PITA

by mamta bajpai on May 20, 2010, 07:04:41 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 10494 times)
mamta bajpai
Guest
Reply with quote
'BETI MERI'NAZM ME BETI KE LIYE EK BAAP KE JAZBAAT QADEER BHI NE JIS KHOOBSOORATI KE SAATH PESH KIYE HAIN WO EK BAAP KI APNI BETI KE LIYE BEPANAH MUHABBAT KA DASTAVEZ HAIN.MAI DUNIYA KE TAMAAM PITAON KE SAATH QADEER BHAI KE LIYE MARHOOM OM VYAS OM JI KI HINDI KAVITA ,UN KE SAMMAN ME PESH KAR RAHI HOON.

PITA JEEVAN HAI, SAMBANDH HAI, SHAKTI HAI
PITA SRISHTI KE NIRMAN KI ABHIVYKTI HAI
PITA UNGALI PAKDE BACHCHE KA SAHARA HAI
PITA KABHI KUCH KHATTA KHABI KHARA HAI

PITA PALAN HAI POSHAN HAI PARIVAAR KA ANUSHASAN HAI
PITA DHOUNS SE CHALNE WALA PREM KA ANUSHASAN HAI
PITA ROTI HAI KAPDA HAI MAKAN HAI
PITA CHOTE SE PARINDE KA BADA AASMAAN HAI

PITA APRADARSHIT ANANT PYAR HAI
PITA HAI TO BACHCHON KO INTZAR HAI
PITA SE HI BACHCHON KE DHER SARE SAPNE HAIN
PITA HAI TO BAZAR KE SAB KHILOUNE APNE HAIN

PITA APNI ICHCHAON KA HANAN OR PARIVAAR KI POORTI HAI
PITA GRIHSTH AASHRAM ME UCHCH STITHI KI BHAKTI HAI
PITA EK JEEVAN KO JEEVAN KA DAN HAI
PITA DUNIYA DIKHANE KA AHSAAN HAI

PITA SURAKSHA HAI AGAR SIR PAR HAATH HAI
PITA NAHI TO BACHPAN ANATH HAI
TO PITA SE BADA TUM APNA NAAM KARO
PITA KA APMAAN NAHI UN PAR ABHIMAAN KARO

KYONKI MAA BAAP KI KAMI KOI BAANT NAHI SAKTA
OR EESHWAR BHI INKE AASHEESHON KO KAT NAHI SAKTA
VISHV ME KISI BHI DEVTA KA STHAN DOOJA HAI
MAA BAAP KI SEVA HI SABSE BADI POOJA HAI

VISHAV ME KISI BHI TEERTH KI YATRAYEN VYARTH HAIN
YADI BETE KE HOTE MAA BAAP ASAMARTH HAINWO KHUSH NASEEB HAIN MAA BAAP JINKE PAAS HOTE HAINKYONKI MAA BAAP KI AASHEESHON KE HAZARON HAATH HOTE HAIN

MARHOOM PANDIT OM VYAS OM
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #1 on: May 20, 2010, 07:12:21 AM »
Reply with quote
Bahot khoobsoorat poem share ki hai aapne Mamta ji. Thanks for the same. Allah ne ek aulaad ke liye maa baap ki kya khoob ahmeeyat rakhi hai. Maa ke pairon ke neeche Jannat hai to Baap Jannat ka darwaaza hai. 
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: May 20, 2010, 07:25:53 AM »
Reply with quote
Bahut umda sharing hai Mamta JI
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #3 on: May 20, 2010, 07:36:05 AM »
Reply with quote
great sharing Mamta ji,bahut khoob icon_thumleft Applause Applause Applause Applause icon_salut
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: May 20, 2010, 11:17:54 AM »
Reply with quote
bahut bahut sundar... bahut achcha laga ye poem padhke... shukriya ...!!!
Logged
Manjupandey
Guest
«Reply #5 on: May 20, 2010, 12:21:28 PM »
Reply with quote
Kya baat hai .Dil khush kar diya.Lov u Sis.
Logged
ABHISHEK AGGARWAL
Guest
«Reply #6 on: November 18, 2010, 06:46:24 PM »
Reply with quote
Thanks for sharing this. i am searching this one from a long time.
Logged
Rudra kant upadhyay
Guest
«Reply #7 on: May 25, 2011, 09:18:05 AM »
Reply with quote
PITA JEEVAN HAI, SAMBANDH HAI, SHAKTI HAI
PITA SRISHTI KE NIRMAN KI ABHIVYKTI HAI
PITA UNGALI PAKDE BACHCHE KA SAHARA HAI
PITA KABHI KUCH KHATTA KHABI KHARA HAI

