CHEND LAFZO ME CHEND LAMHO ME.......

by sajid_ghayel on August 21, 2008, 08:01:12 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1765 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
CHEND LAFZO ME CHEND LAMHO ME
MOHABBAT NA HUI TO SHAYRI KAR LI
MERI WAFA PE SIRF SHAK THA USE
BAS IS BAAT PE USNE BE_WAFAIEE KAR LI

CHEND SIK_KO ME CHEND RUPYO ME
WHISKY NA MILI TO DESI PEE LI
PEENA ZARURI KYA PIYE ZARURI NAHI
HAME DAD DE YARO IS MEH_NGAIEE ME HUMNE MAIKASHEE KAR LI

CHEND DOSTO NE CHEND DUSHMANO NE
MERI MUFLASI SE DILLAGI KAR LI
SHER MERE KHAYAL MERA KALAM MERA
BAS GHAYEL KA NAM BADAL KAR GHAZAL APNE NAM KAR LI

                                       -SAJID GHAYEL-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi chend lamhon ki hay by Arifa in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Main lafzo se ........ by Naya_Daur in Shayri for Khumar -e- Ishq
guzre hue lamho ka zakham hai dil par by Pushkar_singh in Shayri-E-Dard
CHEND LAFZO.......... by sajid_ghayel in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Chend Rubaieeya.......( Ghayel ) by sajid_ghayel in Miscellaneous Shayri
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #1 on: August 21, 2008, 08:41:44 AM »
Reply with quote
waah saajid ji kya khoob likha hai
really its nice creation
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #2 on: August 21, 2008, 08:44:49 AM »
Reply with quote
thank you kaushik
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #3 on: August 21, 2008, 04:17:41 PM »
Reply with quote
amazing words!

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: August 22, 2008, 03:22:43 AM »
Reply with quote
shukriya anjaan
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #5 on: August 27, 2008, 03:21:35 AM »
Reply with quote
CHEND LAFZO ME CHEND LAMHO ME
MOHABBAT NA HUI TO SHAYRI KAR LI
MERI WAFA PE SIRF SHAK THA USE
BAS IS BAAT PE USNE BE_WAFAIEE KAR LI

CHEND SIK_KO ME CHEND RUPYO ME
WHISKY NA MILI TO DESI PEE LI
PEENA ZARURI KYA PIYE ZARURI NAHI
HAME DAD DE YARO IS MEH_NGAIEE ME HUMNE MAIKASHEE KAR LI

CHEND DOSTO NE CHEND DUSHMANO NE
MERI MUFLASI SE DILLAGI KAR LI
SHER MERE KHAYAL MERA KALAM MERA
BAS GHAYEL KA NAM BADAL KAR GHAZAL APNE NAM KAR LI

                                       -SAJID GHAYEL-

wah sajid ji.....aapke andaz-e-bayan se ek baar fir padhne padhane ka maza aa gaya....har ashar behtar se behtreen laga......likhte rahiye
Logged
Roja
Guest
«Reply #6 on: August 27, 2008, 03:28:19 AM »
Reply with quote
CHEND LAFZO ME CHEND LAMHO ME
MOHABBAT NA HUI TO SHAYRI KAR LI
MERI WAFA PE SIRF SHAK THA USE
BAS IS BAAT PE USNE BE_WAFAIEE KAR LI

                               -SAJID GHAYEL-

Bahut khoob
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #7 on: January 05, 2009, 02:01:06 PM »
Reply with quote
Bohat Shukriyaan Sanjeev and Roja
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: January 05, 2009, 06:43:10 PM »
Reply with quote
CHEND LAFZO ME CHEND LAMHO ME
MOHABBAT NA HUI TO SHAYRI KAR LI
MERI WAFA PE SIRF SHAK THA USE
BAS IS BAAT PE USNE BE_WAFAIEE KAR LI

CHEND SIK_KO ME CHEND RUPYO ME
WHISKY NA MILI TO DESI PEE LI
PEENA ZARURI KYA PIYE ZARURI NAHI
HAME DAD DE YARO IS MEH_NGAIEE ME HUMNE MAIKASHEE KAR LI

CHEND DOSTO NE CHEND DUSHMANO NE
MERI MUFLASI SE DILLAGI KAR LI
SHER MERE KHAYAL MERA KALAM MERA
BAS GHAYEL KA NAM BADAL KAR GHAZAL APNE NAM KAR LI

                                       -SAJID GHAYEL-

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wah kaya baat hai Sajid ji... bahoot khoob likha hai apne....her ek line kamaal.... khas kar yah char line to behad pasand aai hai

MERI WAFA PE SIRF SHAK THA USE
BAS IS BAAT PE USNE BE_WAFAIEE KAR LI


SHER MERE KHAYAL MERA KALAM MERA
BAS GHAYEL KA NAM BADAL KAR GHAZAL APNE NAM KAR LI
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: January 05, 2009, 06:48:03 PM »
Reply with quote
CHEND LAFZO ME CHEND LAMHO ME
MOHABBAT NA HUI TO SHAYRI KAR LI
MERI WAFA PE SIRF SHAK THA USE
BAS IS BAAT PE USNE BE_WAFAIEE KAR LI

CHEND SIK_KO ME CHEND RUPYO ME
WHISKY NA MILI TO DESI PEE LI
PEENA ZARURI KYA PIYE ZARURI NAHI
HAME DAD DE YARO IS MEH_NGAIEE ME HUMNE MAIKASHEE KAR LI

CHEND DOSTO NE CHEND DUSHMANO NE
MERI MUFLASI SE DILLAGI KAR LI
SHER MERE KHAYAL MERA KALAM MERA
BAS GHAYEL KA NAM BADAL KAR GHAZAL APNE NAM KAR LI

                                       -SAJID GHAYEL-


arey wah GHAYEL, sach meh ghayel kar dia hai aap ney apni iss peom sey .. wah wah

jasbir singh
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #10 on: January 05, 2009, 06:50:48 PM »
Reply with quote
Sajid Saheb, aap ka Andaaz-e-Bayaan hi kuch aur hai..

Bahut Khoob Applause Applause
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: January 05, 2009, 07:50:00 PM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Wah kaya baat hai Sajid ji... bahoot khoob likha hai apne....her ek line kamaal.... khas kar yah char line to behad pasand aai hai

MERI WAFA PE SIRF SHAK THA USE
BAS IS BAAT PE USNE BE_WAFAIEE KAR LI


SHER MERE KHAYAL MERA KALAM MERA
BAS GHAYEL KA NAM BADAL KAR GHAZAL APNE NAM KAR LI


Thank You Pooja


arey wah GHAYEL, sach meh ghayel kar dia hai aap ney apni iss peom sey .. wah wah

jasbir singh

Thank You Jasbir

Sajid Saheb, aap ka Andaaz-e-Bayaan hi kuch aur hai..

Bahut Khoob Applause Applause


Bohat bohat shukriya khwaish
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #12 on: January 21, 2009, 02:51:30 PM »
Reply with quote
aaj dobaara ye thread padha...aur kaifi azmi ji ka likha aur rafi sahab ka gaya ye anmol nagma yaad ho aaya

mile naa phool to, kaanton se dosti kar li,
isee tarah se basar,hum ne zindagee kar li

ab aage jo bhee ho, anjaam dekhaa jaayega
khudaa taraash liyaa aur bandagee kar li

mile naa phool to, kaanton se dosti kar li

nazar milee bhi naa thee, aur unko dekh liya
zubaan khulee bhee naa thee aur baat bhee kar li

mile naa phool

wo jinko pyaar hai chaandee se,ishk sone se
wahi kahenge kabhi,hum ne khudkhushee kar li,

mile naa phool to, kaanton se dosti kar li
isi tarah se basar humne zindagi kar li

Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: January 21, 2009, 04:30:56 PM »
Reply with quote
nice sharing Bekarar ji!!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #14 on: January 21, 2009, 06:38:34 PM »
Reply with quote
aaj dobaara ye thread padha...aur kaifi azmi ji ka likha aur rafi sahab ka gaya ye anmol nagma yaad ho aaya

mile naa phool to, kaanton se dosti kar li,
isee tarah se basar,hum ne zindagee kar li

ab aage jo bhee ho, anjaam dekhaa jaayega
khudaa taraash liyaa aur bandagee kar li

mile naa phool to, kaanton se dosti kar li

nazar milee bhi naa thee, aur unko dekh liya
zubaan khulee bhee naa thee aur baat bhee kar li

mile naa phool

wo jinko pyaar hai chaandee se,ishk sone se
wahi kahenge kabhi,hum ne khudkhushee kar li,

mile naa phool to, kaanton se dosti kar li
isi tarah se basar humne zindagi kar li



Arey mere pyaare se dost bada mamuli aadmi hu yaar mere jaise mamuli aadmi ke mamuli kalam ko padhke itni mahan hastiyo ke kamo ko yaad mat kiya kar, waise teri ek choti si dad mere liye kafi hain. Thanks for a beautiful sharing.
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:54:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.158 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer