chal daru peete hain !!!!!

by azad mishra on November 15, 2012, 09:27:14 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 5871 times)
azad mishra
Guest
Reply with quote
Chal daru peete hain!

 beeti hui purani yaadon ko ek bar phir se jeete hain,

chal daru peete hain!

 kamre me phati padi hai jo purani jeans usko ek baar phir se seete hain,

 chal daru peete hain!

 uski chahat me likhi adhuri rah gyi thi jo nazm usko ek baar phir se likhte hain,

 chal daru peete hain!

meri tabahi pe beshakta haste the jo,aj saye bhi unke gardish me dikhai padte hain,
 
apne dukh me to jee liye khoob,aj unke gam me bhi shareek hote hain,

 chal daru peete hain !

diwaron par laga hota tha kabhi vo purana aaina,aj uske tukdo me hum uska aqsh dekhte hain,

 chal daru peete hain!

note-inspired from an persons blog on FB chal daru peete hain

Logged
aqsh
Guest
«Reply #1 on: November 15, 2012, 11:26:37 AM »
Reply with quote
waaaaaah bahut bahut khoob
Logged
prashad
Guest
«Reply #2 on: November 15, 2012, 11:55:14 AM »
Reply with quote
very nice
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #3 on: November 15, 2012, 08:03:27 PM »
Reply with quote
Aazaad Mishraa Jee Aadab!


Hahahahahahaha Bahut khoob janab... achchi kalaam kahi hai...
Sabhi khayaal khoob rahe janab... Usual Smile

Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Aapke is kalaam ko padhkar hume aik gazal ke chaNd sher yaad aa
gaye...


Kisi ki yaad sataaye sharaab pee lena
Koyi khayaal rulaaye sharaab pee lena                 

kisi bhi mod pe jab bhi ye zindagi meri
Tera mazakh udaaye sharab pee lenaa 



Likhate rahiye... aate rahiye...
SHaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile                  

Logged
nandbahu
Mashhur Shayar
***

Rau: 122
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 days, 4 hours and 11 minutes.
Posts: 14553
Member Since: Sep 2011


View Profile
«Reply #4 on: November 16, 2012, 12:32:42 AM »
Reply with quote
very nice
Logged
shama_p
Guest
«Reply #5 on: November 16, 2012, 01:30:39 AM »
Reply with quote
Chal daru peete hain!

 beeti hui purani yaadon ko ek bar phir se jeete hain,

chal daru peete hain!

 kamre me phati padi hai jo purani jeans usko ek baar phir se seete hain,

 chal daru peete hain!

 uski chahat me likhi adhuri rah gyi thi jo nazm usko ek baar phir se likhte hain,

 chal daru peete hain!

meri tabahi pe beshakta haste the jo,aj saye bhi unke gardish me dikhai padte hain,
 
apne dukh me to jee liye khoob,aj unke gam me bhi shareek hote hain,

 chal daru peete hain !

diwaron par laga hota tha kabhi vo purana aaina,aj uske tukdo me hum uska aqsh dekhte hain,

 chal daru peete hain!

note-inspired from an persons blog on FB chal daru peete hain



zabt kiye jahan zindagi ne khushiya hamari , chal yaar aaj phir wo jahaan dhund te
chal yaar daru peete hain Usual Smile
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #6 on: November 16, 2012, 10:02:16 AM »
Reply with quote
Aazaad Mishraa Jee Aadab!


Hahahahahahaha Bahut khoob janab... achchi kalaam kahi hai...
Sabhi khayaal khoob rahe janab... Usual Smile

Humari dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye...
Aapke is kalaam ko padhkar hume aik gazal ke chaNd sher yaad aa
gaye...


Kisi ki yaad sataaye sharaab pee lena
Koyi khayaal rulaaye sharaab pee lena                 

kisi bhi mod pe jab bhi ye zindagi meri
Tera mazakh udaaye sharab pee lenaa 



Likhate rahiye... aate rahiye...
SHaad O aabaad rahiye...
Khuda Hafez... Usual Smile                   


wah wah bahoot khoob kha parwaaz shahab sukriya
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #7 on: November 16, 2012, 10:02:56 AM »
Reply with quote
waaaaaah bahut bahut khoob
thanks aqshji
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #8 on: November 16, 2012, 10:03:24 AM »
Reply with quote
very nice
thanks prasadji
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #9 on: November 16, 2012, 10:04:00 AM »
Reply with quote
zabt kiye jahan zindagi ne khushiya hamari , chal yaar aaj phir wo jahaan dhund te
chal yaar daru peete hain Usual Smile
wah shamaji bahoot khoob sukriya
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #10 on: November 16, 2012, 10:04:32 AM »
Reply with quote
very nice
thanks nandji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #11 on: November 18, 2012, 03:45:09 AM »
Reply with quote
 Applause Applause
Logged
azad mishra
Guest
«Reply #12 on: November 19, 2012, 08:09:38 AM »
Reply with quote
Applause Applause
thanks sir
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 06:07:21 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer