Jeena hai Zindagi ko.....har haal mein..................NIkhaar

by Nikhaar on August 03, 2011, 03:47:00 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 3802 times)
Nikhaar
Guest
Reply with quote

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Ishq, Mohabatt, Vaade
Qasamein,kisse, yaddein
Kaun jaane inke peechhe,
Kiske hai kya iraade
Toot bhale hi jaaye
Par saansein na chhut paaye
Qunki...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Har taraf hai gham k saaye
Khushi na paas aaye
Zindagi ki uljhane
Har pal badhti hi jaaye
Koi nahi hai aisa yha
Jo jameen-aasmaan dono paaye
Phr bhi...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Apna bnaa kar loote
Log yha bahut jhoote
Rishton k dhaagon ko
Dhoke k haatho se loote
Khud insaan toot jaaye
Phr bhi zindagi na chhute
Yu hi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Khudaya tu hi bta de
Khuch toh arzon ka sila de
Sukun na mile ek pal
Zindagi kahe chal sang chal
Chahe ho jo bhi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai
[/size]
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009


View Profile
«Reply #1 on: August 03, 2011, 03:58:29 PM »
Reply with quote

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Ishq, Mohabatt, Vaade
Qasamein,kisse, yaddein
Kaun jaane inke peechhe,
Kiske hai kya iraade
Toot bhale hi jaaye
Par saansein na chhut paaye
Qunki...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Har taraf hai gham k saaye
Khushi na paas aaye
Zindagi ki uljhane
Har pal badhti hi jaaye
Koi nahi hai aisa yha
Jo jameen-aasmaan dono paaye
Phr bhi...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Apna bnaa kar loote
Log yha bahut jhoote
Rishton k dhaagon ko
Dhoke k haatho se loote
Khud insaan toot jaaye
Phr bhi zindagi na chhute
Yu hi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Khudaya tu hi bta de
Khuch toh arzon ka sila de
Sukun na mile ek pal
Zindagi kahe chal sang chal
Chahe ho jo bhi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai
[/size]


Wah..!! Nikhar ji..

 Applause Applause Applause

Bahut Khoob..  Usual Smile
Sach kaha ji aapne..

Beshak Jeena Hai Zindagi Ko..
Zindagi ko to jeena hi hai.. Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: August 03, 2011, 04:05:31 PM »
Reply with quote

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Ishq, Mohabatt, Vaade
Qasamein,kisse, yaddein
Kaun jaane inke peechhe,
Kiske hai kya iraade
Toot bhale hi jaaye
Par saansein na chhut paaye
Qunki...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Har taraf hai gham k saaye
Khushi na paas aaye
Zindagi ki uljhane
Har pal badhti hi jaaye
Koi nahi hai aisa yha
Jo jameen-aasmaan dono paaye
Phr bhi...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Apna bnaa kar loote
Log yha bahut jhoote
Rishton k dhaagon ko
Dhoke k haatho se loote
Khud insaan toot jaaye
Phr bhi zindagi na chhute
Yu hi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Khudaya tu hi bta de
Khuch toh arzon ka sila de
Sukun na mile ek pal
Zindagi kahe chal sang chal
Chahe ho jo bhi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai
[/size]

Beautiful!!!!! Bahut bahut khoob Pooja..

Seedhe Lafzon mein Gehrai bhari hai aapne..

bahuttttttttt ache Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #3 on: August 03, 2011, 04:06:36 PM »
Reply with quote
Zindagi ke khatte meethe anubhav Nikhaar ji aapne bahut sunder dhang se is kavita mai sajjaye hain...... Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley




Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Ishq, Mohabatt, Vaade
Qasamein,kisse, yaddein
Kaun jaane inke peechhe,
Kiske hai kya iraade
Toot bhale hi jaaye
Par saansein na chhut paaye
Qunki...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Har taraf hai gham k saaye
Khushi na paas aaye
Zindagi ki uljhane
Har pal badhti hi jaaye
Koi nahi hai aisa yha
Jo jameen-aasmaan dono paaye
Phr bhi...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Apna bnaa kar loote
Log yha bahut jhoote
Rishton k dhaagon ko
Dhoke k haatho se loote
Khud insaan toot jaaye
Phr bhi zindagi na chhute
Yu hi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Khudaya tu hi bta de
Khuch toh arzon ka sila de
Sukun na mile ek pal
Zindagi kahe chal sang chal
Chahe ho jo bhi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai
[/size]
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #4 on: August 03, 2011, 04:37:30 PM »
Reply with quote
bahut khoob zindagi ko to jeena hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: August 03, 2011, 06:06:27 PM »
Reply with quote
Nikhaar Jee Aadaab!

Behad achchi rachna ko janm diyaa hai aapne..
Ahsaas O khayaal to khoob rahe hai saath meiN
behad khoob bayaani bhi rahi... Usual Smile

Humari dheroN daad O mubarakbad kabul kijiye...
Aise hi umdaa kalaamoN ke saath aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye... Usual Smile
Khuda Hafez Usual Smile           



Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #6 on: August 03, 2011, 07:34:10 PM »
Reply with quote
Bahut khoob nikhar ji..
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #7 on: August 04, 2011, 09:12:14 AM »
Reply with quote
achchchi nazm hai Applause Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #8 on: November 30, 2011, 11:59:44 AM »
Reply with quote

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Ishq, Mohabatt, Vaade
Qasamein,kisse, yaddein
Kaun jaane inke peechhe,
Kiske hai kya iraade
Toot bhale hi jaaye
Par saansein na chhut paaye
Qunki...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Har taraf hai gham k saaye
Khushi na paas aaye
Zindagi ki uljhane
Har pal badhti hi jaaye
Koi nahi hai aisa yha
Jo jameen-aasmaan dono paaye
Phr bhi...

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Apna bnaa kar loote
Log yha bahut jhoote
Rishton k dhaagon ko
Dhoke k haatho se loote
Khud insaan toot jaaye
Phr bhi zindagi na chhute
Yu hi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai

Khudaya tu hi bta de
Khuch toh arzon ka sila de
Sukun na mile ek pal
Zindagi kahe chal sang chal
Chahe ho jo bhi.....

Jeena hai zindagi ko,
Zindagi ko toh jeena hi hai
[/size]
Bahut khoob likha hai apne
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #9 on: April 04, 2012, 05:51:53 PM »
Reply with quote
aap sabne iss rachna ko apna waqt baksha aur pasand kiya...aap sabka dil se shukriya ada karti hu...zindagi ko jeete huye na jaane kaise aap sabke sarahniy alfaazon k karib na pahuch paayi....bahut bahut shukrana Anaam ji , MOhammad ji , Khwaish ji , Parwaaz ji , Geet Ji , Suresh ji , mkv ji , adil ji...shukriya  Usual Smile
Logged
mkv
Guest
«Reply #10 on: August 09, 2013, 08:33:35 PM »
Reply with quote
Aaj is nazm ko phir se padha..
eik kashish see hai..
dard bhi aisa..jo padhkar aankhon ki palkon par ruk sa jaata hai.
haalaat badalte hai to..soch bhi badalti hai..aur maayne bhi badal jaate hain.
isliye aur bhi accha laga..
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 01:41:42 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.118 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer