...Bheed mein... .. . /annu/

by annu_genis on August 16, 2012, 06:07:30 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 965 times)
annu_genis
Guest
Reply with quote
Sadako me bheed, chouraho me bheed
Manzilo me faaslo ki bheed
Chal rahe raasto me kadamo ki bheed

Makaano me bheed, Imaarto me bheed
Aankhon me Sapno ki bheed
Bad rahi zindagi me jimmedariyon ki bheed

Dosti me bheed, Dushmani me bheed
Apno me paraayo ki bheed
Ban rahe rishto me umeedo ki bheed

Chahato me bheed, Armaano me bheed
Dilo me mohabbato ki bheed
Badal rahe haalat me sawaalo ki bheed

Kuch bheed mein kho rahe aur mil rahe hai
Baaki bheed mein haar rahe aur jeet rahe hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~~Hum tum bhi bheed mein tanha phirte...~~~ by vitasta in Shayri-E-Dard
Bheed mein khaas........... by SURESH SANGWAN in Shairi - E - Zindagi
bheed mein zamane ki faraaz,,,,sunil by sunildehgawani in Shayri for Khumar -e- Ishq
Bheed Mein Dhoka by nishi gahlaut in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Bheed mein by NeelamJ in Shayri-E-Dard
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: August 16, 2012, 07:19:39 PM »
Reply with quote
Sadako me bheed, chouraho me bheed
Manzilo me faaslo ki bheed
Chal rahe raasto me kadamo ki bheed

Makaano me bheed, Imaarto me bheed
Aankhon me Sapno ki bheed
Bad rahi zindagi me jimmedariyon ki bheed

Dosti me bheed, Dushmani me bheed
Apno me paraayo ki bheed
Ban rahe rishto me umeedo ki bheed

Chahato me bheed, Armaano me bheed
Dilo me mohabbato ki bheed
Badal rahe haalat me sawaalo ki bheed

Kuch bheed mein kho rahe aur mil rahe hai
Baaki bheed mein haar rahe aur jeet rahe hai


 kya bheed ko define kiya hai............naaaaaaaaaaaaace
Logged
veenavarsha
Guest
«Reply #2 on: August 16, 2012, 10:13:58 PM »
Reply with quote
Sadako me bheed, chouraho me bheed
Manzilo me faaslo ki bheed
Chal rahe raasto me kadamo ki bheed

Makaano me bheed, Imaarto me bheed
Aankhon me Sapno ki bheed
Bad rahi zindagi me jimmedariyon ki bheed

Dosti me bheed, Dushmani me bheed
Apno me paraayo ki bheed
Ban rahe rishto me umeedo ki bheed

Chahato me bheed, Armaano me bheed
Dilo me mohabbato ki bheed
Badal rahe haalat me sawaalo ki bheed

Kuch bheed mein kho rahe aur mil rahe hai
Baaki bheed mein haar rahe aur jeet rahe hai

badi jan sankhya ban gayi bheed
jagah kaha bachi,house full ki chit
kiski jeet kiski haar,benaami ka shor
gumnami badi, aajadi tali,gulami ka dour
sukh ki chah me,her koi bhatke ghahu aor
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: August 17, 2012, 03:31:10 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #4 on: August 17, 2012, 09:12:47 AM »
Reply with quote
wah wah
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #5 on: August 17, 2012, 09:48:03 AM »
Reply with quote
good.....
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #6 on: August 17, 2012, 09:50:00 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
annu_genis
Guest
«Reply #7 on: August 17, 2012, 06:21:39 PM »
Reply with quote
Thanks! KA
Veena Ji... khoob likha hai
Saini sa'ab... shukriya-shukriya
NK ji ...bahut shukriya
Gayatri ji ...Thanks
Hriday... thanks sir!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:38:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer