Ek shaam andheri si.....ek nayi subah ki aas.....!!!

by Talat on August 25, 2008, 05:30:27 PM
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Author  (Read 7342 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #60 on: September 11, 2008, 03:22:45 PM »
Reply with quote
Sabse Pehle to really sorry celmira, pata nahi iss thread par meri nazar kyon nahi gayi..

Bahut Bahut Bahut khoob celmira  Applause Applause Applause Applause

aapne vaakaye mein bahut khoobsurati se ek hi sikhe ke do pehlun par nazar daali..Dukh aur Sukh..mujhe personally aapki likhi dusri poetry behad pasand aayi..bahut hi inspiring aur gehri  poetry likhi hai aapne..
bahut ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
subah-o-shaam by sunny.22 in Shayri-E-Dard
Naye saal ki nayi subah ka naya suraj tumhe mubarak(poet taasir siddiqui) by Taasir siddiqui in Ghazals
Subah Shaam...................LLK by leena loves kamlesh in Shayri for Khumar -e- Ishq
Phir subah nayi si aayi hai by @Kaash in Shairi for Manzar -e- Kudrat
Ek Nayi Subah Ka Aaghaz by nashwani in Shayri-E-Dard
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #61 on: September 11, 2008, 03:24:58 PM »
Reply with quote

Bahut Khoob randeri saab..bahut acha likha hai aapne
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #62 on: September 11, 2008, 03:27:53 PM »
Reply with quote
Ek Tum Ho Ke Uske Siwaa Kisi Ko Pehchaante Nahi,.
Ek Hum Hain Ke Khud Ki Pehchaan Dhoond Rahe Hain,.

Mohabbat Karke Tumhe THodi Khushi To Haseel Hui "Dost",.
Hum To Zindagi Ke Kitaab Mein Khushi Ko Dhoond Rahe Hain,.

_________________________________-Jaanasheen-

Ek Shaam Andheri Si, Yun Sitam Dhaa Gayi,.
Mere Tanhaa Dil Ko Aur Tadpaa Gayi,.

Hum To Bhoole Baithe The Unki Har Baat Ko,.
Jaane Kyun ye Chaanni Unka Ehsaas Dilaa Gayi,.

Khudrat Ki Har Nishaani Hum Par Kyun Hasti Hai,.
Zaaleem Ye Hawaa Bhi Dekho, Kitna Sataa Gayi,.

________________________________-Jaanasheen-



 Applause Applausebahut bahut khoob azeem bro
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #63 on: September 13, 2008, 02:09:52 PM »
Reply with quote
Shukriya Talat Ji,.
Sayeed Bhaijaan,.
Khwaish Bhai,.

Sayeed Bhai Waise Kahaan Gum Hogaye the Aap,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: September 13, 2008, 02:19:45 PM »
Reply with quote
Ek Andheri Shaam Meri Zindaagi Mein Aaai Thi,.
Jiske Aaane Se Meri Saari Zindagi Mein Tanhaai Thi,.

Dass Ne Lagi Thi Mujhe Wo Nageen Ki Tarah "Azeem",.
Main Bachta Bhi To Kaise, Uski Jhalak Mere Dil-o-Jigar Me Samaai Thi,.

Saara Shehar Tha Roshan, Shehar Mein Thi Khushiyaan,.
Lekin Kisi Ne Gaur Na Kiya, Ke Kismat Ne Kiske Ghar Aag Lagaai Thi,.

Khud Ke Haathon Loota Tha "Azeem" Doston, Gairon Se Koi Gilaa Nahi,.
Haalat Ye "Azeem" Ki, Mohabbat Ne Hi Banaai Thi,.

_____________________________________-Jaanasheen-
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #65 on: September 20, 2008, 06:00:05 AM »
Reply with quote
Shukrriyaa talat....kaisi haiN aap...masroofiat ka kya haal hai..ya waise h hai...Really I miss those days....God bless u always




Harash Ji... bohot bohot shukriya aapne ise pasand farmaya aur humara hausla badhaya  icon_flower




Bohot khoob..bohot khoobsurat peshkash hai Harash Ji  Clapping Smiley

Logged
Talat
Guest
«Reply #66 on: September 20, 2008, 03:20:48 PM »
Reply with quote
Sabse Pehle to really sorry celmira, pata nahi iss thread par meri nazar kyon nahi gayi..

Bahut Bahut Bahut khoob celmira  Applause Applause Applause Applause

aapne vaakaye mein bahut khoobsurati se ek hi sikhe ke do pehlun par nazar daali..Dukh aur Sukh..mujhe personally aapki likhi dusri poetry behad pasand aayi..bahut hi inspiring aur gehri  poetry likhi hai aapne..
bahut ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley


Thank You so much Khwaish, aapne ise padha aur saraha....iske matlab ko samjha....bohot bohot shukriya dost Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #67 on: September 20, 2008, 03:21:15 PM »
Reply with quote
Ek Andheri Shaam Meri Zindaagi Mein Aaai Thi,.
Jiske Aaane Se Meri Saari Zindagi Mein Tanhaai Thi,.

Dass Ne Lagi Thi Mujhe Wo Nageen Ki Tarah "Azeem",.
Main Bachta Bhi To Kaise, Uski Jhalak Mere Dil-o-Jigar Me Samaai Thi,.

Saara Shehar Tha Roshan, Shehar Mein Thi Khushiyaan,.
Lekin Kisi Ne Gaur Na Kiya, Ke Kismat Ne Kiske Ghar Aag Lagaai Thi,.

Khud Ke Haathon Loota Tha "Azeem" Doston, Gairon Se Koi Gilaa Nahi,.
Haalat Ye "Azeem" Ki, Mohabbat Ne Hi Banaai Thi,.

_____________________________________-Jaanasheen-


Bohot Khoob Azeem Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #68 on: September 20, 2008, 03:22:40 PM »
Reply with quote
Shukrriyaa talat....kaisi haiN aap...masroofiat ka kya haal hai..ya waise h hai...Really I miss those days....God bless u always

Harash Ji,

Achcha laga aap ki post padh ke. Masrufiyat ka kya kahen, zindagi ke sath ye bhi badhti ja rahi hai Usual Smile

I also miss writing with you,

Talat
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #69 on: September 21, 2008, 08:26:02 AM »
Reply with quote
Shukriya Talat Ji,.
Logged
Talat
Guest
«Reply #70 on: September 22, 2008, 06:36:32 PM »
Reply with quote
Thankyou ! Yoindia
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:36:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer