BADI PYAR SEY HUMNEY EK GHAR BANAYA ...... (Jasbir Singh)

by jasbirsingh on December 19, 2008, 01:10:02 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 2504 times)
jasbirsingh
Guest
Reply with quote



BADI PYAR SEY HUMNEY EK GHAR BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

SUNHERI SHAAM KA MAJA LEH RAHEY THEY
HAATH MEH HAATH DALEY JHOOM RAHEY THEY
ACHAANAK HI DIL MEH KHAYAAL AAYA
PYAR SEY HUMNEY EK AASHIYAA BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

SALAAH MASHWARA HUM KARTEY RAHEY
AASHIYANEY KOH PYAR SEY HUM MEHKATEY RAHEY
HASEEN LAMHOH MEH YEH NAZAR AAYA
HASEEN KA MAHAL HUMNEY BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

HAWA BHI SAATH NIBHATI RAHI
SAPNOH KI KHUSHBOO HUMKOH AATI RAHI
AAKHOH HI AAKHOH MEH HUMNEY SAPNA SAJAYA
PYAR SEY INHEY HUMNEY DULHAN BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

DEKHTEY HI DEKHTEY HAWA KA RUKH BADAL GAYA
BEECH LEHROH KEY NAJANEY YEH GHAR KIDHAR GAYA
ASHQ AAKHOH MEH YEH KISNEY BANAYA
DARD DIL MEH YEH KISNEY BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

HAMNEY PYAR BHI KUCH ISS KADAR KIA
BEECH SAMUNDAR MEH USEY DIL DIA

KAISI WAFA, KAUN BE-WAFA HAI YAARO
KISS KOH DOSH DEY ABB HUM YAARO





JASBIR SINGH


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: December 19, 2008, 01:13:19 PM »
Reply with quote
Bohat Bohat Khoob Likha hai Bhaijaan,.
Nice WEork,.
yunhi Likhte rahiye,.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #2 on: December 19, 2008, 01:18:56 PM »
Reply with quote
Bohat Bohat Khoob Likha hai Bhaijaan,.
Nice WEork,.
yunhi Likhte rahiye,.



Thanks Jahanasheen,

Yehi jiwan ki sachayi hai. Agar gehri nazar sey dekho toh shayed kuch samaj aajaye har ek koh.

KEHTEY HAI, EK ISHARA KAFI HAI
SAMBHALNEY KOH EK PAL KAFI HAI
KUCH NASIHAT LEH LOH MERE DOSTOH
CHAMAKTI DUNIYA MEH HOSH HI KAFI HAI


JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: December 19, 2008, 01:52:52 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause

bahoot khoob Jas ji, bahoot dil se likha hai apne... her ek line dard samete hue... bahoot khoob!! Good work. Applause
Logged
saloni bharani
Guest
«Reply #4 on: December 19, 2008, 02:34:24 PM »
Reply with quote
bahut khoob bahut hi acha likha hain aapna
saloni
Logged
cara
Guest
«Reply #5 on: December 19, 2008, 03:03:30 PM »
Reply with quote
kya baat hai - veery good -jasbirsingji.

hum ne toh unko apne dil mae jagha di ,
usi ne hum ko samundar ke tatt par bhetaya.
hum ne toh pyar kiya unko,
who hi bewafa bankar hum ko samundar mae ghiraya.
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #6 on: December 19, 2008, 04:12:48 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause

bahoot khoob Jas ji, bahoot dil se likha hai apne... her ek line dard samete hue... bahoot khoob!! Good work. Applause

thanks JI

aap bhi kuch keh detey


jasbir singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: December 19, 2008, 04:13:31 PM »
Reply with quote
bahut khoob bahut hi acha likha hain aapna
saloni

thanks Saloni


Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #8 on: December 19, 2008, 04:17:38 PM »
Reply with quote
kya baat hai - veery good -jasbirsingji.

hum ne toh unko apne dil mae jagha di ,
usi ne hum ko samundar ke tatt par bhetaya.
hum ne toh pyar kiya unko,
who hi bewafa bankar hum ko samundar mae ghiraya.


thanks CARA
bahut khoob kaha aap neh bhi


JINDAGI BHI AISI HI HAI YAARO
SAMUNDER KEY TATT PAR HI BANTEY HAI RISHTEY YAARO
JARA SOCH SAMAJ KAR RISHTEY BANANA
FIR WAFA KEY AISEY RISHTEY NIBHANA



JASBIR SINGH



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 21, 2008, 11:04:31 AM »
Reply with quote
Nice One Again Jasbir Bhai,.
And NIce One Cara Ji./
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #10 on: December 21, 2008, 12:56:22 PM »
Reply with quote
Nice One Again Jasbir Bhai,.
And NIce One Cara Ji./


THANKS JAHANSHEEN

JASBIR SINGH
Logged
Deepati
Guest
«Reply #11 on: December 22, 2008, 01:02:29 AM »
Reply with quote



BADI PYAR SEY HUMNEY EK GHAR BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

SUNHERI SHAAM KA MAJA LEH RAHEY THEY
HAATH MEH HAATH DALEY JHOOM RAHEY THEY
ACHAANAK HI DIL MEH KHAYAAL AAYA
PYAR SEY HUMNEY EK AASHIYAA BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

SALAAH MASHWARA HUM KARTEY RAHEY
AASHIYANEY KOH PYAR SEY HUM MEHKATEY RAHEY
HASEEN LAMHOH MEH YEH NAZAR AAYA
HASEEN KA MAHAL HUMNEY BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

HAWA BHI SAATH NIBHATI RAHI
SAPNOH KI KHUSHBOO HUMKOH AATI RAHI
AAKHOH HI AAKHOH MEH HUMNEY SAPNA SAJAYA
PYAR SEY INHEY HUMNEY DULHAN BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

DEKHTEY HI DEKHTEY HAWA KA RUKH BADAL GAYA
BEECH LEHROH KEY NAJANEY YEH GHAR KIDHAR GAYA
ASHQ AAKHOH MEH YEH KISNEY BANAYA
DARD DIL MEH YEH KISNEY BANAYA
SAMUNDAR KEY TATT PEH HUMNEY KU BANAYA

HAMNEY PYAR BHI KUCH ISS KADAR KIA
BEECH SAMUNDAR MEH USEY DIL DIA

KAISI WAFA, KAUN BE-WAFA HAI YAARO
KISS KOH DOSH DEY ABB HUM YAARO





JASBIR SINGH




Wah Wah Bahut hii khooba likha hai, Jasbir Ji


Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
zakhm kaise bhi ho kuch roz mein bhar jaate hain

us dariiche mein bhi ab koi nahin aur hum bhi
sar jhukaaye chup chaap guzar jaate hain

raasta roke khadii hai yahi uljhan kab se
koii poochey tou kahe kya kii kidhar jaate hain


"Javed Akhtar"
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: December 22, 2008, 05:36:13 AM »
Reply with quote
Wah Wah Bahut hii khooba likha hai, Jasbir Ji


Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
zakhm kaise bhi ho kuch roz mein bhar jaate hain

us dariiche mein bhi ab koi nahin aur hum bhi
sar jhukaaye chup chaap guzar jaate hain

raasta roke khadii hai yahi uljhan kab se
koii poochey tou kahe kya kii kidhar jaate hain


"Javed Akhtar"


Thanks Deepati and really very nice sharing.

Jasbir Singh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: December 22, 2008, 12:11:56 PM »
Reply with quote
Wah Wah Bahut hii khooba likha hai, Jasbir Ji


Dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
zakhm kaise bhi ho kuch roz mein bhar jaate hain

us dariiche mein bhi ab koi nahin aur hum bhi
sar jhukaaye chup chaap guzar jaate hain

raasta roke khadii hai yahi uljhan kab se
koii poochey tou kahe kya kii kidhar jaate hain


"Javed Akhtar"

Bohat Badhiya Sharing Ki Hai Aapne Deepti Ji,.

Ek Baar Phir Uske Ghar Ki Taraf Dekhaa Maine,.
Agar Wo Meri Ho Jaati To Kya Hota, Ye Sochaa Maine,.

Pehle Jaisi Wo Bahaarein Chaati,.
Kaash Wo Mujhe Dekhne Phirse Aati,.

Wo Manzar Kitna Pyaara Tha,.
Jab Pehli Baar Usne Pukaara Tha,.
Sunkar Main To Sharmaa Gaya,.
Kitna Haseen Wo Nazaara Tha,.

Ab Bhool Kar Bhi Un Haseen Yaadon Ko Bhulaa Na Paoonga,.
Ek Shaks Se Itni Mohabbat Karli, Kisi Aur Se Na Dil Lagaaoonga.

_____________________________-Jaanasheen-




Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: December 22, 2008, 01:59:37 PM »
Reply with quote
Bohat Badhiya Sharing Ki Hai Aapne Deepti Ji,.

Ek Baar Phir Uske Ghar Ki Taraf Dekhaa Maine,.
Agar Wo Meri Ho Jaati To Kya Hota, Ye Sochaa Maine,.

Pehle Jaisi Wo Bahaarein Chaati,.
Kaash Wo Mujhe Dekhne Phirse Aati,.

Wo Manzar Kitna Pyaara Tha,.
Jab Pehli Baar Usne Pukaara Tha,.
Sunkar Main To Sharmaa Gaya,.
Kitna Haseen Wo Nazaara Tha,.

Ab Bhool Kar Bhi Un Haseen Yaadon Ko Bhulaa Na Paoonga,.
Ek Shaks Se Itni Mohabbat Karli, Kisi Aur Se Na Dil Lagaaoonga.

_____________________________-Jaanasheen-








Bahut hi badiya kaha aap neh Jahansheen



ABB NA REH GAYI WOH BAAT RISHTOH MEH
ABB TOH DHADAKTA HAI DIL KISHTOH MEH

DHAAGA TOOTNEY SEY GAATH PADD HI JATI HAI
RISHTOH MEH BHI YEHI BAAT SAMAJ AATI HAI


ABB NA REH GAYI WOH BAAT RISHTOH MEH
ABB TOH DHADAKTA HAI DIL KISHTOH MEH




JASBIR SINGH
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 04:47:22 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.122 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer