Jin RishtoN Ko Nibhaane Mein "Khwaiash"

by khwaish on April 15, 2012, 09:37:15 AM
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Author  (Read 1474 times)
sarfira
Guest
«Reply #15 on: April 15, 2012, 04:16:26 PM »
Reply with quote
waah waah waah Khwaish ji
bht khoob aur sachai se bhrpur
Logged
khujli
Guest
«Reply #16 on: April 16, 2012, 05:23:02 AM »
Reply with quote
Mujhse Yeh naa Puch Ke Meri Manzil kahaan Hai
Abhi To Bas Chalte  Rehne  Ka Iraada Kiya Hai
Naa Haarunga Main Hausla Umar Bhar,
Yeh Maine Khud Se Waada Kiya Hai
 
           ~~Khwaish~~




Jeene Ke Liye Jo Din-Raat Mar Rahe Hai...!!!!!!
Zindagi Mein Woh Har Haal Se Guzar Rahe Hai

Keh Dene Ko Waise To Yahan Sab Hai Asaan..!!!!
Kabhi Usse Puch,Jo MushkiloN Se Lad Rahe hai

Yeh kaisa Daur Hai Jisme Waffa Karne Wale Bhi!!!
 Ab Anjaam-e-Waffa Ke khauff Se Darr Rahe Hai

Seedha Chalne Wale To Chalte Rahe Umar Bhar..!!!!!
Peeche Unke Nakhsh-e-Kadam Nikhar Rahe Hai

Waqt Ke Saath Halaat Zaroor Badalte Hai Har Insaan ke..!!!
Dekh Ab Ashq Aankhon Se Dheere-Dheere Utar Rahe Hai

Jin RishtoN Ko Nibhaane Mein Khud Ka Wajood Khona Pade..!!
Woh Rishte Guzarte Waqt Ke Saath Toot kar Bikhar Rahe Hai

"Khwaish" Insaan To Yahan Sirf 'Khwaishon' ka Putla Hai..!!!!
Zindagi Ke Har Kadam Par Woh Agaaz-e-Hayaat kar Rahe Hai



                     ~~~~~Khwaish~~~~~


acha likha hai. maaf karna, shayad aap ne dusre sher mein 'lad'likha hai wo baakee kafiye se mail nahin khataa hai.


aur maqta mein sirf her qadam pe wo aghaaz-e-hyaat kar rahe hain toh zyada khubsurat aur vaznee lagta kyon kee hayaat bhee zindagee ko hee refer karta hai.

aur haan. radeef mein hai kee jagah hain likhein.ya phir hai rakhna hai toh raha likhein.

baaki kalaam khoob hai


 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #17 on: April 16, 2012, 07:47:27 PM »
Reply with quote
 Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Pages: 1 [2]  All
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:46:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer