Jawab

by NehaK on February 07, 2009, 01:00:07 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1192 times)
NehaK
Guest
Reply with quote
Nirash hokar jindagi se,
mein ne ek bar bhagvan se bola.
tu to putala hai pathar ka,
tujhe naam diya kisne khuda ka?
sab karm accha karke bhi,hum ko hamesha nirasha mili.
Galat rah par chalane waloko hamesha khushi ki manjil mili.
Sab kuch jan ke anjan banane wale,
kya yehi tera insaaf hai?
Tere dar par aanewalo ko,
ab kiska sahara hai?
khuda se yu jhagadate waqt ,aakhn meri uspe gayi.
Jisko dekh ke meri jindagi badal gayi.
Nirash tha wo mujhe se jyada par na shikayat ka labj juban pe tha.
Mein samajh gayi ki ye Khuda ka mujhko JAWAB tha.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Jawab do...... by dhadkan in SMS , mobile & JOKES
Jawab by thycreator in Shayri-E-Dard
ek jawab chahiye...!!! by Manav Mehra in Miscellaneous Shayri
Batoon k jawab..... by socha na tha in Shayeri for Dard -e- Bewafai
jawab de by abdulqadeer in Ghazals
Rajesh Harish
Guest
«Reply #1 on: February 07, 2009, 11:52:09 PM »
Reply with quote
Good One Nehak Ji
Logged
Roja
Guest
«Reply #2 on: February 08, 2009, 03:34:18 AM »
Reply with quote
Nirash hokar jindagi se,
mein ne ek bar bhagvan se bola.
tu to putala hai pathar ka,
tujhe naam diya kisne khuda ka?
sab karm accha karke bhi,hum ko hamesha nirasha mili.
Galat rah par chalane waloko hamesha khushi ki manjil mili.
Sab kuch jan ke anjan banane wale,
kya yehi tera insaaf hai?
Tere dar par aanewalo ko,
ab kiska sahara hai?
khuda se yu jhagadate waqt ,aakhn meri uspe gayi.
Jisko dekh ke meri jindagi badal gayi.
Nirash tha wo mujhe se jyada par na shikayat ka labj juban pe tha.
Mein samajh gayi ki ye Khuda ka mujhko JAWAB tha.

Bahut accha laga padkar Nehak ji
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #3 on: February 08, 2009, 03:43:34 AM »
Reply with quote
Bahoth acha likha hai apne magar sister 2nd aur 3rd line me bahoth umda paine pe guna karte karte bach gaye app maqte ne bacha liya apko magar sister vishwas hi eak aisi chiz hai jo pather ko bhi Bhagwan bana deta hai har mazhab sirf apne apne wishwas aur shradha  per zinda hai !! soo please next time be careful while writing some thing against God !!

Qadeer Toopchi
Logged
NehaK
Guest
«Reply #4 on: February 10, 2009, 09:01:13 AM »
Reply with quote
Thanks to all of you.

I am not writing anything against GOD.
Infact,this is for those who have stop beilieving in GOD.
A wake up call to all those,who feel GOD has done injustice to them :just look around and you will find that you are in better position.

Logged
salil2002
Guest
«Reply #5 on: February 10, 2009, 09:15:01 AM »
Reply with quote
Bahoth acha likha hai apne magar sister 2nd aur 3rd line me bahoth umda paine pe guna karte karte bach gaye app maqte ne bacha liya apko magar sister vishwas hi eak aisi chiz hai jo pather ko bhi Bhagwan bana deta hai har mazhab sirf apne apne wishwas aur shradha  per zinda hai !! soo please next time be careful while writing some thing against God !!

Qadeer Toopchi
nehak nice one keep it up..........Qadeer bhai aapki baat samajh nahin aayi
Logged
salma786
Guest
«Reply #6 on: February 10, 2009, 10:10:23 AM »
Reply with quote
Bahot hi acha likha hai nehak ji..........
Wo gunah kare phir bhi khushi k haqdar,
hum khuda se shikayat bhi kare to gunehgar??
Logged
salma786
Guest
«Reply #7 on: February 10, 2009, 10:12:48 AM »
Reply with quote
I lykd mostly ur way of clarifying ur writing wid positiv attitude!
kip it up nehak ji!
Logged
abdulqadeer
Guest
«Reply #8 on: February 10, 2009, 10:37:00 AM »
Reply with quote
I lykd mostly ur way of clarifying ur writing wid positiv attitude!
kip it up nehak ji!

Gustaqi maaf mahutrama !! sawal aur shikwe ke darmiyan ka faraq app agar jaante to shayad khuch aur likhte !! waise ap log ko samjhna munasib nahi !! bahoth umda likha hai jisne bhi likha hai ok aur matle aur maqte ko ghazal se jude rakhne ka naam hota hai shayari !! aur ghazal pe maine yahi kaha tha ke maqte ne bacha liya shayar ko ab wo apki nazar pe munassir karta hai ke maqte kaise bacha liye !! aur maine jo likha wo yoindia ke teacher hone ki hisab se likha hai !! ok !! aur agar kissi chiz ko samjhne me ya fir meri guftagu me kahin bhi koi galti mahesos karo to PM ke zariya rabta paida kar sakte hain !! allah subko qair de !!

Qadeer Toopchi
Logged
salma786
Guest
«Reply #9 on: February 10, 2009, 10:41:11 AM »

Mujhe lagta hai apko meri english samajh nahi ayi Janab Qadeer Toopchi ji........
Maine ye kaha tha k apni poetry ko nehak ji ne jaise samjhaya wo kabile tarif hai!!
Or waise v aap to mahir hai chizo ko zada tawajju dene me or unhe kisi or raah me modne me!!
Logged
NehaK
Guest
«Reply #10 on: February 13, 2009, 04:12:15 AM »
Reply with quote
Thanks to all for appreciation and suggestion.
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:14:03 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer