Gharibon ke Munh Na Lago........Abul Asad

by Abul Asad on February 03, 2012, 07:37:25 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 772 times)
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
Reply with quote
Ghareebon ke munh nahi laga karte
Ameeron ke saath nahi phira karte

Jinke khwabon par haqeeqat ki raushni na padhe
Voh zamaane se aksar samjhaute kiya karte

Khud ko kabhi ghareeb, auron ko ameer
To kabhi khud ko ameer banaya karte

Aam aadmi har din ye dono ke beech
Zindagi Jeene ki hikayat kiya karte

Ghiste hain roz nihaan gard men jo arman
To ye log karen bhi to kiya karte

Gardish men rehti taqdeer har dam jinki
Voh guzaara shab-o-roz younhi kiya karte
Abul Asad
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #1 on: February 03, 2012, 08:34:33 AM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut achhe asad ji.
likhte rahiye,
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #2 on: February 03, 2012, 08:46:16 AM »
Reply with quote
Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut achhe asad ji.
likhte rahiye,

Shukriya Suresh ji,

Abhi to khalam pakadna seekhrahe hain

aur bahut likhna baaqi hai...jab tak chalengi
ye sansen...aisa jeena hamen munasib hai
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: February 03, 2012, 11:04:09 AM »
Reply with quote
Acchi koshish hai, likhte rahiye Applause
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #4 on: February 03, 2012, 03:27:21 PM »
Reply with quote
bahut achhe... Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #5 on: February 03, 2012, 05:32:56 PM »
Reply with quote
Acchi koshish hai, likhte rahiye Applause
MKV Sahab, Sahi kaha aapne,

Nadaan si koshish hi thi ye, shukriya aap ke daad ka
hamare haunslaon ko sarhane ka

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #6 on: February 03, 2012, 05:34:09 PM »
Reply with quote
bahut achhe... Usual Smile

 Clapping Smiley Clapping Smiley
Shukriya Mohammad Touhid Sahab,

Behad Shukriya

Dua Goo
Abul Asad
Logged
sarfira
Guest
«Reply #7 on: February 04, 2012, 03:36:16 AM »
Reply with quote
bht khoob Abul sahab--
post ke ehsaas or khayal bht ache hain
bht si baato ki sahi bayani h

han thore se alfaaz kahin kahin mujhe alg nazar aaye
shayd meri kam-akli ho

daad kubul kijie janaab
khus rahie
muskurate rahie
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #8 on: February 04, 2012, 05:08:40 AM »
Reply with quote
shaan daar dheron daad haazir hain
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #9 on: February 04, 2012, 05:22:28 AM »
Reply with quote
bht khoob Abul sahab--
post ke ehsaas or khayal bht ache hain
bht si baato ki sahi bayani h

han thore se alfaaz kahin kahin mujhe alg nazar aaye
shayd meri kam-akli ho

daad kubul kijie janaab
khus rahie
muskurate rahie

Sarfira Saheb,
Kiya kahen aapki daad ka, shukriya kaafi nahi hota
aapke kehne ka andaaz itna pyaara aur dilkhush hota hai
bar bar padhne mera man karta hai

Shurkriya saheb

Abul Asad
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: February 04, 2012, 05:23:44 AM »
Reply with quote
shaan daar dheron daad haazir hain

Dr Sahab,

Shukriya aap ki farakh dili ka
meri ye nadaan si koshish ko sarhane ka


Abul Asad
Logged
sarfira
Guest
«Reply #11 on: February 04, 2012, 06:14:59 AM »
Reply with quote
Sarfira Saheb,
Kiya kahen aapki daad ka, shukriya kaafi nahi hota
aapke kehne ka andaaz itna pyaara aur dilkhush hota hai
bar bar padhne mera man karta hai

Shurkriya saheb

Abul Asad
aapko humne daad di coz aapki post bht achi hai
aur aapne to ulte humarai hi tareef kr di tongue3

bht bht sukriya janaab
yun hi likhte rahie
khus rahie
Usual Smile aise Usual Smile
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #12 on: February 06, 2012, 07:26:07 AM »
Reply with quote
aapko humne daad di coz aapki post bht achi hai
aur aapne to ulte humarai hi tareef kr di tongue3

bht bht sukriya janaab
yun hi likhte rahie
khus rahie
Usual Smile aise Usual Smile

Sarfira Ji,
Aap ko hamara kalaam pasand aya aapne daad di
aap ki daad pasand aayi hamne aapki tareef ki

Sukhanwari ki mehfilen hain, Kuch to alfazon ki
aur kuch hamari aapki tabyet men chupe shayari ki

Mutabar kabhi to Tanzia kabhi Alfaaz hi to hain
Kabhi saaf zubani kabhi shayarana si, muhabat hi bati

Aap ke Alfazon men chupi muhabat ka shukriya
Abul Asad

Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #13 on: February 06, 2012, 07:29:28 AM »
Reply with quote
Sarfira Ji,
Aap ko hamara kalaam pasand aya aapne daad di
aap ki daad pasand aayi hamne aapki tareef ki

Sukhanwari ki mehfilen hain, Kuch to alfazon ki
aur kuch hamari aapki tabyet men chupe shayari ki

Motabar kabhi to Tanzia kabhi, Alfaaz hi to hain
Kabhi saaf zubani kabhi shayari ki, baten ki, to muhabat ki

Aap ke Alfazon men chupi muhabat ka shukriya
Abul Asad


Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 15, 2024, 01:57:40 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer