GiTA GYAAN. 2

by surindarn on August 15, 2019, 11:31:14 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 621 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
Reply with quote
GITA GYAAN. 2

Hey Arjun main sirf wahan hee to nahin
Jahan meree bhagtee ke siwaa aur kuchh nahin
Main to wahan bhi hoon
Jahan siwaa paap aur kuchh hai hee nahin
Hey Arjun! Jinhein aatam vishwaas hee nahin
Who log dost dushman mein farq dekhte nahin
Unhein isskaa bhi to gyaan hee nahin
Ke jo janmey gaa marye gaa zaroor
Usse ajr amr to kabhi bhi honaa hee nahin
Iss liye arjun marnye waale pe
Shok bhi karnaa waajib hee nahin
Gyaani gyaan aur karam mein farq dekhtaa hee nahin
Ussey sab khuda kaa hukm hee nazar aataa hai
Woh aur kuchh sahee-o-waajib dekhtaa hee nahin
Shaqee mijaaz insan ke liye
Khushi iss jahan mein to kyaa
Kisee aur jahan mein bhi nahin
Krod se bharm paidaa hotaa hai
Bharm mein gyaan bhi dikhtaa hee nahin
Agyaani kaa kahin bhi to kalyaan hee nahin
Arjun vishvaas hee se to
Apnaa iraadaa bhi pukhtaa hotaa hai
Binaa pukhtaa irradaa tu bahadur bhi nahin
Woh darpok aur bahadur mein
Koi farq dekhtaa hee nahin
Kamzor kabhi kabhi to jaan bachaane mein hee
Bahaduri hee Samajhtaa hai
Saamne aakar larhne mein aur chupp chupp ke
Vaar karne mein farq dekhtaa hee nahin
Arjun naa to koi mujh se nafrat kartaa hai
Naa hee mohabbat kartaa hai
Main ne bhi iss ke baare kuchh sochhaa hee nahin
Bas ek karam kaa hee sochaa hai aur kuchh nahin
Magar jo bashar mujhe apnee har rag basaataa hai
Main usskaa saath kabhi chorhhtaa hee nahin
Achhe logon ko bahut kuchh detaa hoon
Saath mein har qadm prikhshaa bhi detaa hoon
Magar unhkaa saath kabhi chorhtaa hee nahin
Bureh logon ko bhi sab hee detaa hoon
Bas ek unhkaa saath hee nahin detaa hoon
Zindagi ke ran yaani kash.makash mein
Khud hee aapko larhnaa hogaa
Saath mein krishan bhi naa hogaa
Aur arjun bhi nahin
Saarthi ban khud hee rathh haanknaa hogaa
Sahib yeh mahabhaarat kee larhaai to nahin...

Surindar. N         "MohaN"

Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #1 on: August 16, 2019, 06:39:29 PM »
Reply with quote
GITA GYAAN. 2

Hey Arjun main sirf wahan hee to nahin
Jahan meree bhagtee ke siwaa aur kuchh nahin
Main to wahan bhi hoon
Jahan siwaa paap aur kuchh hee nahin
Hey Arjun! Jinhein aatam vishwaas hee nahin
Who log dost dushman mein farq dekhte nahin
Unhein isskaa bhi to gyaan hee nahin
Dosto jo janme gaa marye gaa zaroor
Usse ajr amr to kabhi bhi honaa hee nahin
Iss liye arjun marnye waale pe
Shok bhi karnaa waajib hee nahin
Gyaani gyaan aur karam mein farq dekhtaa hee nahin
Ussey sab khuda kaa hukm hee nazar aataa hai
Woh aur kuchh sahee-o-waajib dekhtaa hee nahin
Shaqee mijaaz insan ke liye
Khushi iss jahan mein to kyaa
Kisee aur jahan mein bhi nahin
Krod se bharm paidaa hotaa hai
Bharm mein gyaan bhi dikhtaa hee nahin
Agyaani kaa kahin bhi to kalyaan hee nahin
Arjun vishvaas hee se to
Apnaa iraadaa bhi pukhtaa hotaa hai
Binaa pukhtaa irradaa tu bahadur bhi nahin
Tu darpok aur bahadur mein
Koi farq dekhtaa hee nahin
Kamzor kabhi kabhi to jaan bachaane mein hee
Bahaduri hee dekhtaa hai
Saamne aakar larhne mein aur chupp chupp ke
Vaar karne mein farq dekhtaa hee nahin
Arjun naa to koi mujh se nafrat kartaa hai
Naa hee mohabbat kartaa hai
Main ne bhi iss ke baare kuchh sochhaa hee nahin
Bas ek karam kaa hee sochaa hai aur kuchh nahin
Magar jo bashar mujhe apnee har rag basaataa hai
Main usskaa saath kabhi chorhhtaa hee nahin
Achhe logon ko bahut kuchh detaa hoon
Saath mein har qadm prikhshaa bhi detaa hoon
Magar unhkaa saath kabhi chorhtaa hee nahin
Bureh logon ko bhi sab hee detaa hoon
Bas ek unhkaa saath hee nahin detaa hoon
Zindagi ke ran yaani kash.makash mein
Khud hee aapko larhnaa hogaa
Saath mein krishan bhi naa hogaa
Aur arjun bhi nahin
Saarthi ban khud hee rathh haanknaa hogaa
Sahib yeh mahabhaarat kee larhaai to nahin...

Surindar. N         "MohaN"


Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #2 on: August 17, 2019, 05:49:49 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #3 on: August 18, 2019, 06:22:54 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause Applause Applause
Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012


View Profile
«Reply #4 on: August 19, 2019, 06:48:21 PM »
Reply with quote
Applause Applause Applause
Bahut shukria all readers.
 notworthy notworthy notworthy
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:53:08 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer