Insan ki fikrat

by nish17 on September 10, 2009, 04:07:34 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1489 times)
nish17
Guest
Reply with quote
Khuda ne banaya do insan Jindgi ko aage badane ke liye;
Ek Ladki aur ek Ladka;
Do no me apni alag-alag khubiyan di;
Dono ko barabar ka samman diya;
Par insane ki fikrat to dekho;
Inhone apni marzi mutabik Ladki ko kathputhali banakar rakh diye;
Ye to apni insaniyat ko hi bhul gaye;
Jab pata chalta Kokh me ladki hai
To mar dalte hai
Wo bhi Janm lene ke pahle;
Kya unaka jine ka koi hak nahi hai??
Wo to apne banaye hue niyam kanun chakkar me ye insaniyat ko bhi bhul jate hai;
Ki use bhi jine utna hi hak jai jitna ki ladko ka.
Khuda ne to us kokh me bhi koi pakshpat nahi kya
Par insan ki fikrat to dekho ki insaniyat ko hi bhul jate hai
To fir kyon ek aurat Kaise kar sakti hai?
Kya uski mamta us nanhi si jaan ke liye nahi?
Keval ladko ke liye hai?
Aisa kyon?
Aurat hi aurat ki dushman kyon ban jati hai?
To fir ladke to karenge hi
Aaj insan fikrat to dekho ;
Wo apni insaniyat hi bhul gaye;
Sirf isliye ki ladke waris hote hai !!!
Par aisa nahi hai.
Kab tak ye pakshpat hota rahega?
Kab inki fikrat badlegi??
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Insan or zindgi by tushar_4u_im in Shairi - E - Zindagi
Beyvakoof insan by Sonu in SMS , mobile & JOKES
insan ko nazre by jempawan in Shairi - E - Zindagi
Insan by Madhuraj in Miscellaneous Shayri
insan ho insan banao by kumarraj in Hindi Poets
nish17
Guest
«Reply #1 on: September 10, 2009, 04:07:38 PM »
Reply with quote
Khuda ne banaya do insan Jindgi ko aage badane ke liye;
Ek Ladki aur ek Ladka;
Do no me apni alag-alag khubiyan di;
Dono ko barabar ka samman diya;
Par insane ki fikrat to dekho;
Inhone apni marzi mutabik Ladki ko kathputhali banakar rakh diye;
Ye to apni insaniyat ko hi bhul gaye;
Jab pata chalta Kokh me ladki hai
To mar dalte hai
Wo bhi Janm lene ke pahle;
Kya unaka jine ka koi hak nahi hai??
Wo to apne banaye hue niyam kanun chakkar me ye insaniyat ko bhi bhul jate hai;
Ki use bhi jine utna hi hak jai jitna ki ladko ka.
Khuda ne to us kokh me bhi koi pakshpat nahi kya
Par insan ki fikrat to dekho ki insaniyat ko hi bhul jate hai
To fir kyon ek aurat Kaise kar sakti hai?
Kya uski mamta us nanhi si jaan ke liye nahi?
Keval ladko ke liye hai?
Aisa kyon?
Aurat hi aurat ki dushman kyon ban jati hai?
To fir ladke to karenge hi
Aaj insan fikrat to dekho ;
Wo apni insaniyat hi bhul gaye;
Sirf isliye ki ladke waris hote hai !!!
Par aisa nahi hai.
Kab tak ye pakshpat hota rahega?
Kab inki fikrat badlegi??
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: September 10, 2009, 09:34:17 PM »
Reply with quote
Wah wah bahut khoob Nish ji,mindblowing creation,excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Shayaries_King
Guest
«Reply #3 on: September 11, 2009, 09:45:29 AM »
Reply with quote
Great Job Nice Lines  Hats off to you!
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:54:01 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer