Imtehaan Ke Pal "Khwaish"

by khwaish on October 20, 2011, 08:10:41 AM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 1983 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Reply with quote
Tod De Tasbeeh Ko Iss Khayal Se "Faraaz......!!!"
Kya Gin-Gin Ke Naam Lena Uska Jo Behisaab Deta hai
                ~~~Ahmed Faraaz~~~




Zindagi mein Kuch Khushiyan
To Kuch Gham Hi Mile
Phir Bhi Khuda Ka Shukar Hai
ke Humein Dukh Kam Hi Mile

Jahan Phool Ka Basera Ho
Waha kaante Bhi Laazmi hai!!!
Par Koi zaroori Nahi Ke Humein!!
Harwaqt Inse Zakhm Hi Mile

Raahein Zindagi ke Mere Liye
Kabhi Asaan Naaa The!!
Par Aisa nahi ke Mushkilon Ko
Humesha Sirf Hum Hi Mile

Kuch Sukoon To Har
Ek ko Naseeb hai
jahan Dard Likha Ho
Waha Saath Marham Hi Mile

Sirf Ro-Rokar Humne
Zindagi APni nahi Guzari
Dukh-Sukh Dono Mein!!!
Apni yeh Aankhen Nam Hi Mile

Patharo Ki Choto ne Bhi
Humein chalna Seekhaya
Mushkilon Ko saamne Dekhkar!!!
Humein Chalne Ka Aur Dam Hi mile

Par Muskura Dene Se Apni Mushkilen
Kahan Asaan Hoti Hai???
Yeh Dua Hai meri ke Zindagi Mein
Har Ek Ko Imtehaan Ke Pal Kam Hi Mile

        ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #1 on: October 20, 2011, 08:17:38 AM »
Reply with quote
Tod De Tasbeeh Ko Iss Khayal Se "Faraaz......!!!"
Kya Gin-Gin Ke Naam Lena Uska Jo Behisaab Deta hai
                ~~~Ahmed Faraaz~~~




Zindagi mein Kuch Khushiyan
To Kuch Gham Hi Mile
Phir Bhi Khuda Ka Shukar Hai
ke Humein Dukh Kam Hi Mile

Jahan Phool Ka Basera Ho
Waha kaante Bhi Laazmi hai!!!
Par Koi zaroori Nahi Ke Humein!!
Harwaqt Inse Zakhm Hi Mile

Raahein Zindagi ke Mere Liye
Kabhi Asaan Naaa The!!
Par Aisa nahi ke Mushkilon Ko
Humesha Sirf Hum Hi Mile

Kuch Sukoon To Har
Ek ko Naseeb hai
jahan Dard Likha Ho
Waha Saath Marham Hi Mile

Sirf Ro-Rokar Humne
Zindagi APni nahi Guzari
Dukh-Sukh Dono Mein!!!
Apni yeh Aankhen Nam Hi Mile

Patharo Ki Choto ne Bhi
Humein chalna Seekhaya
Mushkilon Ko saamne Dekhkar!!!
Humein Chalne Ka Aur Dam Hi mile

Par Muskura Dene Se Apni Mushkilen
Kahan Asaan Hoti Hai???
Yeh Dua Hai meri ke Zindagi Mein
Har Ek Ko Imtehaan Ke Pal Kam Hi Mile

        ~~~~~Khwaish~~~~~


Khwaish Ji Phir se dil ko chuti hui aap ki ye kalam bahut khoob bahut khoob
Bus yhoon hi likhte rahye ta ki hum ko zindgi ki sacchiyoo se samna hota rahye aur hum kuch sikhte rahye

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #2 on: October 20, 2011, 08:34:16 AM »
Reply with quote
bahut umda peshkash khwaish ji mubaarak ho.... Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sunildehgawani
Guest
«Reply #3 on: October 20, 2011, 09:03:52 AM »
Reply with quote
khuwais sahiba ,,,bahut hi achhe aur suljhe hue assar likhe hain ...aur aapka har work bakhubi umda raha hai ,,,aap apne ek ek lafz ke liye daad ki haqdaar hain ,,,daaad hajir hai ,,,,,kalam ki rawani ko thahrne mat dijiyega,,aur likhte rahiye .......keep smilling ,,,with flowing feelings,,,khuda hafiz
Tod De Tasbeeh Ko Iss Khayal Se "Faraaz......!!!"
Kya Gin-Gin Ke Naam Lena Uska Jo Behisaab Deta hai
                ~~~Ahmed Faraaz~~~




Zindagi mein Kuch Khushiyan
To Kuch Gham Hi Mile
Phir Bhi Khuda Ka Shukar Hai
ke Humein Dukh Kam Hi Mile

Jahan Phool Ka Basera Ho
Waha kaante Bhi Laazmi hai!!!
Par Koi zaroori Nahi Ke Humein!!
Harwaqt Inse Zakhm Hi Mile

Raahein Zindagi ke Mere Liye
Kabhi Asaan Naaa The!!
Par Aisa nahi ke Mushkilon Ko
Humesha Sirf Hum Hi Mile

Kuch Sukoon To Har
Ek ko Naseeb hai
jahan Dard Likha Ho
Waha Saath Marham Hi Mile

Sirf Ro-Rokar Humne
Zindagi APni nahi Guzari
Dukh-Sukh Dono Mein!!!
Apni yeh Aankhen Nam Hi Mile

Patharo Ki Choto ne Bhi
Humein chalna Seekhaya
Mushkilon Ko saamne Dekhkar!!!
Humein Chalne Ka Aur Dam Hi mile

Par Muskura Dene Se Apni Mushkilen
Kahan Asaan Hoti Hai???
Yeh Dua Hai meri ke Zindagi Mein
Har Ek Ko Imtehaan Ke Pal Kam Hi Mile

        ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: October 20, 2011, 10:21:49 AM »
Reply with quote
Tod De Tasbeeh Ko Iss Khayal Se "Faraaz......!!!"
Kya Gin-Gin Ke Naam Lena Uska Jo Behisaab Deta hai
                ~~~Ahmed Faraaz~~~

Bahut khoob Khwaish ji
i salute the contented attitude mentioned.desirable in every field of our life.




Zindagi mein Kuch Khushiyan
To Kuch Gham Hi Mile
Phir Bhi Khuda Ka Shukar Hai
ke Humein Dukh Kam Hi Mile

Jahan Phool Ka Basera Ho
Waha kaante Bhi Laazmi hai!!!
Par Koi zaroori Nahi Ke Humein!!
Harwaqt Inse Zakhm Hi Mile

Raahein Zindagi ke Mere Liye
Kabhi Asaan Naaa The!!
Par Aisa nahi ke Mushkilon Ko
Humesha Sirf Hum Hi Mile

Kuch Sukoon To Har
Ek ko Naseeb hai
jahan Dard Likha Ho
Waha Saath Marham Hi Mile

Sirf Ro-Rokar Humne
Zindagi APni nahi Guzari
Dukh-Sukh Dono Mein!!!
Apni yeh Aankhen Nam Hi Mile

Patharo Ki Choto ne Bhi
Humein chalna Seekhaya
Mushkilon Ko saamne Dekhkar!!!
Humein Chalne Ka Aur Dam Hi mile

Par Muskura Dene Se Apni Mushkilen
Kahan Asaan Hoti Hai???
Yeh Dua Hai meri ke Zindagi Mein
Har Ek Ko Imtehaan Ke Pal Kam Hi Mile

        ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 20, 2011, 12:05:48 PM »
Reply with quote
Khwaish Ji Phir se dil ko chuti hui aap ki ye kalam bahut khoob bahut khoob
Bus yhoon hi likhte rahye ta ki hum ko zindgi ki sacchiyoo se samna hota rahye aur hum kuch sikhte rahye

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Sanjeev Ji Aapne Apna Waqt Diya...Wohi Bahut Hai..

Bas Yuhi Humesha Saath Dete Rahiyega...

Aur Rahi baat Kuch Seekhane Ki..Iss Baat Par Ek Bahut Khoobsurat Sher Yaad Aata Hai..Likhta Chaloon...


Hum Se Kya Puchte Ho Zindagi Ke Baare Mein
Ajnabi Kya Batlaayega Ajnabi Ke Baare Mein
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #6 on: October 20, 2011, 03:41:13 PM »
Reply with quote
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

khwaish ji as usual fantastic poetry.
one thing I feel in you that u r improving day by day.
that is must to go deep in feelings.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 20, 2011, 04:03:45 PM »
Reply with quote
bahut umda peshkash khwaish ji mubaarak ho.... Applause Applause Applause Applause Applause

Aapka Tehhh Dil Se Shukriya Sksainiji
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #8 on: October 20, 2011, 05:28:35 PM »
Reply with quote
Zindagi ko ek naye nazariye se dekhna sikhati hai ye kavita...gehri baatein..jo dil ko chuu jaaye...superb....

Jab bhi likha zindagi k liye likha
Khuch naye palon ko jeene k liye likha
kabhi apne liye likha, kabhi dusron k liye likha
Aapki kalam ko har likhne waale ka sallaam... notworthy
Taarif mein kalam ki jab likhne baithe toh yahi likha.... Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #9 on: October 20, 2011, 06:21:04 PM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!

Kafi achche khayaal kahe hai janab...
Sabhi khayaal kafi achche aur gehre rahe...
Humari daad hazir hai... Usual Smile

Par hume laga ke aapki is kalaam meiN pur zor
lafzoN ki behad kami hai.. Jisse radiff aur kafiye
apna maqaam banaaye raha khayaaloN ko saath deta
nazar nahi aaya.. Waise achchi koshish rahi..
Aapke khayaal humesha hi khub rahte hai so woH kami
koi mayne nahi rakhti.. Usual Smile

Likhate rahiye... Khush O aabaad rahiye..
Khuda Hafez... Usual Smile   

Logged
usha rajesh
Guest
«Reply #10 on: October 21, 2011, 02:12:34 AM »
Reply with quote
Tod De Tasbeeh Ko Iss Khayal Se "Faraaz......!!!"
Kya Gin-Gin Ke Naam Lena Uska Jo Behisaab Deta hai
                ~~~Ahmed Faraaz~~~




Zindagi mein Kuch Khushiyan
To Kuch Gham Hi Mile
Phir Bhi Khuda Ka Shukar Hai
ke Humein Dukh Kam Hi Mile

Jahan Phool Ka Basera Ho
Waha kaante Bhi Laazmi hai!!!
Par Koi zaroori Nahi Ke Humein!!
Harwaqt Inse Zakhm Hi Mile

Raahein Zindagi ke Mere Liye
Kabhi Asaan Naaa The!!
Par Aisa nahi ke Mushkilon Ko
Humesha Sirf Hum Hi Mile

Kuch Sukoon To Har
Ek ko Naseeb hai
jahan Dard Likha Ho
Waha Saath Marham Hi Mile

Sirf Ro-Rokar Humne
Zindagi APni nahi Guzari
Dukh-Sukh Dono Mein!!!
Apni yeh Aankhen Nam Hi Mile

Patharo Ki Choto ne Bhi
Humein chalna Seekhaya
Mushkilon Ko saamne Dekhkar!!!
Humein Chalne Ka Aur Dam Hi mile

Par Muskura Dene Se Apni Mushkilen
Kahan Asaan Hoti Hai???
Yeh Dua Hai meri ke Zindagi Mein
Har Ek Ko Imtehaan Ke Pal Kam Hi Mile

        ~~~~~Khwaish~~~~~


Khwaish ji,Bahut khoobsurat kalam kaha hai.
Daad kubul kijiye
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: October 21, 2011, 06:23:15 AM »
Reply with quote
khuwais sahiba ,,,bahut hi achhe aur suljhe hue assar likhe hain ...aur aapka har work bakhubi umda raha hai ,,,aap apne ek ek lafz ke liye daad ki haqdaar hain ,,,daaad hajir hai ,,,,,kalam ki rawani ko thahrne mat dijiyega,,aur likhte rahiye .......keep smilling ,,,with flowing feelings,,,khuda hafiz

Sunil Ji Aapka Teh Dil Se Shukriya Jo Aapne Itni Izzat-Afzai Ki..Aapne Mere Likhe Kalaam Padhe hai yeh jaankar behad khushi hui Hai..Umeed Hai Aap Yuhi Humesha Saath banaye Rakhe.. icon_flower icon_flower icon_flower

Bas Ek Baat Aur Kehni Thi.Sunil Ji Main "Khwaish Sahiba Nahi "Saheb" Hoon Usual Smile Usual Smile
Logged
sarfira
Guest
«Reply #12 on: October 21, 2011, 10:42:50 AM »
Reply with quote
bahot ache Khawaish ji--

khayaal aur ehsaas bht khoob hain--

daad daad

muskurate rahie
khus rahie
Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #13 on: October 21, 2011, 01:48:22 PM »
Reply with quote


Thankyou Sooooooooo Much For Those Words.. icon_flower
Logged
Gyan Prakash
Maqbool Shayar
****

Rau: 1
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 18 minutes.

Solitude..!!

Posts: 465
Member Since: Jun 2011


View Profile
«Reply #14 on: October 21, 2011, 07:22:47 PM »
Reply with quote
Wah...Wahh.....Bahut Khub..!!
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:39:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer