Apne Gham Par Rone Ki Bhi Ab Fursat Kaha Hai "Khwaish"

by khwaish on July 28, 2011, 09:45:07 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 4772 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Ajeeb Hai Zindagi Apni Ajeeb Apni Kahani Hai
Jo lafzon me Bayan Na Ho Paaye Aisi bhi Kya Zindegani Hai

Kuch Tabiyat Bhi Mili Yuh ke Chup Rahe Hum Umar bhar!!
Chup Rehne Walo ki kahan Kisi Ne kabhi Baat maani Hai

Apne Gham Par Rone Ki Bhi Ab Fursat kahan Hai Eh Dil!!
Rona Fizuul Hai Yaad Rakh Muskura Dene Mein Badi Asaani hai

Jo Bhi Hoon Main Sab Tere Hi Sadke Eh Mere Khuda!!!!
Main Saans Leta Hoon Yeh Bhi To Teri Hi Meharbani Hai

"Khwaish" Jaha Mausam Badalte Hai,Waha Waqt Bhi Zaroor Badlenge!
 Mushkilo Ko Kya Hai,  Woh To Bas Yuhi Aani-Jaani Hai...!!!

                ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Manish Kumar Khedawat
Guest
«Reply #1 on: July 28, 2011, 10:03:50 AM »
Reply with quote
bahut bahut bahut umda Usual Smile
aapka bahut bahut shukriya jo hamen aisi rachna padhne ka mauka diya
:hats off:
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #2 on: July 28, 2011, 10:06:39 AM »
Reply with quote
Ajeeb Hai Zindagi Apni Ajeeb Apni Kahani Hai
Jo lafzon me Bayan Na Ho Paaye Aisi bhi Kya Zindegani Hai

Kuch Tabiyat Bhi Mili Yuh ke Chup Rahe Hum Zindagi bhar!!
Chup Rehne Walo ki kahan Kisi Ne kabhi Baat maani Hai

Apne Gham Par Rone Ki Bhi Ab Fursat kahan Hai Eh Dil!!
Rona Fizuul Hai Yaad Rakh Muskura Dene Mein Badi Asaani hai

Jo Bhi Hoon Main Sab Tere Hi Sadke Eh Mere Khuda!!!!
Main Saans Leta Hoon Yeh Bhi To Teri Hi Meharbani Hai

"Khwaish" Jahan Mausam Badalte Hai Waqt Bhi Zaroor Badlenge!!!
 Mushkilo Ko Kya Hai, Woh To Bas Yuhi Aani-Jaani Hai...!!!

                ~~~~~Khwaish~~~~~

VERI NAAAAAAAAAAAAAAAAAAAICE AUR BAHUT KI POSITIVE THOUGHTS.....

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #3 on: July 28, 2011, 10:14:00 AM »

Khwaish ji Bhuat Khoob Likha Hai Aapne Dil se Daad Applause Applause Applause Applause
Logged
kamal aggarwal
Guest
«Reply #4 on: July 28, 2011, 04:09:51 PM »
Reply with quote
  khwaish ji very inspiring post hai thanku Applause Applause
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #5 on: July 28, 2011, 06:51:26 PM »
Reply with quote
Ajeeb Hai Zindagi Apni Ajeeb Apni Kahani Hai
Jo lafzon me Bayan Na Ho Paaye Aisi bhi Kya Zindegani Hai

Kuch Tabiyat Bhi Mili Yuh ke Chup Rahe Hum Zindagi bhar!!
Chup Rehne Walo ki kahan Kisi Ne kabhi Baat maani Hai

Apne Gham Par Rone Ki Bhi Ab Fursat kahan Hai Eh Dil!!
Rona Fizuul Hai Yaad Rakh Muskura Dene Mein Badi Asaani hai

Jo Bhi Hoon Main Sab Tere Hi Sadke Eh Mere Khuda!!!!
Main Saans Leta Hoon Yeh Bhi To Teri Hi Meharbani Hai

"Khwaish" Jaha Mausam Badalte Hai,Waha Waqt Bhi Zaroor Badlenge!
 Mushkilo Ko Kya Hai,  Woh To Bas Yuhi Aani-Jaani Hai...!!!

                ~~~~~Khwaish~~~~~

Bahut wadiya khwaish ji...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #6 on: July 28, 2011, 09:09:37 PM »
Reply with quote
Khwaish dost,
Ek aur dil choo lene wali nazm likhi hai apne..
Dil se daad mere dost, mere bhai..
 Applause Applause Applause Applause Applause
Khush rahiye..!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #7 on: July 29, 2011, 10:55:18 AM »
Reply with quote
bahut bahut bahut umda Usual Smile
aapka bahut bahut shukriya jo hamen aisi rachna padhne ka mauka diya
:hats off:

manish Ji, Shukriya To Mujhe Aapko kehna Chahiye ke Aapne Humein waqt diya..Aapka bahut Bahut Shukriya,,Yuhi Saath dete rahieyga icon_flower
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: July 29, 2011, 11:10:08 AM »
Reply with quote
Khawahish jee aadaab!

Janab behad khoob ahsaas O khayaal kahe hai aapne..
Sabhi ashaar aik se badhkar aik rahe... Usual Smile

Humari daad O mubarakbad kabul kijiye... Usual Smile
Likhate rahiye... Khush O aabaad rahiye.. Usual Smile

Khuda Hafez Usual Smile         

Ajeeb Hai Zindagi Apni Ajeeb Apni Kahani Hai
Jo lafzon me Bayan Na Ho Paaye Aisi bhi Kya Zindegani Hai

Bahut khoob janab daad ...           

Kuch Tabiyat Bhi Mili Yuh ke Chup Rahe Hum Zindagi bhar!!
Chup Rehne Walo ki kahan Kisi Ne kabhi Baat maani Hai

Behad khoob janab ... durust farmaya aapne ..
Daad daad daad Usual Smile         

Apne Gham Par Rone Ki Bhi Ab Fursat kahan Hai Eh Dil!!
Rona Fizuul Hai Yaad Rakh Muskura Dene Mein Badi Asaani hai

Waah janab kia kahne bahut khoob.. Usual Smile
Muskura dene meiN badi aasaani hai " waah Usual Smile         

Jo Bhi Hoon Main Sab Tere Hi Sadke Eh Mere Khuda!!!!
Main Saans Leta Hoon Yeh Bhi To Teri Hi Meharbani Hai

Beshak janab... Uska ahsaas har kisi ko
ho .... Usual Smile         

"Khwaish" Jaha Mausam Badalte Hai,Waha Waqt Bhi Zaroor Badlenge!
 Mushkilo Ko Kya Hai,  Woh To Bas Yuhi Aani-Jaani Hai...!!!

Waah janab achcha sher kaha hai daad Usual Smile
MushkileN to aani jaani hai... Usual Smile         

                ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
mamta bajpai
Guest
«Reply #9 on: July 30, 2011, 06:56:02 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause  Applause Applause Applause Applause
Khwaish jee bahut khoob! aap kee ye kaawish behad shaandaar rahee! dilii mubaarakbaad kubool kareN........
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: July 30, 2011, 08:24:09 AM »
Reply with quote

VERI NAAAAAAAAAAAAAAAAAAAICE AUR BAHUT KI POSITIVE THOUGHTS.....

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Khamosh Awaaz Ji, Aapne Apna WAQT Diya Aapka Bahut Bahut Shukriya icon_flower
Logged
sbechain
Guest
«Reply #11 on: July 30, 2011, 10:10:58 AM »
Reply with quote
Ajeeb Hai Zindagi Apni Ajeeb Apni Kahani Hai
Jo lafzon me Bayan Na Ho Paaye Aisi bhi Kya Zindegani Hai

Kuch Tabiyat Bhi Mili Yuh ke Chup Rahe Hum Zindagi bhar!!
Chup Rehne Walo ki kahan Kisi Ne kabhi Baat maani Hai

Apne Gham Par Rone Ki Bhi Ab Fursat kahan Hai Eh Dil!!
Rona Fizuul Hai Yaad Rakh Muskura Dene Mein Badi Asaani hai

Jo Bhi Hoon Main Sab Tere Hi Sadke Eh Mere Khuda!!!!
Main Saans Leta Hoon Yeh Bhi To Teri Hi Meharbani Hai

"Khwaish" Jaha Mausam Badalte Hai,Waha Waqt Bhi Zaroor Badlenge!
 Mushkilo Ko Kya Hai,  Woh To Bas Yuhi Aani-Jaani Hai...!!!

                ~~~~~Khwaish~~~~~

ai insaan buss teri yehi kahaani hai.
kuch khusiyon se kuch dukh se bahri zindagaani hai.
kahin din ka ujaala lage behtar kahin raat suhaani hai.
chalaa jaata hai tu buss rahti teri nishaani hai............!!!

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause khoob kaha . behter kaha
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: July 30, 2011, 10:55:29 AM »
Reply with quote
Khwaish ji Bhuat Khoob Likha Hai Aapne Dil se Daad Applause Applause Applause Applause

Sanjeevji, aapne Pasand Farmaya Aapka teh Dil Se Shukriya icon_flower
Logged
Satish Shukla
Khususi Shayar
*****

Rau: 51
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
25 days, 6 hours and 16 minutes.

Posts: 1862
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #13 on: July 30, 2011, 03:09:04 PM »
Reply with quote

khwaish ji,

Very nice..dili daad qubool farmaayen
all the best..

Satish Shukla 'Raqeeb'
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: August 19, 2011, 08:43:40 AM »
Reply with quote
  khwaish ji very inspiring post hai thanku Applause Applause

You Are Welcome Kamal Ji..

And Thanks a Lottttt For Appreciating Kamal ji icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 04:31:52 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.15 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer