----- /// Ek baar /// -----

by klaskar on May 07, 2010, 11:07:14 AM
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Author  (Read 2503 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Reply with quote
Ye maine kisi aise shaks k liye likha hai jo zindagi k ghumo se haar chuka hai aur khud ko ek kamre me band karke rakha hua hai. Use dar lagta hai apni chaar diwari se baahar nikalne me...

itni berang aur niras si bana rakhi hai tumne apni zindagi,
ek baar titli ki tarha phoolon ki mehek lekar to dekho,

ye nahi kehta ki tut ke bikhar jao is zindagi me,
ek baar lahron ki tarha saahil se takra kar to dekho,

ye nahi kehta ki asaan hai chhoo lena us aasmaan ko yunhi,
ek baar panchhi ki tarha apne pankh faila kar to dekho,

ye nahi kehta ki tum ghum me aansoo bahana chhod do,
ek baar baarish k paani se aansuon ko dho kar to dekho,

kab tak yunhi tanhaayion se apna dil behlaoge tum,
ek baar chini ki tarha paani me ghul kar to dekho,

kab tak yunhi ghar me band rehke apne armano ko kafan pehnaoge,
ek baar chaar kadam apne ghar se baahar badha kar to dekho,

itni bhi buri nahi hai ye dunia aur na hi kathin hai zindagi,
ek baar muskuraake zindagi ka har lamhaa aazmaa kar to dekho...


*****HRIDAY*****
.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tumhe baar baar dekhti hun by sandhaya in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 43 44 »
EK BAAR NAHI BAAR BAAR KEH DO by VIKAS KAMAT in Shayri for Khumar -e- Ishq
:: dil baar baar tujhi ko chahta kyun hai :: by myheart_ursonly in Shayri-E-Dard
her baar wahin, her baar nahi,,,, by Pooja in Miscellaneous Shayri
USE CHAHANE KI KHATA BAAR BAAR NHI KARTA by amarhellboy in Shayri for Khumar -e- Ishq
riyaz106
Guest
«Reply #1 on: May 07, 2010, 11:15:45 AM »
Reply with quote
Wah wah Kapil ji bahot achhi poem likhi hai aapne. Aapne sahi kaha ke duniya itni bhi buri nahi ke isse bilkul hi kinaara kar liya jaaye. Sukh dukh to hamesha zindagi ke saath chalte hain.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: May 07, 2010, 01:18:38 PM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya Riyaz ji... koshish karte hain hum zindagi ko samajhne ki par baar samajh nahi paate hain...!!!

Wah wah Kapil ji bahot achhi poem likhi hai aapne. Aapne sahi kaha ke duniya itni bhi buri nahi ke isse bilkul hi kinaara kar liya jaaye. Sukh dukh to hamesha zindagi ke saath chalte hain.
Logged
vb
Guest
«Reply #3 on: May 07, 2010, 01:41:21 PM »
Reply with quote
buhat khoob...
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: May 07, 2010, 01:59:04 PM »
Reply with quote
shukriya ...!!!

buhat khoob...
Logged
cara
Guest
«Reply #5 on: May 07, 2010, 02:03:36 PM »
Reply with quote
Wah kya baat hai            Kapil ji......

Kyun sabko apna dushman samajhte ho tum
Ek baar kisi sey dosti karke toh dekho

kyun itni nafrat aagayi hai zindagi mein tumhe
Ek baar jeene ki chah rakhna toh seekho

bina chale manzil tak pahunchoge kaise
Ek baar chalna toh seekho

bina ladhe apna haq paounge kaise
apni haq ki ladai ladhna toh seekho

bina thokar khaye toh kuch bhi haasil nahin hota
Ek baar girkar sambhalna bhi toh seekho

zindagi ki raha mein kabhi khushi kabhi gum milenge
Ek baar har haal mein jeena toh seekho......
Logged
veenavarsha
Guest
«Reply #6 on: May 07, 2010, 04:31:07 PM »
Reply with quote
Ye maine kisi aise shaks k liye likha hai jo zindagi k ghumo se haar chuka hai aur khud ko ek kamre me band karke rakha hua hai. Use dar lagta hai apni chaar diwari se baahar nikalne me...

itni berang aur niras si bana rakhi hai tumne apni zindagi,
ek baar titli ki tarha phoolon ki mehek lekar to dekho,

ye nahi kehta ki tut ke bikhar jao is zindagi me,
ek baar lahron ki tarha saahil se takra kar to dekho,

ye nahi kehta ki asaan hai chhoo lena us aasmaan ko yunhi,
ek baar panchhi ki tarha apne pankh faila kar to dekho,

ye nahi kehta ki tum ghum me aansoo bahana chhod do,
ek baar baarish k paani se aansuon ko dho kar to dekho,

kab tak yunhi tanhaayion se apna dil behlaoge tum,
ek baar chini ki tarha paani me ghul kar to dekho,

kab tak yunhi ghar me band rehke apne armano ko kafan pehnaoge,
ek baar chaar kadam apne ghar se baahar badha kar to dekho,

itni bhi buri nahi hai ye dunia aur na hi kathin hai zindagi,
ek baar muskuraake zindagi ka har lamhaa aazmaa kar to dekho...


*****HRIDAY*****
.


pyari si gazal hai
 
achi si ek pahal hai
----------------

duniya ki buraiyo ko kya dekhte ho
dekhn hai to apni nazare badal kar dekho
sama badal jayega  aankh uta kar to dekho
khushi me khilkhilahate gunjati
kuch gum me bhi muskura kar to dekho
Logged
veenavarsha
Guest
«Reply #7 on: May 07, 2010, 04:41:47 PM »
Reply with quote
Wah kya baat hai            Kapil ji......

Kyun sabko apna dushman samajhte ho tum
Ek baar kisi sey dosti karke toh dekho

kyun itni nafrat aagayi hai zindagi mein tumhe
Ek baar jeene ki chah rakhna toh seekho

bina chale manzil tak pahunchoge kaise
Ek baar chalna toh seekho

bina ladhe apna haq paounge kaise
apni haq ki ladai ladhna toh seekho

bina thokar khaye toh kuch bhi haasil nahin hota
Ek baar girkar sambhalna bhi toh seekho

zindagi ki raha mein kabhi khushi kabhi gum milenge
Ek baar har haal mein jeena toh seekho......

sunder si  sikh bharri aapki likai
kalam badi sundar hai aapke hisse aayi
-------------

darde dil se dard bikrata hai
jamane per raham karke to dekho

jo samaj na paye tumhe
kuch unhe samaj kar to dekho
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #8 on: May 07, 2010, 11:39:10 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya Cara ji....!!!

aapne bhi bahut achcha likha hai...!!!

Wah kya baat hai            Kapil ji......

Kyun sabko apna dushman samajhte ho tum
Ek baar kisi sey dosti karke toh dekho

kyun itni nafrat aagayi hai zindagi mein tumhe
Ek baar jeene ki chah rakhna toh seekho

bina chale manzil tak pahunchoge kaise
Ek baar chalna toh seekho

bina ladhe apna haq paounge kaise
apni haq ki ladai ladhna toh seekho

bina thokar khaye toh kuch bhi haasil nahin hota
Ek baar girkar sambhalna bhi toh seekho

zindagi ki raha mein kabhi khushi kabhi gum milenge
Ek baar har haal mein jeena toh seekho......
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: May 07, 2010, 11:40:43 PM »
Reply with quote
Bahut bahut shukriya Veena ji...!!!

aapne bhi bahut khoob likha hai...!!! Applause Applause Applause


aasaan nahi hota har kisi k liye muskurana ghumon me,
par koshish karoge to muskaan aa hi jaati hai kai baar,
zindagi itni bhi kathin nahi ki thak jao haar ke tum,
koshish karke dekho safalta mil hi jaati hai kai baar...


pyari si gazal hai
 
achi si ek pahal hai
----------------

duniya ki buraiyo ko kya dekhte ho
dekhn hai to apni nazare badal kar dekho
sama badal jayega  aankh uta kar to dekho
khushi me khilkhilahate gunjati
kuch gum me bhi muskura kar to dekho
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #10 on: May 08, 2010, 12:46:31 AM »
Reply with quote
Ye maine kisi aise shaks k liye likha hai jo zindagi k ghumo se haar chuka hai aur khud ko ek kamre me band karke rakha hua hai. Use dar lagta hai apni chaar diwari se baahar nikalne me...

itni berang aur niras si bana rakhi hai tumne apni zindagi,
ek baar titli ki tarha phoolon ki mehek lekar to dekho,

ye nahi kehta ki tut ke bikhar jao is zindagi me,
ek baar lahron ki tarha saahil se takra kar to dekho,

ye nahi kehta ki asaan hai chhoo lena us aasmaan ko yunhi,
ek baar panchhi ki tarha apne pankh faila kar to dekho,

ye nahi kehta ki tum ghum me aansoo bahana chhod do,
ek baar baarish k paani se aansuon ko dho kar to dekho,

kab tak yunhi tanhaayion se apna dil behlaoge tum,
ek baar chini ki tarha paani me ghul kar to dekho,

kab tak yunhi ghar me band rehke apne armano ko kafan pehnaoge,
ek baar chaar kadam apne ghar se baahar badha kar to dekho,

itni bhi buri nahi hai ye dunia aur na hi kathin hai zindagi,
ek baar muskuraake zindagi ka har lamhaa aazmaa kar to dekho...


*****HRIDAY*****
.


Bahut khoob Kapil
Logged
by bushra
Guest
«Reply #11 on: May 08, 2010, 10:43:40 AM »
Reply with quote
bahut khoob.......... Applause Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: May 08, 2010, 11:50:34 AM »
Reply with quote
Shukriya Rajesh ji...!!!

Bahut khoob Kapil
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: May 08, 2010, 11:50:59 AM »
Reply with quote
bahut bahut shukriya...!!!

bahut khoob.......... Applause Applause Applause
Logged
dead heart
Guest
«Reply #14 on: May 08, 2010, 07:10:04 PM »
Reply with quote
Ye maine kisi aise shaks k liye likha hai jo zindagi k ghumo se haar chuka hai aur khud ko ek kamre me band karke rakha hua hai. Use dar lagta hai apni chaar diwari se baahar nikalne me...

itni berang aur niras si bana rakhi hai tumne apni zindagi,
ek baar titli ki tarha phoolon ki mehek lekar to dekho,

ye nahi kehta ki tut ke bikhar jao is zindagi me,
ek baar lahron ki tarha saahil se takra kar to dekho,

ye nahi kehta ki asaan hai chhoo lena us aasmaan ko yunhi,
ek baar panchhi ki tarha apne pankh faila kar to dekho,

ye nahi kehta ki tum ghum me aansoo bahana chhod do,
ek baar baarish k paani se aansuon ko dho kar to dekho,

kab tak yunhi tanhaayion se apna dil behlaoge tum,
ek baar chini ki tarha paani me ghul kar to dekho,

kab tak yunhi ghar me band rehke apne armano ko kafan pehnaoge,
ek baar chaar kadam apne ghar se baahar badha kar to dekho,

itni bhi buri nahi hai ye dunia aur na hi kathin hai zindagi,
ek baar muskuraake zindagi ka har lamhaa aazmaa kar to dekho...


*****HRIDAY*****
.

Apki likhayi toh Dost nikharti jaa rahi hai...apko pehle bhi parra hai mager yeh toh alag si lagi..Bahaut khoob Dost... Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2 3  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 28, 2025, 02:01:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.184 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer