PINJRE KA PANCHI

by hparmar on May 30, 2011, 05:25:47 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 5299 times)
hparmar
Guest
Reply with quote
MAI HU EK PINJARE KA PANCHI, JISKI AZADI MAI NAZAR LAGI JANE KISKI
AE INSAN MAI BHI LETA HU SAANS, MERI BHI HAI BAHUT SARI AAS.
AE AADMI TUNE APNE STATUS KE LIYE MUJHE KIYA QAID AUR LAG GAYA MERI FREEDOM MAI BREAK.
KEH NA SAKU MAI APNI KAHANI, MERI BHI KYA JINDGANI
MERE AANSU KOI NA DEKH PAYE, DEKHKAR MUJHKO SAB MUSKURAYE.
KABHI KABHI JOSH MAI PANKH FADFADATA HU, FIR PIJRE SE TAKRAKAR HAAR MAAN JATA HU.
INSAN MUJHE QAID KAR MANATA HAI KHUSHI, KOI MUJHSE BHI PUCHE KYON HU MAI DUKHI.
MUJHE BHI AATI HAI APNE PARIVAR KI YAAD, LEKIN AAKHIR KISSE KARU FARIYAAD.
MAI BHI UADNA CHAHTA HU, PANKH LEHRAKAR ITRANA CHAHTA HU.
GAGAN CHUMNA CHAHTA HU, TARO KO CHUNA CHAHTA HU.
APNI KHUSHI KE LIYE NA LE MERI JAAN, KUCH TO SOCH DEKH RAHA HAI SAB BHAGWAN.
MAI KHULI HAWA KA PANCHI HU, SIRF UDNA  UDNA AUR UDNA HAI CHAHAT MERI.
KAR DO MUJHE AZAD TUM OR LE LO DUAYE MERI. IS AZADI KE BADLE AUR KUCH NAHI DE PAUNGA TUMHE LEKIN KUCH NA KEHKAR BHI PREM KI BHASHA SIKHLA JAUNGA TUMHE.
APNE AAP KO KARKE KAMRE MAI SIRF 1 DIN BAND, JAAN JAOGE TUM MERE ANDAR KYON HAI ITNI UMANG.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
DIL KA PANCHI [Asghr] by Asghr in Miscellaneous Shayri
Panchi Ko Ghar Aana Hi Tha,. by Azeem Azaad in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
daRd ke pinjre mein... by laaiba in Shayri for Dard -e- Judai
Pyar ka Panchi by nishi gahlaut in Shayri-E-Dard
panchi pyare (nam) by poonamA in Shayri for Khumar -e- Ishq
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: May 30, 2011, 05:34:33 AM »
Reply with quote
MAI HU EK PINJARE KA PANCHI, JISKI AZADI MAI NAZAR LAGI JANE KISKI
AE INSAN MAI BHI LETA HU SAANS, MERI BHI HAI BAHUT SARI AAS.
AE AADMI TUNE APNE STATUS KE LIYE MUJHE KIYA QAID AUR LAG GAYA MERI FREEDOM MAI BREAK.
KEH NA SAKU MAI APNI KAHANI, MERI BHI KYA JINDGANI
MERE AANSU KOI NA DEKH PAYE, DEKHKAR MUJHKO SAB MUSKURAYE.
KABHI KABHI JOSH MAI PANKH FADFADATA HU, FIR PIJRE SE TAKRAKAR HAAR MAAN JATA HU.
INSAN MUJHE QAID KAR MANATA HAI KHUSHI, KOI MUJHSE BHI PUCHE KYON HU MAI DUKHI.
MUJHE BHI AATI HAI APNE PARIVAR KI YAAD, LEKIN AAKHIR KISSE KARU FARIYAAD.
MAI BHI UADNA CHAHTA HU, PANKH LEHRAKAR ITRANA CHAHTA HU.
GAGAN CHUMNA CHAHTA HU, TARO KO CHUNA CHAHTA HU.
APNI KHUSHI KE LIYE NA LE MERI JAAN, KUCH TO SOCH DEKH RAHA HAI SAB BHAGWAN.
MAI KHULI HAWA KA PANCHI HU, SIRF UDNA  UDNA AUR UDNA HAI CHAHAT MERI.
KAR DO MUJHE AZAD TUM OR LE LO DUAYE MERI. IS AZADI KE BADLE AUR KUCH NAHI DE PAUNGA TUMHE LEKIN KUCH NA KEHKAR BHI PREM KI BHASHA SIKHLA JAUNGA TUMHE.
APNE AAP KO KARKE KAMRE MAI SIRF 1 DIN BAND, JAAN JAOGE TUM MERE ANDAR KYON HAI ITNI UMANG.


gud one
Logged
nirala
Guest
«Reply #2 on: May 30, 2011, 02:27:31 PM »
Reply with quote
kya bat hai yar ………
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:08:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer