Ek Duje Ka Saath Nibhayenge..............Touhid

by Mohammad Touhid on August 05, 2011, 08:36:31 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 2467 times)
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
Reply with quote

Ghazal -
Hum Teri Mehfil Me Aayenge,
Bataao Hume Kaise Bulaaoge.,

Touhid -
Raaho Me Tere Phool Bichhayenge,
Kadmo Ko Tum Rok Naa Paaoge.,

Ghazal -
Chalo Phir Aapko Aajmate Hai,
Mehfil Me Aapke Hum Bhi Aate Hai.,

Touhid -
Aajmaish Ke Liye Taiyar Hai Hum,
Mehfil-E-Khushi Hum Hi To Sajate Hai.,

Ghazal -
Tere Mehfil Me Aayenge Ek Khaash Tohfa Lekar,
Kabool Karna Ushe Rishta-E-Khaash Dekar.,

Touhid -
Kabool Karenge Hum Inn Rishto Ke Asar Hi Kaafi Hai,
Koi Tohfa Na Lana Bas Teri Inaayat-E-Nazar Hi Kaafi Hai.,

Ghazal -
Itni Pyari Pyari Baate Aap Karte Ho,
Kya Aap Kisi Ko Dil-o-jaan Se Chahte Ho.,

Touhid -
Khash Sawal Hai Ye Har Kisi Ko Nahi Batate Hum,
PYAR Wo Cheej Hai Jo Hotho Se Nahi Jatate Hum.,

Touhid -
Baato Ne Aapki Ye Jaahir Kiya Hai,
Dil Me Aapne Bhi Kisi Ko Shaamil Kiya Hai.,

Ghazal -
Sunna To Yahi Chahte The Hum Aapse,
Kisi Aur Se Nahi Dil Ko Hai Mohabbat Aapse.,

Touhid -
Uff..! Teri Baato Ne Jaadu Karna Shuru Kar Diya,
Khuli Aankho Ne Ab Khwaab Dekhna Shuru Kar Diya.,

Ghazal -
Ye Khwaab Nahi Touhid Sachcha Fasana Hai,
Pehli Baar Kisi Ko Humne Itne Kareeb Se Jana Hai.,

Touhid -
To Kahiye Kya Aap Hamesha Mera Saath Nibhayenge,

Ghazal -
Door Jaane Ko Kahoge Fir Bhi Na Door Aapse Jayenge.,

Touhid Aur Ghazal Ek Saath.....

YE KAHANI TERI MERI HAI ISE ISI TARAH LIKHTE JAYENGE.,
KHUSHI HO YA GHAM HAMESHA EK DUJE KA SAATH NIBHAYENGE..,
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010

View Profile
«Reply #1 on: August 05, 2011, 11:56:14 PM »
Reply with quote
gd one

Ghazal -
Hum Teri Mehfil Me Aayenge,
Bataao Hume Kaise Bulaaoge.,

Touhid -
Raaho Me Tere Phool Bichhayenge,
Kadmo Ko Tum Rok Naa Paaoge.,

Ghazal -
Chalo Phir Aapko Aajmate Hai,
Mehfil Me Aapke Hum Bhi Aate Hai.,

Touhid -
Aajmaish Ke Liye Taiyar Hai Hum,
Mehfil-E-Khushi Hum Hi To Sajate Hai.,

Ghazal -
Tere Mehfil Me Aayenge Ek Khaash Tohfa Lekar,
Kabool Karna Ushe Rishta-E-Khaash Dekar.,

Touhid -
Kabool Karenge Hum Inn Rishto Ke Asar Hi Kaafi Hai,
Koi Tohfa Na Lana Bas Teri Inaayat-E-Nazar Hi Kaafi Hai.,

Ghazal -
Itni Pyari Pyari Baate Aap Karte Ho,
Kya Aap Kisi Ko Dil-o-jaan Se Chahte Ho.,

Touhid -
Khash Sawal Hai Ye Har Kisi Ko Nahi Batate Hum,
PYAR Wo Cheej Hai Jo Hotho Se Nahi Jatate Hum.,

Touhid -
Baato Ne Aapki Ye Jaahir Kiya Hai,
Dil Me Aapne Bhi Kisi Ko Shaamil Kiya Hai.,

Ghazal -
Sunna To Yahi Chahte The Hum Aapse,
Kisi Aur Se Nahi Dil Ko Hai Mohabbat Aapse.,

Touhid -
Uff..! Teri Baato Ne Jaadu Karna Shuru Kar Diya,
Khuli Aankho Ne Ab Khwaab Dekhna Shuru Kar Diya.,

Ghazal -
Ye Khwaab Nahi Touhid Sachcha Fasana Hai,
Pehli Baar Kisi Ko Humne Itne Kareeb Se Jana Hai.,

Touhid -
To Kahiye Kya Aap Hamesha Mera Saath Nibhayenge,

Ghazal -
Door Jaane Ko Kahoge Fir Bhi Na Door Aapse Jayenge.,

Touhid Aur Ghazal Ek Saath.....

YE KAHANI TERI MERI HAI ISE ISI TARAH LIKHTE JAYENGE.,
KHUSHI HO YA GHAM HAMESHA EK DUJE KA SAATH NIBHAYENGE..,

Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #2 on: August 06, 2011, 10:27:34 AM »

waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #3 on: August 06, 2011, 01:50:19 PM »
Reply with quote

Ghazal -
Hum Teri Mehfil Me Aayenge,
Bataao Hume Kaise Bulaaoge.,

Touhid -
Raaho Me Tere Phool Bichhayenge,
Kadmo Ko Tum Rok Naa Paaoge.,

Ghazal -
Chalo Phir Aapko Aajmate Hai,
Mehfil Me Aapke Hum Bhi Aate Hai.,

Touhid -
Aajmaish Ke Liye Taiyar Hai Hum,
Mehfil-E-Khushi Hum Hi To Sajate Hai.,

Ghazal -
Tere Mehfil Me Aayenge Ek Khaash Tohfa Lekar,
Kabool Karna Ushe Rishta-E-Khaash Dekar.,

Touhid -
Kabool Karenge Hum Inn Rishto Ke Asar Hi Kaafi Hai,
Koi Tohfa Na Lana Bas Teri Inaayat-E-Nazar Hi Kaafi Hai.,

Ghazal -
Itni Pyari Pyari Baate Aap Karte Ho,
Kya Aap Kisi Ko Dil-o-jaan Se Chahte Ho.,

Touhid -
Khash Sawal Hai Ye Har Kisi Ko Nahi Batate Hum,
PYAR Wo Cheej Hai Jo Hotho Se Nahi Jatate Hum.,

Touhid -
Baato Ne Aapki Ye Jaahir Kiya Hai,
Dil Me Aapne Bhi Kisi Ko Shaamil Kiya Hai.,

Ghazal -
Sunna To Yahi Chahte The Hum Aapse,
Kisi Aur Se Nahi Dil Ko Hai Mohabbat Aapse.,

Touhid -
Uff..! Teri Baato Ne Jaadu Karna Shuru Kar Diya,
Khuli Aankho Ne Ab Khwaab Dekhna Shuru Kar Diya.,

Ghazal -
Ye Khwaab Nahi Touhid Sachcha Fasana Hai,
Pehli Baar Kisi Ko Humne Itne Kareeb Se Jana Hai.,

Touhid -
To Kahiye Kya Aap Hamesha Mera Saath Nibhayenge,

Ghazal -
Door Jaane Ko Kahoge Fir Bhi Na Door Aapse Jayenge.,

Touhid Aur Ghazal Ek Saath.....

YE KAHANI TERI MERI HAI ISE ISI TARAH LIKHTE JAYENGE.,
KHUSHI HO YA GHAM HAMESHA EK DUJE KA SAATH NIBHAYENGE..,

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Mohabbat Bhara Yeh Kalaam Dil Ko Chu Gaya Touhid ji..

Bahut Bahut Aur Bahut Khooob!!!!!!
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010

View Profile
«Reply #4 on: August 06, 2011, 01:53:45 PM »
Reply with quote
kya kahun MT is post k liye........bht bht gehre hhu gai dil ko aur kai najane pal bhi yaad dila gai....

hats off 4 this
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #5 on: August 06, 2011, 02:01:45 PM »
Reply with quote
Touhid Ji  Wah Wah
icon_flower icon_flower
Bahut Khoob Janab Applause Applause Applause

Bahut Hi Dilkash Peshkash
 love9 love9 love9
Dil Se Daad Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sarfira
Guest
«Reply #6 on: August 06, 2011, 02:10:42 PM »
Reply with quote
tauhid ji--
ye hui na mihabbt se bharpur ghazal Usual Smile
bht khub
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #7 on: August 06, 2011, 05:53:23 PM »
Reply with quote

 Usual Smile Usual Smile Usual Smile Usual Smile

Aap logo ne ish post ko padha... pasand kiya...

Iske liye aap logo ka bahut bahut shukriya..... Usual Smile

Sarfira ji., Usual Smile

Kaash ji.,  Usual Smile

Khwaish ji.,  Usual Smile

Manoj Ji.,  Usual Smile

Adil Ji.,  Usual Smile

Aur Kasu ji... Usual Smile

Hausla afjayi ke liye aap sabhi ka shukriya.. Usual Smile Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #8 on: August 06, 2011, 09:09:32 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Touhid sahaab Aadaab!

Janab kia khoob jugalbandi ki hai.. Usual Smile
Behad khub rahi aapki yeH kalaam Usual Smile

Dil se daad O mubarakbad kabul kijiye.. Usual Smile
Lkhate rahiye...... Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez Usual Smile         

Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #9 on: August 07, 2011, 08:09:17 AM »
Reply with quote

 Usual Smile Usual Smile Usual Smile
Parwaz Sahab Aadaab... Usual Smile

Shukriya janab..

Sach kahoon to janab aapke daad dene ka andaz hume behad pasand hai....aur hum intezar me rehte hai ke kab parwaz ji ke taraf se kuchh sunne ko mile...

shukriya bahut bahut shukriya.. Usual Smile
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:34:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.153 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer