Har shaks bhookha soya hain......(Ghayel)

by sajid_ghayel on March 27, 2009, 06:17:46 PM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 2114 times)
Dr Maqsood Hasni
Guest
«Reply #15 on: April 03, 2009, 04:14:50 PM »
Reply with quote
bohat khoob
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #16 on: April 04, 2009, 07:42:51 AM »
Reply with quote
Dard Bhari Pukaar Hai Aapki Yeh Peshkash Sajid Bhai..

Har Ek Alfaaz Gehrai Mein Lipta Hua..Bahut Bahut Khoob Applause Applause Applause


Nawazish karam hain mere dost.......
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #17 on: April 06, 2009, 10:48:09 AM »
Reply with quote
After reading my work, Mr. Abdul Qadeer Topchi e-mailed me the following continuation of my work.

And if i keep this work only to myself it would be a great crime on my part. So i am sharing it with u all...


Kissi ko intezaar hai sahet-a-yaab hone ka !!
To koi muntazir hai maut ke maherbaan hone ka !!
Har eak ke dil me nakaam hasraton ka basera hai !!

Ye wo ghar hai yaroo jahan aaj har shaqs bhooka soya hai !!

lachar baap ke chahere pe jhuti muskaan !!
budhi maa ki ankhon me hazaron paigaam !!
jawan baheno ke mann me shaadi ke armaan !!
ashqon ne aaj subko shidath se  bhigoya hai !!

ye wo ghar hai yaroo jahan aaj har shaqs bhooka soya hai !!

bete ko naukri ki talash ne nidhal kar diya !!
batiyon ko zamane ki baton ne sharmsaar kar diya !!
dekh ke masoom bachon ki bhook ko khuda bhi shayad roya hai !!

ye wo ghar hain yaroo jahan aaj jar shaqs bhooka soya hain!!

-Abdul Qadeer Toopchi-

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #18 on: April 06, 2009, 10:57:18 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Ghayel Ji
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #19 on: April 06, 2009, 10:58:58 AM »
Reply with quote
bahoooooooooooot khoob sajid bhai..aur topchi ji ne bhi achcha likha hai
 Applause Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #20 on: April 06, 2009, 11:22:07 AM »
Reply with quote
 Applause  Applause  Applause
Bahut Khoob Sajid Ji,

 Clapping Smiley  Clapping Smiley  Clapping Smiley
& Bahut hi umda likha aapne Qadeer Ji,

Shally.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #21 on: April 06, 2009, 12:31:06 PM »
Reply with quote
Mindblowing  Sajid Ji.. Aap behad umda likhte ho... kya khoob likha hai. Every line has their special effect.

Bas yahi dua hain upar wale se special effect ho par koi side effect na ho....Thank you for ur comment Divya
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #22 on: April 06, 2009, 02:33:43 PM »
Reply with quote
Waah Kya Khoob Likha Hai Sajid Bhaiya,.
Hum Is Shayaari ke Aaage Waah Nahi Kehna Chate The, Kyun Ki Ye Haqeeqat Hai, Sachchaai Hai, Gurbat Ki kahaani Hai,.

Bas Ye Kalaam Aaopka Dil Choo Gaya,.


Nawazish karam hain chote is masoom dad ke liye....mere kalam ne tumhe haqeeqat se wabista karaya yahi bohat badi baat hain mere jaise mamuli shayer ke liye.
Logged
Roja
Guest
«Reply #23 on: April 08, 2009, 04:22:42 AM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause

Sajid ji kamal ka likha hai aapne... mujhe last 6 lines bahut hi accha laga padkar. Bahut khoob. Daad hazir hai.
Logged
Roja
Guest
«Reply #24 on: April 08, 2009, 04:24:24 AM »
Reply with quote
After reading my work, Mr. Abdul Qadeer Topchi e-mailed me the following continuation of my work.

And if i keep this work only to myself it would be a great crime on my part. So i am sharing it with u all...


Kissi ko intezaar hai sahet-a-yaab hone ka !!
To koi muntazir hai maut ke maherbaan hone ka !!
Har eak ke dil me nakaam hasraton ka basera hai !!

Ye wo ghar hai yaroo jahan aaj har shaqs bhooka soya hai !!

lachar baap ke chahere pe jhuti muskaan !!
budhi maa ki ankhon me hazaron paigaam !!
jawan baheno ke mann me shaadi ke armaan !!
ashqon ne aaj subko shidath se  bhigoya hai !!

ye wo ghar hai yaroo jahan aaj har shaqs bhooka soya hai !!

bete ko naukri ki talash ne nidhal kar diya !!
batiyon ko zamane ki baton ne sharmsaar kar diya !!
dekh ke masoom bachon ki bhook ko khuda bhi shayad roya hai !!

ye wo ghar hain yaroo jahan aaj jar shaqs bhooka soya hain!!

-Abdul Qadeer Toopchi-

]Sajid ji aapne bahut accha kiya Abdul ji ka kalam yahan share karke. Bahut umda likha hai bhaiya ne. God Bless.....
Logged
pandit
Guest
«Reply #25 on: April 08, 2009, 05:04:15 AM »
Reply with quote
very nice sharing...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: April 08, 2009, 07:47:26 AM »
Reply with quote
After reading my work, Mr. Abdul Qadeer Topchi e-mailed me the following continuation of my work.

And if i keep this work only to myself it would be a great crime on my part. So i am sharing it with u all...


Kissi ko intezaar hai sahet-a-yaab hone ka !!
To koi muntazir hai maut ke maherbaan hone ka !!
Har eak ke dil me nakaam hasraton ka basera hai !!

Ye wo ghar hai yaroo jahan aaj har shaqs bhooka soya hai !!

lachar baap ke chahere pe jhuti muskaan !!
budhi maa ki ankhon me hazaron paigaam !!
jawan baheno ke mann me shaadi ke armaan !!
ashqon ne aaj subko shidath se  bhigoya hai !!

ye wo ghar hai yaroo jahan aaj har shaqs bhooka soya hai !!

bete ko naukri ki talash ne nidhal kar diya !!
batiyon ko zamane ki baton ne sharmsaar kar diya !!
dekh ke masoom bachon ki bhook ko khuda bhi shayad roya hai !!

ye wo ghar hain yaroo jahan aaj jar shaqs bhooka soya hain!!

-Abdul Qadeer Toopchi-


Thanks For Sharing ajid Bhai,.

Great Job, Abdul Qadeer Bhai,.

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #27 on: April 25, 2009, 03:48:42 AM »
Reply with quote
Bahut Khoob Ghayel Ji


Nawazish karam hain Dost....
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 07:52:13 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer