Bachpan....... ParwaaZ

by ParwaaZ on April 19, 2013, 08:49:01 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1690 times)
ParwaaZ
Guest
Reply with quote
Aadaab.!


ChaNd ahsaas jo har zindagi se jude haiN... woH bachpan ke lamhe har kisi ko aziz hote haiN... Usual Smile  


Mumkin hi nahi milna maiN suraj tuu Shamaa
MaiN din ka musafir huN tuu raat ki raani hai

Tab dekh ke chhupte the, ab dekhte haiN chhupke
WoH daur e ladakpan tha yeH daur e jawaani hai... Usual Smile





Unka mera woH humaara bachpan
Saat guzraa woH pyaara bachpan

Bhool jaata huN gile yaad kar usko
Zindagi jeene ka sahaara bachpan

Dekh kar usko dil bahal jaata hai
Sab se khoobsurat nazaara bachpan

Chal jawaani se phir lautkar bachpan
Har gunaaH se raha kuwaara bachpan

Kya sunaa gayaa ParwaaZ is dafa
Yaad aa gaya hume humaara bachpan


Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Parwaaz by angel4u in Shayri-E-Dard
bachpan ke din (yaden bachpan ki) by Rahi2001 in Shairi for Manzar -e- Kudrat
parwaaz..(K_A) by khamosh_aawaaz in Miscellaneous Shayri
parwaaz sahaab ke liye( pehli line parwaaz ki hai) rest by taasir by Taasir siddiqui in Ghazals
Teri Parwaaz e ibaadat meiN... ParwaaZ by ParwaaZ in Shairi - E - Zindagi « 1 2 3  All »
suman59
Guest
«Reply #1 on: April 19, 2013, 08:57:00 PM »
Reply with quote
Aadaab.!


ChaNd ahsaas jo har zindagi se jude haiN... woH bachpan ke lamhe har kisi ko aziz hote haiN... Usual Smile 





Unka mera woH humaara bachpan
Saat guzraa woH pyaara bachpan

Bhool jaata huN gile yaad kar usko
Zindagi jeene ka sahaara bachpan         Thumbs UP

Dekhkar isko dil bahal jaata hai
Sab se khoobsurat nazaara bachpan

Chal jawaani se phir lautkar bachpan
Har gunaaH se raha kuwaara bachpan       Applause Applause Applause

Kya sunaa gayaa ParwaaZ is dafa
Yaad aa gaya hume humaara bachpan




Wah Parwaaz, bahut pyara kalam likha hai aapne. bahut bahut daad..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: April 19, 2013, 09:01:50 PM »
Reply with quote
Aadaab.!


ChaNd ahsaas jo har zindagi se jude haiN... woH bachpan ke lamhe har kisi ko aziz hote haiN... Usual Smile 





Unka mera woH humaara bachpan
Saat guzraa woH pyaara bachpan

Bhool jaata huN gile yaad kar usko
Zindagi jeene ka sahaara bachpan

Dekhkar isko dil bahal jaata hai
Sab se khoobsurat nazaara bachpan

Chal jawaani se phir lautkar bachpan
Har gunaaH se raha kuwaara bachpan

Kya sunaa gayaa ParwaaZ is dafa
Yaad aa gaya hume humaara bachpan





Humesha Ki Tarah Bahut bahut Khoooob Parwaaz Ji...

Par Aap iss Ghazal mein Aur Bhi Gehre Khayalaat bhar Sakte The...

Bahut Ache. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
aqsh
Guest
«Reply #3 on: April 19, 2013, 09:40:03 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Bahut khoob parwaaz ji. bada pyaara likha hai aapne. but mujhe aapka intro ashaar bahut bahut achche lage. bahut bahut mubarak ho.

Mumkin hi nahi milna maiN suraj tuu Shamaa
MaiN din ka musafir huN tuu raat ki raani hai
 
Tab dekh ke chhupte the, ab dekhte haiN chhupke
WoH daur e ladakpan tha yeH daur e jawaani hai.

just awesome..... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #4 on: April 19, 2013, 10:03:26 PM »
Reply with quote
Aadaab.!


ChaNd ahsaas jo har zindagi se jude haiN... woH bachpan ke lamhe har kisi ko aziz hote haiN... Usual Smile 


Mumkin hi nahi milna maiN suraj tuu Shamaa
MaiN din ka musafir huN tuu raat ki raani hai

Tab dekh ke chhupte the, ab dekhte haiN chhupke
WoH daur e ladakpan tha yeH daur e jawaani hai... Usual Smile





Unka mera woH humaara bachpan
Saat guzraa woH pyaara bachpan

Bhool jaata huN gile yaad kar usko
Zindagi jeene ka sahaara bachpan

Dekh kar usko dil bahal jaata hai
Sab se khoobsurat nazaara bachpan

Chal jawaani se phir lautkar bachpan
Har gunaaH se raha kuwaara bachpan

Kya sunaa gayaa ParwaaZ is dafa
Yaad aa gaya hume humaara bachpan




gr888888888888888888888,sir
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: April 19, 2013, 10:08:42 PM »
Reply with quote
bahut khoob parwaaz bhaai
Logged
laaiba
Guest
«Reply #6 on: April 19, 2013, 11:19:03 PM »
Reply with quote
Aadaab.!


ChaNd ahsaas jo har zindagi se jude haiN... woH bachpan ke lamhe har kisi ko aziz hote haiN... Usual Smile 


Mumkin hi nahi milna maiN suraj tuu Shamaa
MaiN din ka musafir huN tuu raat ki raani hai

Tab dekh ke chhupte the, ab dekhte haiN chhupke
WoH daur e ladakpan tha yeH daur e jawaani hai... Usual Smile





Unka mera woH humaara bachpan
Saat guzraa woH pyaara bachpan

Bhool jaata huN gile yaad kar usko
Zindagi jeene ka sahaara bachpan

Dekh kar usko dil bahal jaata hai
Sab se khoobsurat nazaara bachpan

Chal jawaani se phir lautkar bachpan
Har gunaaH se raha kuwaara bachpan

Kya sunaa gayaa ParwaaZ is dafa
Yaad aa gaya hume humaara bachpan



waah waah parwaz ji bohat khubsurat kalaam ,....bohat bohat c daad,.......
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: April 20, 2013, 12:39:56 AM »
Reply with quote
Bhool jaata huN gile yaad kar usko
Zindagi jeene ka sahaara bachpan

Bahut khoob likha hai aapne Parwaaz bhai

Logged
sarfira
Guest
«Reply #8 on: April 20, 2013, 01:06:23 AM »
Reply with quote
waah bro
ye kya suna dia Bro aaj aapne
yaad aa gya humko humaraa bachpan
Usual Smile

but pyari aur yaadon bhri ghazal bro
khus rhie
likhte rhie
Logged
Ram Saraswat
Khususi Shayar
*****

Rau: 26
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 7 hours and 12 minutes.

Posts: 999
Member Since: Apr 2008


View Profile
«Reply #9 on: April 20, 2013, 01:10:34 AM »
Reply with quote
Aadaab.!


Bhool jaata huN gile yaad kar usko
Zindagi jeene ka sahaara bachpan



Idhar kaafi dino baad man kiya online hone ka, Halaat hi kuchh aise rahe bhai parwaaz ji.
  
Bahut Achhaa aur sahi likha hai aapne. Padh kar kuchh der ke liye  bachpan yaad aagaya.

Ek baar meine likha thaa...

Mera bachpan gaya thaa khel te hans te zawanii se,
Mujhe shak hai ki chup ke se zawani jane lagi hai.


Dili Daad Qabool Kariye.
Logged
Tuhina
Guest
«Reply #10 on: April 20, 2013, 01:10:42 AM »
Reply with quote
bahut  bahut  khoob  parvaaz  jee  ,  bachpan  sach  me  bada  hi  pyara  hota  hai .........   I   STARTED   MISSING  MY   CHILDHOOD  , AFTER  READING  YOUR  POEM  ............
Logged
Tuhina
Guest
«Reply #11 on: April 20, 2013, 01:11:18 AM »
Reply with quote
bahut  bahut  khoob  parvaaz  jee  ,  bachpan  sach  me  bada  hi  pyara  hota  hai .........   I   STARTED   MISSING  MY   CHILDHOOD  , AFTER  READING  YOUR  POEM  ............
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #12 on: April 20, 2013, 01:55:46 AM »
Reply with quote
Aadaab.!


ChaNd ahsaas jo har zindagi se jude haiN... woH bachpan ke lamhe har kisi ko aziz hote haiN... Usual Smile 


Mumkin hi nahi milna maiN suraj tuu Shamaa
MaiN din ka musafir huN tuu raat ki raani hai

Tab dekh ke chhupte the, ab dekhte haiN chhupke
WoH daur e ladakpan tha yeH daur e jawaani hai... Usual Smile





Unka mera woH humaara bachpan
Saat guzraa woH pyaara bachpan

Bhool jaata huN gile yaad kar usko
Zindagi jeene ka sahaara bachpan

Dekh kar usko dil bahal jaata hai
Sab se khoobsurat nazaara bachpan

Chal jawaani se phir lautkar bachpan
Har gunaaH se raha kuwaara bachpan

Kya sunaa gayaa ParwaaZ is dafa
Yaad aa gaya hume humaara bachpan





bahot khoob 2nd sher khoob rahaa Applause Applause Applause
Logged
Intezar
Guest
«Reply #13 on: April 20, 2013, 02:37:19 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Parwaz ji bahut umda aur khoob peshkash rahi...

Mumkin hi nahi milna maiN suraj tuu Shamaa
MaiN din ka musafir huN tuu raat ki raani hai

Tab dekh ke chhupte the, ab dekhte haiN chhupke
WoH daur e ladakpan tha yeH daur e jawaani hai...

khaas kar in do sher par bahut saari mubarakbaad aapko...

Intezar !
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #14 on: April 20, 2013, 12:10:37 PM »
Reply with quote
bahut khoob , parwaaz sahib.waqai bachpan ki yaadein unmit aur bahut khush-kun hoti hain.thhori der ko ko haal ki uljhanein aur mustaqbil ki fikr se door kar deti hain. Is khubsurat kalaam par bahut mubarakbaad.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:33:03 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer