DARD HOGA TO TERI.......

by sajid_ghayel on September 01, 2008, 04:15:26 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1024 times)
sajid_ghayel
Guest
Reply with quote
LOGH YEH NA SAMAJ BHAITHE DEEWANA KHUD KO BANA RAK_KHA HAIN
MAINE DUNIYA SE TERA ISHQ CHUPA RAK_KHA HAIN

DARD HOGA TO TERI YAAD BHI HOGI
YEH SOCHKAR ZAKHMO KO HARA RAK_KHA HAIN

TUM JISE POOJTE RAHE UMR BHAR GHAYEL
KISI AUR KO USNE KHUDA BANA RAK_KHA HAIN

KUCH LOGH APNA GUM SUNA KE KHUSH HUE
APNI HAR YAAD KO TAMASHA BANA RAK_KHA HAIN

                                   -SG-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #1 on: January 04, 2009, 02:17:34 PM »
Reply with quote
wah wah kabhi kabhi aisa bhi hona chahiye, shayer kabhi ghamandi nahi hota ek bhi reply nahi wah maza aa gaya.
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #2 on: January 04, 2009, 02:22:35 PM »
Reply with quote
LOGH YEH NA SAMAJ BHAITHE DEEWANA KHUD KO BANA RAK_KHA HAIN
MAINE DUNIYA SE TERA ISHQ CHUPA RAK_KHA HAIN

DARD HOGA TO TERI YAAD BHI HOGI
YEH SOCHKAR ZAKHMO KO HARA RAK_KHA HAIN

TUM JISE POOJTE RAHE UMR BHAR GHAYEL
KISI AUR KO USNE KHUDA BANA RAK_KHA HAIN

KUCH LOGH APNA GUM SUNA KE KHUSH HUE
APNI HAR YAAD KO TAMASHA BANA RAK_KHA HAIN

                                   -SG-

bahoth Ghayal ji !!har alfaz se apke shayar hone honar jhalakta hai bhaijaan !!

hazaroon andhi ayi aur chali gayi !!
eak charag humne zindagi ab tak jala rakha hai !!

Qadeer Toopchi
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #3 on: January 04, 2009, 02:24:17 PM »
Reply with quote
LOGH YEH NA SAMAJ BHAITHE DEEWANA KHUD KO BANA RAK_KHA HAIN
MAINE DUNIYA SE TERA ISHQ CHUPA RAK_KHA HAIN

DARD HOGA TO TERI YAAD BHI HOGI
YEH SOCHKAR ZAKHMO KO HARA RAK_KHA HAIN

TUM JISE POOJTE RAHE UMR BHAR GHAYEL
KISI AUR KO USNE KHUDA BANA RAK_KHA HAIN

KUCH LOGH APNA GUM SUNA KE KHUSH HUE
APNI HAR YAAD KO TAMASHA BANA RAK_KHA HAIN

                                   -SG-

Sajid Bhai Spelling Mistake hain Ashar me !! Mukamin karne ki qustaqi kar raha hon !!

Hazroon Andhiyan Ayi Aur chali gayi !!
eak charaq hame ne ab tak jala rakha hai !!
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #4 on: January 04, 2009, 02:45:13 PM »
Reply with quote
Sajid Bhai Spelling Mistake hain Ashar me !! Mukamin karne ki qustaqi kar raha hon !!

Hazroon Andhiyan Ayi Aur chali gayi !!
eak charaq hame ne ab tak jala rakha hai !!

Bohat khoob Qadeer as always and thanks for hausla afzaiee
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: December 19, 2009, 10:07:50 PM »
Reply with quote
LOGH YEH NA SAMAJ BHAITHE DEEWANA KHUD KO BANA RAK_KHA HAIN
MAINE DUNIYA SE TERA ISHQ CHUPA RAK_KHA HAIN

DARD HOGA TO TERI YAAD BHI HOGI
YEH SOCHKAR ZAKHMO KO HARA RAK_KHA HAIN

TUM JISE POOJTE RAHE UMR BHAR GHAYEL
KISI AUR KO USNE KHUDA BANA RAK_KHA HAIN

KUCH LOGH APNA GUM SUNA KE KHUSH HUE
APNI HAR YAAD KO TAMASHA BANA RAK_KHA HAIN

                                   -SG-
Good one Ghayel Ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #6 on: December 19, 2009, 10:24:40 PM »
Reply with quote
Wah bahut khoob Sajid ji.great creation.excellent. Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 11:26:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer