Jeene Ka Hausla "Khwaish"

by khwaish on August 03, 2011, 01:48:20 PM
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Author  (Read 11308 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
Reply with quote
Agar chal Rahe Ho To Bataane ki Zaroorat Nahi!!
 Rukh jaaoge To Koi Tumhe Puchega Bhi Nahi"
              -Dharmendar Deol-

Har Raah par Chalna Seekh Hi jaate Hai Chalne Waale
Peeche Mudkar Kaha Dekhte Hai Phir Guzarne Wale

kaali Raat Ke baad Subeh ka Intezar karte Hai musaafir!!
Chaar Diwari mein Qaid Reh Jate hai Halaat Se Darne Wale

Hum To Phool Ki Tarah Hai Tootkar Bhi Mehakte Hai!!!
Kitaabon mein To kabhi Zulfon mein Roz Sawarne Wale

 Zindagi Apni Chiraago Ke Maanind Guzarti Hai....!!!
Tez Andhiyon mein Bhi Jeena ka Hausla Rakhte Hai Marne wale

 Woh Shaks Bhala Mera Kab Tak  Saath Nibha Paayega....!!!
Apni Soch Par Afsos Nahi karte Ek Baar Faisla karne Wale

Phoolon Ki Basti Se Jo Guzro,Kaanto Se Dosti karna seekhlo!!
"Khwaish" Bahut Mushkil Se Sambhalte Hai Tootkar Bikharne Wale

                   ~~~~~Khwaish~~~~~
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #1 on: August 03, 2011, 03:29:10 PM »
Reply with quote
Khwaishji ek ek line ka matlab bahut gehra hai.
hum doobkar samjhe hain.
aapki kavitaon ki yahi khaas baat hai ki meditation power badh jaati hai.
badh kya jaati hai ,meditation karna aa jata hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Agar chal Rahe Ho To Bataane ki Zaroorat Nahi!!
 Rukh jaaoge To Koi Tumhe Puchega Bhi Nahi"
              -Dharmendar Deol-

Har Raah par Chalna Seekh Hi jaate Hai Chalne Waale
Peeche Mudkar Kaha Dekhte Hai Phir Guzarne Wale

kaali Raat Ke baad Subeh ka Intezar karte Hai musaafir!!
Chaar Diwari mein Qaid Reh Jate hai Halaat Se Darne Wale hello2 hello2 hello2

Hum To Phool Ki Tarah Hai Tootkar Bhi Mehakte Hai!!!
Kitaabon mein To kabhi Zulfon mein Roz Sawarne Wale icon_salut icon_salut

 Zindagi Apni Chiraago Ke Maanind Guzarti Hai....!!!
Tez Andhiyon mein Bhi Jeena ka Hausla Rakhte Hai Marne wale

 Woh Shaks Bhala Mera Kab Tak  Saath Nibha Paayega....!!!
Apni Soch Par Afsos Nahi karte Ek Baar Faisla karne Wale

Phoolon Ki Basti Se Jo Guzro,Kaanto Se Dosti karna seekhlo!!
"Khwaish" Bahut Mushkil Se Sambhalte Hai Tootkar Bikharne Wale hello2 hello2

                   ~~~~~Khwaish~~~~~

Logged
asif ahmed
Guest
«Reply #2 on: August 03, 2011, 03:44:18 PM »
Reply with quote
Kya kehne janaab.samundar ki gehrai hai apki ghazal mein,aapko bahut baar padha hai aap yakeenan bahot umda likhte hai.yuhin likhte rahe icon_salut icon_salut
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #3 on: August 03, 2011, 04:08:39 PM »
Reply with quote
Khwaishji ek ek line ka matlab bahut gehra hai.
hum doobkar samjhe hain.
aapki kavitaon ki yahi khaas baat hai ki meditation power badh jaati hai.
badh kya jaati hai ,meditation karna aa jata hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Sureshji, iss Comment Par kya Jawaab Doon..Sirf Aapka bahut bahut Shukriya Ada kar sakta Hoon Ke Aap Lafzon Ki Gehrai Ko samajhte Hai..Yuhi Huemsha Saath Nibhaate Rahiyega...Aur Aapke Comments Padhte-Padhte Yuhi Ek mera Pasandida Sher Yaad Aa Gaya..

  Humse Kya Puchte Ho Zindagi ke Baare Mein
 Ajnabi Kya Batlayega Ajnabi ke Baare mein!!!
Logged
Mohammad Touhid
Umda Shayar
*

Rau: 35
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
38 days, 12 hours and 35 minutes.

'I' 'Luv' d Way 'U' 'Forget' Me..!.!

Posts: 7160
Member Since: Aug 2009

View Profile
«Reply #4 on: August 03, 2011, 04:13:38 PM »
Reply with quote
Agar chal Rahe Ho To Bataane ki Zaroorat Nahi!!
 Rukh jaaoge To Koi Tumhe Puchega Bhi Nahi"
              -Dharmendar Deol-

Har Raah par Chalna Seekh Hi jaate Hai Chalne Waale
Peeche Mudkar Kaha Dekhte Hai Phir Guzarne Wale

kaali Raat Ke baad Subeh ka Intezar karte Hai musaafir!!
Chaar Diwari mein Qaid Reh Jate hai Halaat Se Darne Wale

Hum To Phool Ki Tarah Hai Tootkar Bhi Mehakte Hai!!!
Kitaabon mein To kabhi Zulfon mein Roz Sawarne Wale

 Zindagi Apni Chiraago Ke Maanind Guzarti Hai....!!!
Tez Andhiyon mein Bhi Jeena ka Hausla Rakhte Hai Marne wale

 Woh Shaks Bhala Mera Kab Tak  Saath Nibha Paayega....!!!
Apni Soch Par Afsos Nahi karte Ek Baar Faisla karne Wale

Phoolon Ki Basti Se Jo Guzro,Kaanto Se Dosti karna seekhlo!!
"Khwaish" Bahut Mushkil Se Sambhalte Hai Tootkar Bikharne Wale

                   ~~~~~Khwaish~~~~~

Khwaish Sahab Aadaab..
 Applause Applause Applause

Kya kehne sahab aapke..
padhte padhte badan ke raungte khade ho gaye..

poora zehan sama gaya ish kalaam pe..

Wah..!! Bahut khoob..

Aise hi likhte rahiye khwaish ji..

bahut kuchh sikhne ko milta hai aapse..

 icon_salut icon_salut Usual Smile
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #5 on: August 03, 2011, 07:03:15 PM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!

Waah janab kia kahne aapke... Ahsaas O khayaal
behad umdaa rahe... AhsaaroN ki gehrai meiN utarne
ki zarurat hi nahi padi.. Itne khoob khayaal bayaaN
kiye hai aapne ke khud ba khud hi zaheN se guzarte
gaye aur dil ko chhute gaye... Usual Smile

Aik behad umdaa tahreer par dil se daad O mubarakbad
kabul kijiye... Usual Smile         

Agar chal Rahe Ho To Bataane ki Zaroorat Nahi!!
 Rukh jaaoge To Koi Tumhe Puchega Bhi Nahi"
              -Dharmendar Deol-

Behad khoob sher hai... kafi gehra
thanks for sharing... Usual Smile         

Har Raah par Chalna Seekh Hi jaate Hai Chalne Waale
Peeche Mudkar Kaha Dekhte Hai Phir Guzarne Wale

Bahut khoob janab daad Usual Smile         

kaali Raat Ke baad Subeh ka Intezar karte Hai musaafir!!
Chaar Diwari mein Qaid Reh Jate hai Halaat Se Darne Wale

Kia kahne janab Masha Allah behad khoob kaha
aapne daad daad daad Usual Smile kafi gehra khayaal hai:)         

Hum To Phool Ki Tarah Hai Tootkar Bhi Mehakte Hai!!!
Kitaabon mein To kabhi Zulfon mein Roz Sawarne Wale

Waah janab waah bahut khoob bahut umdaa Usual Smile         

 Zindagi Apni Chiraago Ke Maanind Guzarti Hai....!!!
Tez Andhiyon mein Bhi Jeena ka Hausla Rakhte Hai Marne wale

Masha Allah janab behad khoob kaha.. kafi
inspiration dene wala sher hai.. daad Usual Smile         

 Woh Shaks Bhala Mera Kab Tak  Saath Nibha Paayega....!!!
Apni Soch Par Afsos Nahi karte Ek Baar Faisla karne Wale

Achcha hai janab daad Usual Smile Kuch kuch apna sa haiN Winking           

Phoolon Ki Basti Se Jo Guzro,Kaanto Se Dosti karna seekhlo!!
"Khwaish" Bahut Mushkil Se Sambhalte Hai Tootkar Bikharne Wale

Waah waah waah bahut umdaa behad khoob:)         

                   ~~~~~Khwaish~~~~~

Janab Khawahish sahaab... kia kaheN bus
kafi umdaa kalaam kahi hai aapne humari dil se daad O
Mubarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye.... khush O aabaad rahiye...
khuda Hafez Usual Smile         

Logged
sbechain
Guest
«Reply #6 on: August 03, 2011, 07:11:01 PM »
Reply with quote
Agar chal Rahe Ho To Bataane ki Zaroorat Nahi!!
 Rukh jaaoge To Koi Tumhe Puchega Bhi Nahi"
              -Dharmendar Deol-

Har Raah par Chalna Seekh Hi jaate Hai Chalne Waale
Peeche Mudkar Kaha Dekhte Hai Phir Guzarne Wale

kaali Raat Ke baad Subeh ka Intezar karte Hai musaafir!!
Chaar Diwari mein Qaid Reh Jate hai Halaat Se Darne Wale

Hum To Phool Ki Tarah Hai Tootkar Bhi Mehakte Hai!!!
Kitaabon mein To kabhi Zulfon mein Roz Sawarne Wale

 Zindagi Apni Chiraago Ke Maanind Guzarti Hai....!!!
Tez Andhiyon mein Bhi Jeena ka Hausla Rakhte Hai Marne wale

 Woh Shaks Bhala Mera Kab Tak  Saath Nibha Paayega....!!!
Apni Soch Par Afsos Nahi karte Ek Baar Faisla karne Wale

Phoolon Ki Basti Se Jo Guzro,Kaanto Se Dosti karna seekhlo!!
"Khwaish" Bahut Mushkil Se Sambhalte Hai Tootkar Bikharne Wale

                   ~~~~~Khwaish~~~~~

bahut khoob khawaish ji . no word to appriciate
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #7 on: August 03, 2011, 07:37:06 PM »

Ki gal hai ji bahut hi wadiya likheya hai...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #8 on: August 04, 2011, 06:59:34 AM »
Reply with quote
Kya kehne janaab.samundar ki gehrai hai apki ghazal mein,aapko bahut baar padha hai aap yakeenan bahot umda likhte hai.yuhin likhte rahe icon_salut icon_salut

Aapka Tehhhh Dil Se Shukriya Asif Ahmed Ji..

Yeh Jaankar Mujhe Behad Khushi Hui hai Ke Aap Humara Likha Padhte Hai..

Izzat-Afzai ke bahut bahut shukriya icon_flower
Logged
killbill
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
24 days, 7 hours and 41 minutes.
Posts: 2130
Member Since: Oct 2010

View Profile
«Reply #9 on: August 04, 2011, 07:10:18 AM »
Reply with quote
lajawaab creation hai dost--
behad umdaa
khus rahiye
shukriya

***
kinaaron pe intezaar karte rah gaye lahron se darnewale
         motiyan dhund hi layenge samandar me gahre utarnewale
***
sukriya
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #10 on: August 04, 2011, 10:24:32 AM »
Reply with quote

Khwaish Sahab Aadaab..
 Applause Applause Applause

Kya kehne sahab aapke..
padhte padhte badan ke raungte khade ho gaye..

poora zehan sama gaya ish kalaam pe..

Wah..!! Bahut khoob..

Aise hi likhte rahiye khwaish ji..

bahut kuchh sikhne ko milta hai aapse..

 icon_salut icon_salut Usual Smile

Touhid Ji, Aapne Itni Izzat bakshi, itna Pyaar baksha aap tehhhh Dil Se Bahut Bahut Aur Bahut Shukriya..Yuhi Humesha Saath Banaye Rahiyega.. icon_flower
Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #11 on: August 04, 2011, 10:28:24 AM »
Reply with quote
khwaishji wakai sher lajawab hai,
theek waqt par kaam aaya hai.
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Sureshji, iss Comment Par kya Jawaab Doon..Sirf Aapka bahut bahut Shukriya Ada kar sakta Hoon Ke Aap Lafzon Ki Gehrai Ko samajhte Hai..Yuhi Huemsha Saath Nibhaate Rahiyega...Aur Aapke Comments Padhte-Padhte Yuhi Ek mera Pasandida Sher Yaad Aa Gaya..

  Humse Kya Puchte Ho Zindagi ke Baare Mein
 Ajnabi Kya Batlayega Ajnabi ke Baare mein!!!

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #12 on: August 04, 2011, 03:43:01 PM »
Reply with quote
Khawahish Jee Aadaab!

Waah janab kia kahne aapke... Ahsaas O khayaal
behad umdaa rahe... AhsaaroN ki gehrai meiN utarne
ki zarurat hi nahi padi.. Itne khoob khayaal bayaaN
kiye hai aapne ke khud ba khud hi zaheN se guzarte
gaye aur dil ko chhute gaye... Usual Smile

Aik behad umdaa tahreer par dil se daad O mubarakbad
kabul kijiye... Usual Smile         

Janab Khawahish sahaab... kia kaheN bus
kafi umdaa kalaam kahi hai aapne humari dil se daad O
Mubarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye.... khush O aabaad rahiye...
khuda Hafez Usual Smile         

Aapka Teh Dil Se Shukriya parwaaz Ji..

Aapke Comments Padhkar Yakeen Maniye Bahut Khushi Hoti Hai,Kyonki Aapke Comments Se yeh Ehsaas Hota Hai Ke Koi Hai Jo Har As'haar Ko Itni Gehrai Se Padhte Hai..

Izzat-Afzai Ke Liye parwaaz Ji Aapka bahut bahuttttt Shukriya
Logged
manzil-e-ishq
Guest
«Reply #13 on: August 04, 2011, 03:49:58 PM »
Reply with quote
bht bht khoob khwaish ji....
Sply 3rd one...
Simply superb....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006

View Profile
«Reply #14 on: August 10, 2011, 08:09:22 AM »
Reply with quote

bahut khoob khawaish ji . no word to appriciate

Thanks a million..Thankyou Sooooooooo Much!!! icon_flower
Logged
Pages: [1] 2  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:24:14 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.132 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer