Aaj Mausam Suhaana Hai Aur Raat Ne Bhi Aana Hai "Khwaish"

by khwaish on August 25, 2012, 10:02:32 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1717 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Aaj Iss Tez Barsaat MeN Phir Kuch Likhne Ka Mann Ho Aaya..
Umeed Karta Hoon Humesha Ki Tarah Aap Sab Saath Denge..



Iss Tez Barsaat MeN Maine Jo Unka Naam Liya
Dil par Haath Rakh Kar Saanson Ko Thaam Liya

Yuh Chali Phir Tez Hawaa Ke Kya Kahooon..!!!!!
Tujhe Yaad Kar, Phir Pal Do Pal Ka Aaraam Liya

Honth Sukhe Hue,Rooh Tadapti Hui,Khwaab Machle Hue
Shukar Hai Khuda Ka Maine Phir Sabr Se Kaam Liya

Haath meN Thaama Ek Kaagaz Ka Panha Aur Apni Kalam..!!
Phir waheen, Ek Shayar Ne Shayari Ka Mukaam Liya

Tere Tasveer Se Ki Kuch Baatein Aur Muskuraate Rahe
Apni Khamoshi Hi Apni Kamzori hai,sar Apne ilzaam Liya

"Khwaish" Aaj Mausam Suhaana Hai Aur Raat Ne Bhi Aana Hai
Teri Aankhon MeN Doobkar Humne Mohabbat Ka Jaam Liya


                ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: August 25, 2012, 10:45:05 AM »
Reply with quote
Aaj Iss Tez Barsaat MeN Phir Kuch Likhne Ka Mann Ho Aaya..
Umeed Karta Hoon Humesha Ki Tarah Aap Sab Saath Denge..



Iss Tez Barsaat MeN Maine Jo Unka Naam Liya
Dil par Haath Rakh Kar Saanson Ko Thaam Liya

Yuh Chali Phir Tez Hawaa Ke Kya Kahooon..!!!!!
Tujhe Yaad Kar, Phir Pal Do Pal Ka Aaraam Liya

Honth Sukhe Hue,Rooh Tadapti Hui,Khwaab Machle Hue
Shukar Hai Khuda Ka Maine Phir Sabr Se Kaam Liya

Haath meN Thaama Ek Kaagaz Ka Panha Aur Apni Kalam..!!
Phir waheen, Ek Shayar Ne Saath Apna Samaan Liya ye kafia alag hai auro.n se Usual Smile Usual Smile Usual Smile

Tere Tasveer Se Ki Kuch Baatein Aur Muskuraate Rahe
Apni Khamoshi Hi Apni Kamzori hai,sar Apne ilzaam Liya

"Khwaish" Aaj Mausam Suhaana Hai Aur Raat Ne Bhi Aana Hai
Teri Aankhon MeN Doobkar Humne Mohabbat Ka Jaam Liya


                ~~~~~Khwaish~~~~~


gud
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 25, 2012, 10:46:50 AM »
Reply with quote
gud

Hmm..Thanku
Logged
pankajwfs
Guest
«Reply #3 on: August 25, 2012, 10:48:29 AM »
Reply with quote
Aaj Iss Tez Barsaat MeN Phir Kuch Likhne Ka Mann Ho Aaya..
Umeed Karta Hoon Humesha Ki Tarah Aap Sab Saath Denge..



Iss Tez Barsaat MeN Maine Jo Unka Naam Liya
Dil par Haath Rakh Kar Saanson Ko Thaam Liya

Yuh Chali Phir Tez Hawaa Ke Kya Kahooon..!!!!!
Tujhe Yaad Kar, Phir Pal Do Pal Ka Aaraam Liya

Honth Sukhe Hue,Rooh Tadapti Hui,Khwaab Machle Hue
Shukar Hai Khuda Ka Maine Phir Sabr Se Kaam Liya

Haath meN Thaama Ek Kaagaz Ka Panha Aur Apni Kalam..!!
Phir waheen, Ek Shayar Ne Saath Apna Samaan Liya

Tere Tasveer Se Ki Kuch Baatein Aur Muskuraate Rahe
Apni Khamoshi Hi Apni Kamzori hai,sar Apne ilzaam Liya

"Khwaish" Aaj Mausam Suhaana Hai Aur Raat Ne Bhi Aana Hai
Teri Aankhon MeN Doobkar Humne Mohabbat Ka Jaam Liya


                ~~~~~Khwaish~~~~~

Clapping Smiley  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Bahut bahut umda gazal farmayee hai apne khwaais jee Apne jazbaatoN ko kya khub bayan kiya hai apne....
Logged
Shireen Hakani
Guest
«Reply #4 on: August 25, 2012, 11:14:06 AM »
Reply with quote
Wah Wah!!!!! Very Beautiful & Romantic!!!! Too good!!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: August 25, 2012, 03:45:37 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
kya baat hai khwaish jee.
bahut jaalim kalaam pesh kiya hai..
maza aa gaya..

Baarish ki bauchaaroN se bachne ki betaabi saaf nazar aati hai
uffff! kya dilkash nazaara hai, nazar hataai hi nahi jaati hai


Logged
saahill
Mashhur Shayar
***

Rau: 86
Offline Offline

Waqt Bitaya:
147 days, 20 hours and 6 minutes.
Posts: 18629
Member Since: Jun 2009


View Profile
«Reply #6 on: August 25, 2012, 03:53:59 PM »
Reply with quote
boht khub khawaish ji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #7 on: August 26, 2012, 05:06:47 AM »
Reply with quote
waah bahut khoob beta dhero daad
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #8 on: August 26, 2012, 05:59:45 AM »
Reply with quote
Aaj Iss Tez Barsaat MeN Phir Kuch Likhne Ka Mann Ho Aaya..
Umeed Karta Hoon Humesha Ki Tarah Aap Sab Saath Denge..



Iss Tez Barsaat MeN Maine Jo Unka Naam Liya
Dil par Haath Rakh Kar Saanson Ko Thaam Liya

Yuh Chali Phir Tez Hawaa Ke Kya Kahooon..!!!!!
Tujhe Yaad Kar, Phir Pal Do Pal Ka Aaraam Liya

Honth Sukhe Hue,Rooh Tadapti Hui,Khwaab Machle Hue
Shukar Hai Khuda Ka Maine Phir Sabr Se Kaam Liya

Haath meN Thaama Ek Kaagaz Ka Panha Aur Apni Kalam..!!
Phir waheen, Ek Shayar Ne Shayari Ka Mukaam Liya

Tere Tasveer Se Ki Kuch Baatein Aur Muskuraate Rahe
Apni Khamoshi Hi Apni Kamzori hai,sar Apne ilzaam Liya

"Khwaish" Aaj Mausam Suhaana Hai Aur Raat Ne Bhi Aana Hai
Teri Aankhon MeN Doobkar Humne Mohabbat Ka Jaam Liya


                ~~~~~Khwaish~~~~~


bahut khoob Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: August 27, 2012, 08:24:20 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob Khwaish ji...!!!
Logged
aqsh
Guest
«Reply #10 on: May 27, 2013, 07:22:38 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Thumbs UP Thumbs UP Thumbs UP
ufffffffff. kya khoob kalaam hai. ab toh hame bhi badi besabri se barsaat ka intezaar rahega. aapke is kalaam ne toh hame bechain kar diya. bahut romantic tha. loved to read again and again. bahut babut mubarak ho.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: July 11, 2013, 07:51:07 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Bahut bahut umda gazal farmayee hai apne khwaais jee Apne jazbaatoN ko kya khub bayan kiya hai apne....


Thankyou Soooooooooooooooo Much  icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:08:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer