura ke nazrein guzar gaye meray samney sey abhi abhi Yeh meray hi shehr key log thay mere ghar sey ghar hai mila hua
Kisi badnaseeb ka khat mila mujhey raastey main pada hua Kahin khoon-e-dil sey likha hua kahin aansuon sey mita hua (NM)
Awsome wonderfullllll hamesha ki tarah behad umda sharing hai bohat dard hai isme...thxxxx for sharing
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khushi4pari
Guest
|
|
«Reply #117 on: January 21, 2010, 09:49:51 PM » |
|
Very nice...thx for sharing
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #118 on: January 22, 2010, 12:57:01 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
KOYAL46
Guest
|
|
«Reply #119 on: January 22, 2010, 12:58:24 PM » |
|
Good sharing.... Tujko ab sochta hun mai to mujhko lagta hai ! Ke jaise mere andar aasma sulagta hai !
Mujhe aksar tera chahra dikhai deta hai .. Kahin bhi jab koi bachha udaas milta hai !
Mai kya karun tujhe bhulana bhi nahi aasan .. Tera saaya sa mere saath saath chalta hai !
Dil mai jab bhi koi armaan sa machalta hai .. Aansuon ke saath aankhon se bah nikalta hai !
Mai falak hun tamam tare jakhm hain mere.. Aaftab dil hai mera roj yun hee jalta hai !
(N/M)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|