PITA PALAN HAI POSHAN HAI PARIVAAR KA ANUSHASAN HAI
PITA DHOUNS SE CHALNE WALA PREM KA ANUSHASAN HAI
PITA ROTI HAI KAPDA HAI MAKAN HAI
PITA CHOTE SE PARINDE KA BADA AASMAAN HAI

PITA APRADARSHIT ANANT PYAR HAI
PITA HAI TO BACHCHON KO INTZAR HAI
PITA SE HI BACHCHON KE DHER SARE SAPNE HAIN
PITA HAI TO BAZAR KE SAB KHILOUNE APNE HAIN

PITA APNI ICHCHAON KA HANAN OR PARIVAAR KI POORTI HAI
PITA GRIHSTH AASHRAM ME UCHCH STITHI KI BHAKTI HAI
PITA EK JEEVAN KO JEEVAN KA DAN HAI
PITA DUNIYA DIKHANE KA AHSAAN HAI

PITA SURAKSHA HAI AGAR SIR PAR HAATH HAI
PITA NAHI TO BACHPAN ANATH HAI
TO PITA SE BADA TUM APNA NAAM KARO
PITA KA APMAAN NAHI UN PAR ABHIMAAN KARO

KYONKI MAA BAAP KI KAMI KOI BAANT NAHI SAKTA
OR EESHWAR BHI INKE AASHEESHON KO KAT NAHI SAKTA
VISHV ME KISI BHI DEVTA KA STHAN DOOJA HAI
MAA BAAP KI SEVA HI SABSE BADI POOJA HAI

VISHAV ME KISI BHI TEERTH KI YATRAYEN VYARTH HAIN
YADI BETE KE HOTE MAA BAAP ASAMARTH HAINWO KHUSH NASEEB HAIN MAA BAAP JINKE PAAS HOTE HAINKYONKI MAA BAAP KI AASHEESHON KE HAZARON HAATH HOTE
Logged
manu arora
Guest
«Reply #8 on: October 10, 2011, 03:27:26 PM »
Reply with quote
can anyone send me the same poetry to take maa on imanuarora@gmail.com
Logged
rakeshnirwal
Guest
«Reply #9 on: April 17, 2012, 01:42:14 PM »
Reply with quote
PITA JEEVAN HAI, SAMBANDH HAI, SHAKTI HAI
PITA SRISHTI KE NIRMAN KI ABHIVYKTI HAI
PITA UNGALI PAKDE BACHCHE KA SAHARA HAI
PITA KABHI KUCH KHATTA KHABI KHARA HAI

PITA PALAN HAI POSHAN HAI PARIVAAR KA ANUSHASAN HAI
PITA DHOUNS SE CHALNE WALA PREM KA ANUSHASAN HAI
PITA ROTI HAI KAPDA HAI MAKAN HAI
PITA CHOTE SE PARINDE KA BADA AASMAAN HAI

PITA APRADARSHIT ANANT PYAR HAI
PITA HAI TO BACHCHON KO INTZAR HAI
PITA SE HI BACHCHON KE DHER SARE SAPNE HAIN
PITA HAI TO BAZAR KE SAB KHILOUNE APNE HAIN

PITA APNI ICHCHAON KA HANAN OR PARIVAAR KI POORTI HAI
PITA GRIHSTH AASHRAM ME UCHCH STITHI KI BHAKTI HAI
PITA EK JEEVAN KO JEEVAN KA DAN HAI
PITA DUNIYA DIKHANE KA AHSAAN HAI

PITA SURAKSHA HAI AGAR SIR PAR HAATH HAI
PITA NAHI TO BACHPAN ANATH HAI
TO PITA SE BADA TUM APNA NAAM KARO
PITA KA APMAAN NAHI UN PAR ABHIMAAN KARO

KYONKI MAA BAAP KI KAMI KOI BAANT NAHI SAKTA
OR EESHWAR BHI INKE AASHEESHON KO KAT NAHI SAKTA
VISHV ME KISI BHI DEVTA KA STHAN DOOJA HAI
MAA BAAP KI SEVA HI SABSE BADI POOJA HAI

VISHAV ME KISI BHI TEERTH KI YATRAYEN VYARTH HAIN
YADI BETE KE HOTE MAA BAAP ASAMARTH HAINWO KHUSH NASEEB HAIN MAA BAAP JINKE PAAS HOTE HAINKYONKI MAA BAAP KI AASHEESHON KE HAZARON HAATH HOTE

Logged
sushilbansal
Guest
«Reply #10 on: September 21, 2012, 02:00:53 AM »
Reply with quote
Anmole rachna. God bless you.
Sheel didi
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:37:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer