My Favorite Poetries

by khushi4pari on December 07, 2009, 05:59:55 PM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 16
ReplyPrint
Author  (Read 13401 times)
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #150 on: March 20, 2010, 08:27:43 PM »
Reply with quote
Shukariya Pari Ji
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #151 on: March 20, 2010, 08:29:06 PM »
Reply with quote
Very good sharing indeed Hum Dum Ji

Shukariya Rajesh Ji
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #152 on: March 20, 2010, 08:30:17 PM »
Reply with quote
              *** Wafa ***

Yehi Wafa Ka Silaah Hai, To Koi Baat Nahi
Yeh Dard  Unse Mila Hai, To Koi Baat Nahi

Yehi Bohat Hai Ke Woh Dekhte Hai Sahil Se
Safeena Mera Doob Raha Hai, To Koi Baat Nahi

Rakha Tha Aashiyana-E-Dil Me Chhupa Ke Unko
Woh Ghar Unhone Chhor Diya Hai,To Koi Baat Nahi

Unhone Hee Aayena-E-Dil Mera Banaya Tha
Unhone Hee Tor Diya Hai,To Koi Baat Nahi...  tearyeyed tearyeyed

--NOT MINE--
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #153 on: March 20, 2010, 08:31:33 PM »
Reply with quote
Tamannaon ke bahlave meiN aksar aa hi jaate haiN
kabhi hum chot khaate haIn kabhi hum muskuraate haiN

ham aksar dostoN ki bewafee seh to lete haiN
magar hum jaante haiN dil hamaare TooT jaate haiN

kisi ke saath jab beete huye lamhoN ki yaad aayee
thaki aakhoN meiN askhoN ke sitaare jhilmilaate haiN

ye kaisa istheyaaki deed aur kaisi majboori
kisi ki bazm tak hum kyoon jaa jaa ke laut aate haiN


By...ALI SARDAR JAAFRI
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #154 on: March 20, 2010, 08:32:42 PM »
Reply with quote


              *** Wafa ***

Yehi Wafa Ka Silaah Hai, To Koi Baat Nahi
Yeh Dard  Unse Mila Hai, To Koi Baat Nahi

Yehi Bohat Hai Ke Woh Dekhte Hai Sahil Se
Safeena Mera Doob Raha Hai, To Koi Baat Nahi

Rakha Tha Aashiyana-E-Dil Me Chhupa Ke Unko
Woh Ghar Unhone Chhor Diya Hai,To Koi Baat Nahi

Unhone Hee Aayena-E-Dil Mera Banaya Tha
Unhone Hee Tor Diya Hai,To Koi Baat Nahi...  tearyeyed tearyeyed

--NOT MINE--

Nice sharing Khushi Ji
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #155 on: March 20, 2010, 08:33:58 PM »
Reply with quote
Thxxx Rajesh ji
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #156 on: March 20, 2010, 08:35:18 PM »
Reply with quote
Tamannaon ke bahlave meiN aksar aa hi jaate haiN
kabhi hum chot khaate haIn kabhi hum muskuraate haiN

ham aksar dostoN ki bewafee seh to lete haiN
magar hum jaante haiN dil hamaare TooT jaate haiN

kisi ke saath jab beete huye lamhoN ki yaad aayee
thaki aakhoN meiN askhoN ke sitaare jhilmilaate haiN

ye kaisa istheyaaki deed aur kaisi majboori
kisi ki bazm tak hum kyoon jaa jaa ke laut aate haiN


By...ALI SARDAR JAAFRI


Very touchy and true...thxx for sharing... Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #157 on: March 20, 2010, 08:39:37 PM »
Reply with quote
Shukariya Pari Ji


aise hijr ke mausam ab kab aate hai.n
tere alaavaa yaad hame.n sab aate hai.n

jazb kare kyo.n ret hamaare ashko.n ko
teraa daaman tar karane ab aate hai.n

ab vo safar kii taab nahii.n baaqii varanaa
ham ko bulaave dasht se jab tab aate hai.n

jaagatii aa.Nkho.n se bhii dekho duniyaa ko
Khvaabo.n kaa kyaa hai vo har shab aate hai.n

kaaGaz kii kashtii me.n dariyaa paar kiyaa
dekho ham ko kyaa kyaa karatab aate hai.n

By...SHAHARYAAR
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #158 on: March 20, 2010, 08:42:57 PM »
Reply with quote
had-e-nigaah tak ye zamii.n hai siyaah phir
nikalii hai juganuo.n kii bhaTakatii sipaah phir

ho.nTho.n pe aa rahaa hai ko_ii naam baar baar
sannaaTo.n kii tilism ko to.Degii aah phir

pichhale safar kii gard ko daaman se jhaa.D do
aavaaz de rahii hai ko_ii suunii raah phir

berang aasmaa.N ko dekhegii kab talak
manzar nayaa talaash karegii nigaah phir

Dhiilii hu_ii giraft junuu.N kii ke jal uThaa
taaq-e-havas me.n ko_ii charaaG-e-gunaah phir

By.. SHAHARYAAR
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #159 on: March 20, 2010, 08:50:12 PM »
Reply with quote
Shukariya Pari Ji


aise hijr ke mausam ab kab aate hai.n
tere alaavaa yaad hame.n sab aate hai.n

jazb kare kyo.n ret hamaare ashko.n ko
teraa daaman tar karane ab aate hai.n

ab vo safar kii taab nahii.n baaqii varanaa
ham ko bulaave dasht se jab tab aate hai.n

jaagatii aa.Nkho.n se bhii dekho duniyaa ko
Khvaabo.n kaa kyaa hai vo har shab aate hai.n

kaaGaz kii kashtii me.n dariyaa paar kiyaa
dekho ham ko kyaa kyaa karatab aate hai.n

By...SHAHARYAAR


Bohat khooob...thx for sharing... Applause Applause
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #160 on: March 20, 2010, 09:09:21 PM »
Reply with quote
Shukariya...Pari Ji


   justajuu jis kii thii us ko to na paayaa ham ne
   is bahaane se magar dekh lii duniyaa ham ne

   tujh ko rusavaa na kiyaa Khud bhii pashemaa.N na huye
   ishq kii rasm ko is tarah nibhaayaa ham ne

   kab milii thii kahaa.N bichha.Dii thii hame.n yaad nahii.n
   zindagii tujh ko to bas Khvaab me.n dekhaa ham ne

   ai 'Ada' aur sunaaye bhii to kyaa haal apanaa
   umr kaa lambaa safar tay kiyaa tanhaa ham ne



..by...SHAHARYAAR
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #161 on: March 20, 2010, 09:11:15 PM »
Reply with quote
Ye to song hai UMRAO JAAN movie ka?
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #162 on: March 20, 2010, 09:15:37 PM »
Reply with quote
Ji Sahi Farmaya Aapne
Yhe Ghazal Umrao Jaan Movie Ki Hi Hai

Aur SHAHARYAAR Ji Ne Bahut Achhey Se Likhi Hai
So Bas Dine Kaha SoPost Kar Diya...!
Logged
khushi4pari
Guest
«Reply #163 on: March 20, 2010, 09:16:58 PM »
Reply with quote
Ok ji
Logged
Shihab
Yoindian Shayar
******

Rau: 27
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
29 days, 4 hours and 51 minutes.

Maut To Ek Shuruaat Hai...

Posts: 2082
Member Since: Dec 2006


View Profile
«Reply #164 on: March 20, 2010, 09:18:20 PM »
Reply with quote
KAASH MEIN TERE HASEEN HAATH KA KANGAN HOTA
TU BADE PAYAR SAY CHAO SAY BADE MAAN K SAATH
APNI NAZUK SI KALAYI MEIN CHADHATI MUJH KO
AUR BAY TAABI SAY FURQAT K KHIZAN LAMHO MEIN
TU KISI SOCH MEI DOOBI JO GHUMAATI MUJH KO
MEIN TERE HATH KI KHUSHBOO SAY MEHAK JATA
JAB KABHI MOOD MEIN AA KAR MUJHAY CHOOMA KARTI
TERE HONTON KI HIDAT SAY DAHAK SA JAATA
RAAT KO JAB BHI TU NEENDON KAY SAFAR PAY JAATI
MAR MAREEIN HAATH KA TAKIYA BANAYA KARTI
MEIN TERE KAAN SAY LAG KAR KAYI BAATEIN KARTA
TERI ZULFON TERE GAAL KO CHOOMA KARTA
MUJH KO BAY TAAB SA RAKHTA TERI CHAHAT KA NASHA
MEIN TERI ROOH K GULSHAN MEIN MEHAK TA REHTA
MEIN TERE JISM K AANGAN MEIN KHANAKTA REHTA
KUCH NAHI TO YE BAY NAAM SA BANDHAN HOTA
KAASH MEIN TERE HASEEN HAATH KA KANGAN HITA!!!

by wasi Shah
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12 13 14 15 16
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:49:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.157 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer