*Haqeeqat *

by honeyrose on January 17, 2009, 06:11:23 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1096 times)
honeyrose
Guest
Reply with quote
Zinda hone par ek boond paani nahi milta
Na pehne ko kapte tak naseeb nahi milta
Maut ke baad sajate hain phool
Bade asani se Aitaraaf karte hain bhool..


_________Honeyrose___________
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
haqeeqat by gumnam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
haqeeqat by gulzargul in Shairi - E - Zindagi
TALKH HAQEEQAT.. by Farah Aziz in Shayri for Khumar -e- Ishq
Haqeeqat dar Haqeeqat by Tasleem ahmad Tasleem in Miscellaneous Shayri
Haqeeqat ko jiye... haqeeqat me raho... by raajaindra in Shairi - E - Zindagi
salil2002
Guest
«Reply #1 on: January 17, 2009, 06:23:46 AM »
Reply with quote
Zinda hone par ek boond paani nahi milta
Na pehne ko kapte tak naseeb nahi milta
Maut ke baad sajate hain phool
Bade asani se Aitaraaf karte hain bhool..


_________Honeyrose___________
nice one di

koi chhod aaya mujhe jo gair tha mujhse
woh mere zanaze mein bhi mehfile sajate rahe
hum rote rahe unhe dekhne kii khatir
woh chehre badal kar dikhate rahe
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: January 17, 2009, 06:34:01 AM »
Reply with quote
nice one di

koi chhod aaya mujhe jo gair tha mujhse
woh mere zanaze mein bhi mehfile sajate rahe
hum rote rahe unhe dekhne kii khatir
woh chehre badal kar dikhate rahe

Nice bro...

Hasrathen dil mein jal jaate hai
Hum moum ki tarah har ghadi phigalte hain
Kya umeed lagaye iss duniya se
Jab aapne hi humen pehchane se inkaar karte hain

_________HR_________
Logged
cara
Guest
«Reply #3 on: January 17, 2009, 07:01:15 AM »
Reply with quote
kya baat hai ....honeyji....

bahut tarffe thae un ko milne ko,par kabhi nahin milte,
jab dafan kar diya hai dil,ab kahete hai aakar mil.
jeeteji toh kabhi nahin kaha,milne ko gale,
marne ke baad kahete hai,aa mil jaa gale.

Logged
salil2002
Guest
«Reply #4 on: January 17, 2009, 07:11:16 AM »
Reply with quote
thnk you di
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: January 17, 2009, 07:33:48 AM »
Reply with quote
kya baat hai ....honeyji....

bahut tarffe thae un ko milne ko,par kabhi nahin milte,
jab dafan kar diya hai dil,ab kahete hai aakar mil.
jeeteji toh kabhi nahin kaha,milne ko gale,
marne ke baad kahete hai,aa mil jaa gale.



Bohat khoob cara ji

Thanks salil bro...


Mujhse ladte rahe woh dusmani nibhane 
Phir laut aaye woh meri janaze ko sajane...
 
_______HR_____

tearyeyed
Logged
salil2002
Guest
«Reply #6 on: January 17, 2009, 07:51:29 AM »
Reply with quote
nice one di

saja k zanaza mera woh chale jaate toh achcha tha
meri maut par aansu na bahaate toh achcha tha
ummra bhar woh nibhaate rahe dushmani is kadar
woh thoda pyaar dikhaate toh achcha tha
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 17, 2009, 07:59:58 AM »
Reply with quote
Waah Wah Kya Baat Kahi Hai Didi,.
Hazaar Baat Ki Ek Baat Kahi Hai,.

Aur Salil Bhai Nice One,.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 23, 2024, 11:10:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.092 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer