Iss makan main abb koi nahin rehta...

by Bambi on September 20, 2010, 02:35:42 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1039 times)
Bambi
Guest
Reply with quote
Iss makan main abb koi nahin rehta,
Pehle yahan par ek ghar hua karta tha,
ek bada sa aam ka ped,
Bachche aangan main hop-scotch khelte the,
Dadi ki chillane ki aawaz bahar tak sunai deti thi,
Ma- Baba, Chacha-chachi kaam main masruff
ek dusre se masti karte guzarthe the.

Par abb iss makan main koi nahin rehta.
Aam ka ped kabka thod ke ussey parking-lot banadiya,
Bachche hop-scotch khelthey-khelthey kain aur hi nikal gaye,
Dadi ki awaaz... dadi aawaaz sunne hue kareeban ek saal
ho gaya.
Aur ma-baba, chaha-chachi sey aisey bikhare ki ab tho
muskurahat ki bhi koi gunjaish nahin rahi.

Iss makan main abb koi nahin rehta,
Pehle yahan par ek ghar hua karta tha,
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main Shayar Toh nahin by Shayar Anurag in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
main bhoola nahin by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
*Kona Makan Ka* by Roja in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
{ { ...nahin royee nahin hoon main.....} } by -Kashish- in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Duniya Ke iss Bheed Mein Apne Aap Ko Hi Dhoondhte Rehta Hoon Main!!!!! by khwahish in Ghazals « 1 2  All »
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: September 20, 2010, 02:49:00 PM »
Reply with quote
Bahut Bahut Khoob!!!

Aaj ke Halaat Ko Khoob Darshaya Aapne Bambi ji

Bahut Ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: September 20, 2010, 04:23:02 PM »
Reply with quote
Bahut khoob kahi janaab... Dil se daad hazir hai....

Likhate rahiye...
Khush rahiye...
Khuda Hafez...... Usual Smile         

Logged
Anshumali
Guest
«Reply #3 on: September 20, 2010, 05:23:59 PM »
Reply with quote


[/quote]
Iss makan main abb koi nahin rehta,
Pehle yahan par ek ghar hua karta tha,
ek bada sa aam ka ped,
Bachche aangan main hop-scotch khelte the,
Dadi ki chillane ki aawaz bahar tak sunai deti thi,
Ma- Baba, Chacha-chachi kaam main masruff
ek dusre se masti karte guzarthe the.

Par abb iss makan main koi nahin rehta.
Aam ka ped kabka thod ke ussey parking-lot banadiya,
Bachche hop-scotch khelthey-khelthey kain aur hi nikal gaye,
Dadi ki awaaz... dadi aawaaz sunne hue kareeban ek saal
ho gaya.
Aur ma-baba, chaha-chachi sey aisey bikhare ki ab tho
muskurahat ki bhi koi gunjaish nahin rahi.

Iss makan main abb koi nahin rehta,
Pehle yahan par ek ghar hua karta tha,


Very Nice Poetry .... Bahut acchi rahi sabhi panktiya ... dil se daad aapki peshkash ke liye ... aise hi likhte rahen aage bhi ... khush rahen...

duaaon ke saath....
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #4 on: September 21, 2010, 01:00:51 AM »
Reply with quote
Applause Applause Applause

bahut khoob likha hai aapne...!!!
Logged
Bambi
Guest
«Reply #5 on: September 21, 2010, 07:39:03 AM »
Reply with quote
aap sab ki duaon ke liye shukriya !
Logged
rawattanha
Guest
«Reply #6 on: September 21, 2010, 07:43:38 AM »
Reply with quote
Iss makan main abb koi nahin rehta,
Pehle yahan par ek ghar hua karta tha,
ek bada sa aam ka ped,
Bachche aangan main hop-scotch khelte the,
Dadi ki chillane ki aawaz bahar tak sunai deti thi,
Ma- Baba, Chacha-chachi kaam main masruff
ek dusre se masti karte guzarthe the.

Par abb iss makan main koi nahin rehta.
Aam ka ped kabka thod ke ussey parking-lot banadiya,
Bachche hop-scotch khelthey-khelthey kain aur hi nikal gaye,
Dadi ki awaaz... dadi aawaaz sunne hue kareeban ek saal
ho gaya.
Aur ma-baba, chaha-chachi sey aisey bikhare ki ab tho
muskurahat ki bhi koi gunjaish nahin rahi.

Iss makan main abb koi nahin rehta,
Pehle yahan par ek ghar hua karta tha,


bahut achheee......
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:12:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.173 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer