ParwaaZ
Guest
|
Kis liye log teri mehfil key itne diwaane haiN Shamma jal rahi hai tab tak ye parwaane haiN
Apne bahar-e anjuman pe aap na itraiye Ye mousami gul hai ye to aane jaane haiN
Koi baat nayi sunaye mazi-e haal se parey choriye ab to woh jo kissey puraane haiN
Aap kariye jo sitam karna hai hum bhi dekhe Hume bhi apne abhi sabra azmaane haiN
Kaat ke dekho par mere mai bebas nahi hu Jalwe apni Parwaaz key abhi to dikhaane haiN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
Rau: 19
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle
Posts: 5603 Member Since: Jun 2010
|
|
«Reply #1 on: August 15, 2010, 04:50:35 PM » |
|
zabardast likha hai aapne parwaz ji........ sply these lines Kaat ke dekho par mere mai bebas nahi hu Jalwe apne Parwaaz key abhi to dikhaane haiN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #4 on: August 16, 2010, 03:05:01 AM » |
|
Kis liye log teri mehfil key itne diwaane haiN Shamma jal rahi hai tab tak ye parwaane haiN
Apne bahar-e anjuman pe aap na itraiye Ye mousami gul hai ye to aane jaane haiN
Koi baat nayi sunaye mazi-e haal se parey choriye ab to woh jo kissey puraane haiN
Aap kariye jo sitam karna hai hum bhi dekhe Hume bhi apne abhi sabar azmaane haiN
Kaat ke dekho par mere mai bebas nahi hu Jalwe apne Parwaaz key abhi to dikhaane haiN
Very very Impressive .....Parwaaz Sahab ! Awesome ! very nice creation.....dil se daad hazir hai... khush rahen... duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
khamosh_aawaaz
Guest
|
|
«Reply #6 on: August 17, 2010, 09:23:08 AM » |
|
Kis liye log teri mehfil key itne diwaane haiN Shamma jal rahi hai tab tak ye parwaane haiN
Apne bahar-e anjuman pe aap na itraiye Ye mousami gul hai ye to aane jaane haiN
Koi baat nayi sunaye mazi-e haal se parey choriye ab to woh jo kissey puraane haiN
Aap kariye jo sitam karna hai hum bhi dekhe Hume bhi apne abhi sabar azmaane haiN
Kaat ke dekho par mere mai bebas nahi hu Jalwe apne Parwaaz key abhi to dikhaane haiN
BAHUT KHOOB PARWAAZ SB AAPNE KAHAA
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Anshumali
Guest
|
|
«Reply #7 on: August 18, 2010, 01:35:42 AM » |
|
Bahut hi umdaa khayal pesh kiye hai ... Parwaaz Sahab ! Very Nice Creation... dil se daad hazir hai ... yunhi likhte rahen...
duaaon ke saath...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waquif ansari
Guest
|
|
«Reply #8 on: August 18, 2010, 11:06:13 AM » |
|
Aik achchhi tehreer se nawaaza ParwaaZ Saheb aapne. Is khoobsurat tehreer k liye hazaaroN daad qubul kijiye. (Waquif Ansari) Kis liye log teri mehfil key itne diwaane haiN Shamma jal rahi hai tab tak ye parwaane haiN
Apne bahar-e anjuman pe aap na itraiye Ye mousami gul hai ye to aane jaane haiN
Koi baat nayi sunaye mazi-e haal se parey choriye ab to woh jo kissey puraane haiN
Aap kariye jo sitam karna hai hum bhi dekhe Hume bhi apne abhi sabar azmaane haiN
Kaat ke dekho par mere mai bebas nahi hu Jalwe apne Parwaaz key abhi to dikhaane haiN
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #10 on: August 18, 2010, 11:14:38 AM » |
|
Wah wah ParawaZ sahab bahot purkashish aur murassa takhleeq hai ye aapki. Daad qubool farmayen.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
AbhiTamrakar
Guest
|
|
«Reply #11 on: August 18, 2010, 11:32:28 AM » |
|
waaah ....tarreef kam he so shabda hi kuchh keh payege~
pesh he~
kuchh yun kaha baharon ne mujhse samet lo hame apni bahon me, mene kaha he ye majboori meri ki bahon me sametne ko "Abhi" manzile bahut he rahon me~
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #12 on: August 19, 2010, 09:32:48 PM » |
|
Very very Impressive .....Parwaaz Sahab ! Awesome ! very nice creation.....dil se daad hazir hai... khush rahen...
duaaon ke saath...
Naresh Jee saath dene aur tariff ka bahut bahut shukriyaa... Aage bhi apna saath banaye rakhiye....
Khush rahiye.....Khuda hafez......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ParwaaZ
Guest
|
|
«Reply #13 on: September 04, 2010, 08:48:26 PM » |
|
Waquif Sahab aadaab !
Aapko apni kalaam per dekhkar dili masarrat huyi janab..... Aapki aamad hi humare liye bahut badi daad hai janab.....
Aapki daad sir ankhoN per....
Aage bhi hounsla afzai karte rahiye... Ummid raheNgi ke aap apni araa se nawazeNge...
Khush rahiye..... Khuda Hafez..... Aik achchhi tehreer se nawaaza ParwaaZ Saheb aapne. Is khoobsurat tehreer k liye hazaaroN daad qubul kijiye.
(Waquif Ansari)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
qadeer_junaid
Maqbool Shayar
Rau: 17
Offline
Waqt Bitaya:15 days, 15 hours and 40 minutes.
Posts: 608 Member Since: Apr 2010
|
|
«Reply #14 on: September 04, 2010, 08:57:31 PM » |
|
parvaz sahab aadab ,,
apki pur-acar takhleeq ki nazar hai meri nachiz si dad .. ..allah apko khush rakhe ..
Maqte me Apne ko Apni se badal dijiye..
dua go
qadeertoopchi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|