Chand Lamhat Khushiya Aur Gham.................Touhid

by Mohammad Touhid on August 15, 2011, 07:54:07 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3660 times)
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
Reply with quote

GHAMO KI BAAT EK ACHHI HUMNE SUNI HAI.,
KUCHH PAL SAATH NIBHAKAR YE CHALA JATA HAI..,

PAR KHUSHIYON KI BAAT BHI EK SACHI HUMNE SUNI HAI .,
KUCHH PAL SAATH NIBHAKAR YE BHI CHALA JATA HAI..,

SAU GHAMO KE BAAD EK CHHOTI SI KHUSHI BHI BADI LAGTI HAI.,
CHAND KHUSHIYO KE BAAD EK CHHOTA SA GHAM BHI BHARI LAG JATA HAI..,

INN DONO PALO ME EK HI KHAAS BAAT HAI MERE DOSTO..
KUCHH PAL SAATH NIBHAKAR DONO KABHI AATA TO KABHI JATA HAI..,

Logged
sarfira
Guest
«Reply #1 on: August 15, 2011, 08:20:24 PM »
Reply with quote
ye to sahi baat kahi aapne--

par mere paas to ek bhi nahi aata-- tongue3

dono hi naaraz firte hai mujhse tongue3

!!
naa jaana humne khushi aur gham ka bhed kabhi
         ye kissa kya kahlaata hai koi to btaye mujhe aaj aur abhi tongue3
!!


bht badhiya post tauheed ji--
khayalon me aapki soch kaafi gahrepan ka ehsaas karate hain--
daad hazaron daad

haste rahiye
tata Usual Smile
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #2 on: August 15, 2011, 08:33:53 PM »
Reply with quote
ye to sahi baat kahi aapne--

par mere paas to ek bhi nahi aata-- tongue3

dono hi naaraz firte hai mujhse tongue3

!!
naa jaana humne khushi aur gham ka bhed kabhi
         ye kissa kya kahlaata hai koi to btaye mujhe aaj aur abhi tongue3
!!


bht badhiya post tauheed ji--
khayalon me aapki soch kaafi gahrepan ka ehsaas karate hain--
daad hazaron daad

haste rahiye
tata Usual Smile

Sarfira ji... Aapke sawal ka jawab aapke tareeke se... Usual Smile


LE GHAMMM....  tongue3
 sad10 sad10 sad10 sad10

 crybaby2 crybaby2 crybaby2 crybaby2

 sad7 sad7 sad7 sad7

bas bahut ho gaya...




LE KHUSHIYAAAN... tongue3

 Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard

 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4 laughing4

 toothy10 toothy10 angel4 angel4

 wav Both Thumbs Up Both Thumbs Up


Ab thik hai na sarfira ji... tongue3
Logged
sarfira
Guest
«Reply #3 on: August 15, 2011, 08:59:05 PM »
Reply with quote
ama yaar--ye 2-4 khurapati mundiyon ko Khushi aur Gham kahte hain!!!

kar lo baat --
!!jise dhunda gufa gufa
woh mere duware chupa
!!

apka dhnyabad ki apne mujhe bta dia Usual Smile
thnq
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #4 on: August 15, 2011, 09:01:01 PM »
Reply with quote
huh./..

ha ha ha

always welcome...
Logged
deeba jamal
Guest
«Reply #5 on: August 16, 2011, 07:20:19 AM »
Reply with quote

GHAMO KI BAAT EK ACHHI HUMNE SUNI HAI.,
KUCHH PAL SAATH NIBHAKAR YE CHALA JATA HAI..,

PAR KHUSHIYON KI BAAT BHI EK SACHI HUMNE SUNI HAI .,
KUCHH PAL SAATH NIBHAKAR YE BHI CHALA JATA HAI..,

SAU GHAMO KE BAAD EK CHHOTI SI KHUSHI BHI BADI LAGTI HAI.,
CHAND KHUSHIYO KE BAAD EK CHHOTA SA GHAM BHI BHARI LAG JATA HAI..,

INN DONO PALO ME EK HI KHAAS BAAT HAI MERE DOSTO..
KUCHH PAL SAATH NIBHAKAR DONO KABHI AATA TO KABHI JATA HAI..,


Logged
sbechain
Guest
«Reply #6 on: May 07, 2015, 07:30:48 PM »
Reply with quote

GHAMO KI BAAT EK ACHHI HUMNE SUNI HAI.,
KUCHH PAL SAATH NIBHAKAR YE CHALA JATA HAI..,

main khushi tum ghum....... main aayi tum gaye Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

PAR KHUSHIYON KI BAAT BHI EK SACHI HUMNE SUNI HAI .,
KUCHH PAL SAATH NIBHAKAR YE BHI CHALA JATA HAI..,

haan ji main bhi ek jagha rah nahin sakti mujhe bhi tabdili chahiye naa aakhir main bhi to /////////////// pataa nahin kyaa hoon Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

SAU GHAMO KE BAAD EK CHHOTI SI KHUSHI BHI BADI LAGTI HAI.,
CHAND KHUSHIYO KE BAAD EK CHHOTA SA GHAM BHI BHARI LAG JATA HAI..,

isliye to main ek hi hoon apne qism ki main aisi khushi hoon ke mujhe paane ke baad tum ghum ko bahut missssssss karo ge Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!

INN DONO PALO ME EK HI KHAAS BAAT HAI MERE DOSTO..
KUCHH PAL SAATH NIBHAKAR DONO KABHI AATA TO KABHI JATA HAI..,

aur phir tumhein to chakkar aane lagte hon ge inki fitrat se Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard!




waah waah khushi-ghum-khushi-ghum-khushi-ghum never ending problem Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard! kuch bhi haan whatever
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #7 on: May 12, 2015, 06:01:22 PM »
Reply with quote

waah waah khushi-ghum-khushi-ghum-khushi-ghum never ending problem Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard Laughing hard! kuch bhi haan whatever


ha ha ha ... are kuchh bhi matlab kya... ye to dekhiye sheba ji.. ke ye kab ki likhi hui hai.. year-2011,  almost 4 saal ho gaye hai.. tongue3

khair aapne waqt diya apne ithlate hue pyare pyare comments diye.. jiske liye aapka bahut bahut shukriya... Usual Smile Usual Smile

Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:44:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer