AJEEB JINDAGI HAI(GUNEHGAAR)

by gunehgaar on February 12, 2009, 05:40:33 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 769 times)
gunehgaar
Guest
Reply with quote
Ajeeb jindagi hai, ajeeb iski dastaan,
Ajeeb insaan hai,aur ajeeb unki pehechan….
Machalti armano ko ab aur sila nahi milti,
Sulagti chahato ko ab aur dawa nahi milti,
Bhul chuke hai un jhakhmo ko,paye kabhi un k pyaar mein,
Bhul cuke hai un waado ko, paye kabhi un ke iqraar mein,
Chura k mere masum dil ko kya mila us ko,
Fir jakhm de kar kya khushi mila us ko,
Ab sulagti hai humari ratein, swapne ghar basane ko inqar karti hai,
Humare jindagi mein ab Gum apne deedar ko tarasti hai,
kho chukka hu apne bhuli bichri yaado ko,
Ab koi dilasa de iski koi gunjaish bhi nahi,
Tarap uttha hai meri parchai , ab iska koi thikana nahi.
kash rastein fir se mil jaye, manzil humare pass chali aye,
kash hume fir se mil jaye wo maqsaad,
kabhi khwaisho se geheri humari jindagi,
Bin bulaye humare  maheman ban jaye………..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
:: Main Gunehgaar :: by myheart_ursonly in Miscellaneous Shayri
ajeeb ajeeb rishtey by phoenix in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 9 10 »
***GUNEHGAAR*** by baadal102 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
MERE CHAR PAL(GUNEHGAAR) by gunehgaar in Shairi - E - Zindagi
Jindagi Ki Ajeeb Sachaaeya---R.K.Rastogi by Ram Krishan Rastogi in Miscellaneous Shayri
Pooja
Guest
«Reply #1 on: February 12, 2009, 06:11:20 PM »
Reply with quote
wah kaya baat hai gunehgaar ji.. bahoot khoob!!
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: February 12, 2009, 09:50:32 PM »
Reply with quote
Bohot Khoob Gunehgaar Ji !
Logged
gunehgaar
Guest
«Reply #3 on: February 13, 2009, 04:53:55 PM »
Reply with quote
sukriya mere dosto.........
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: February 13, 2009, 05:03:41 PM »
Reply with quote
Ajeeb jindagi hai, ajeeb iski dastaan,
Ajeeb insaan hai,aur ajeeb unki pehechan….
Machalti armano ko ab aur sila nahi milti,
Sulagti chahato ko ab aur dawa nahi milti,
Bhul chuke hai un jhakhmo ko,paye kabhi un k pyaar mein,
Bhul cuke hai un waado ko, paye kabhi un ke iqraar mein,
Chura k mere masum dil ko kya mila us ko,
Fir jakhm de kar kya khushi mila us ko,
Ab sulagti hai humari ratein, swapne ghar basane ko inqar karti hai,
Humare jindagi mein ab Gum apne deedar ko tarasti hai,
kho chukka hu apne bhuli bichri yaado ko,
Ab koi dilasa de iski koi gunjaish bhi nahi,
Tarap uttha hai meri parchai , ab iska koi thikana nahi.
kash rastein fir se mil jaye, manzil humare pass chali aye,
kash hume fir se mil jaye wo maqsaad,
kabhi khwaisho se geheri humari jindagi,
Bin bulaye humare  maheman ban jaye………..


wah kya baat hai gunehgaar.. very nice

jasbir singh
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:21:11 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer