Jise samjha apni Dunia

by Pooja on February 07, 2010, 03:08:03 AM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1876 times)
Pooja
Guest
Reply with quote
Berukhi apno se mile to pathar bhi haar jaata hai
dil ka aaina hota hai najuk, ankho mai aai berukhi se bikhar jaata hai

Arzu-e-tamanna kabhi bhi ban nahi sakti haqiqat
jis rishte main ansoo ka baadal bhara chala jaata hai

her teekhi dhoop mai aor badalti hawa mai sath de de
per kaya kare sathi, jab sathi ka rasta he samjh nahi atta hai

ek lahze mai ruthoge, hazar lahazo main mana lege tujhko
ab to is baat se bhi yakin sa uth.ta chala jaata hai

zamane ke kab parwah kari is dil ne
magar afsos, jise samjha apni dunia, wo he insaan badlta jaata hai....
Logged
drpandey
Guest
«Reply #1 on: February 07, 2010, 03:44:30 AM »
Reply with quote
Berukhi apno se mile to pathar bhi haar jaata hai
dil ka aaina hota hai najuk, ankho mai aai berukhi se bikhar jaata hai

Arzu-e-tamanna kabhi bhi ban nahi sakti haqiqat
jis rishte main ansoo ka baadal bhara chala jaata hai

her teekhi dhoop mai aor badalti hawa mai sath de de
per kaya kare sathi, jab sathi ka rasta he samjh nahi atta hai

ek lahze mai ruthoge, hazar lahazo main mana lege tukhko
ab to is baat se bhi yakin sa uth.ta chala jaata hai

zamane ke kab parwah kari is dil ne
magar afsos, jise samjha apni dunia, wo he insaan badlta jaata hai....

Khoobsurat Pooja Ji, behad achchhe ehsaas...Keep on
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #2 on: February 07, 2010, 08:13:18 AM »
Reply with quote
Simply Terrific Pooja di.. Bahoot Bahoot khoob!
Logged
thinkhattk
Guest
«Reply #3 on: February 07, 2010, 09:37:24 AM »
Reply with quote
mindblowing pooja di..
 
 Clapping Smiley    Applause
Logged
malli
Guest
«Reply #4 on: February 07, 2010, 10:12:27 AM »
Reply with quote
Wah wah kya baat hai Pooja didi.. Applause Applause


Choti koshish.... hamari taraf se. hope u dont mind


Baat meri nahi maani, nahi maani tumne
Jee mein jo baat basi thi vohi taani tumne

Mera kya baat kahi aur lagaa apni raah
Apne aage kisi ki baat na jaani tumne

Baat bigadi to bigadti hi gayi, ban na saki
Tokkar lagaya usne, jisko samja apna tumne

Maan voh vastu nahi hai jo tumhari hi ho,
Aur bi dekhe hai mann ke kayi maani tumne

Saadna kya hai "Malli" ka, tumhe maloom hi hai, Pooja
Dekhte bhi ho, suni bi hai kahani tumne..

 
Logged
malli
Guest
«Reply #5 on: February 08, 2010, 02:42:40 AM »
Reply with quote
badhia bahut khoob likha hai Malli ji aapne bhi

shayad tuk na bane par apni samajh ke anusar kuch likh raha hun
zindagi pe as Pooja ji posted in zindagi forum

khush rahte hain hum to gham me rona acha nahi
zindagi me gham hai hi nahi,ise na manna acha nahi


dil ko dard ka daria banana acha nahi
khud ko fizool kosna bhi acha nahi

zindagi me bahut zindagi dikhti hai bus
apna haq apni khushi se hatana acha nahi

apno ko kho dene ka dar ho to phir vo apna kaisa
doston zindagi me dosti se katrana acha nahi

dosti hi to hai jisme hum bhi jhoome tarane bhi
apna dil dukhake doston ka dil dukhana acha nahi

zindagi kya hai sivaay zindadili ke
khushi jo aaye hothon pe use lautana acha nahi


Wah @kaash ji kya baat hai. bahut sahi jawab mila...

mai bi kuch jawab mein pesh karna chahti hu.....  icon_thumleft
Logged
malli
Guest
«Reply #6 on: February 08, 2010, 02:47:44 AM »
Reply with quote
Band jeevan yugon ka toota hai
Dil ko to tootna tha toota hai

Khoya kisne kahan-kahan kya-kya
Kisne aage badkar mehfil mein kehta hai

Apna hai maante ho kisko tum
Voh tumhara hi jeevan haraam karta hai

Baat kehne ko keh gaye hum bhi
Peeche chathi ko apni koota hai

Tumse hai aur unse hai jo kadvapan
Baat ka yeh tanaav jhoota hai..

Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #7 on: February 08, 2010, 10:08:37 AM »
Reply with quote
BAHUT KHUB POOJA JI

BAHUT SUNDER RESPONSE MALLI JI AND KASH JI
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: February 10, 2010, 10:22:23 PM »
Reply with quote
Berukhi apno se mile to pathar bhi haar jaata hai
dil ka aaina hota hai najuk, ankho mai aai berukhi se bikhar jaata hai

Arzu-e-tamanna kabhi bhi ban nahi sakti haqiqat
jis rishte main ansoo ka baadal bhara chala jaata hai

her teekhi dhoop mai aor badalti hawa mai sath de de
per kaya kare sathi, jab sathi ka rasta he samjh nahi atta hai

ek lahze mai ruthoge, hazar lahazo main mana lege tujhko
ab to is baat se bhi yakin sa uth.ta chala jaata hai

zamane ke kab parwah kari is dil ne
magar afsos, jise samjha apni dunia, wo he insaan badlta jaata hai....


Very sad and touching creation Pooja...Har lafz se dard chalak raha hai aur dil ko chhu raha hai.
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: February 10, 2010, 10:23:51 PM »
Reply with quote
Very good work Roja dear and Kaash Ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #10 on: February 10, 2010, 10:25:56 PM »
Reply with quote
Bahut bahut khoob Pooja ji.really touched.lovely creation.great lines by Kaash ji n Mali ji.excellent
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: April 29, 2010, 06:57:53 AM »
Reply with quote
Berukhi apno se mile to pathar bhi haar jaata hai
dil ka aaina hota hai najuk, ankho mai aai berukhi se bikhar jaata hai

Arzu-e-tamanna kabhi bhi ban nahi sakti haqiqat
jis rishte main ansoo ka baadal bhara chala jaata hai

her teekhi dhoop mai aor badalti hawa mai sath de de
per kaya kare sathi, jab sathi ka rasta he samjh nahi atta hai

ek lahze mai ruthoge, hazar lahazo main mana lege tujhko
ab to is baat se bhi yakin sa uth.ta chala jaata hai

zamane ke kab parwah kari is dil ne
magar afsos, jise samjha apni dunia, wo he insaan badlta jaata hai....


Bahut bahut Khoob Pooja..

Dil Ko Chuu lene Wale Jazbaat Hai Aapke Iss Peshkash Mein..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
thegrimreaper
Guest
«Reply #12 on: May 22, 2010, 12:08:02 PM »
Reply with quote
Berukhi apno se mile to pathar bhi haar jaata hai
dil ka aaina hota hai najuk, ankho mai aai berukhi se bikhar jaata hai

Arzu-e-tamanna kabhi bhi ban nahi sakti haqiqat
jis rishte main ansoo ka baadal bhara chala jaata hai

her teekhi dhoop mai aor badalti hawa mai sath de de
per kaya kare sathi, jab sathi ka rasta he samjh nahi atta hai

ek lahze mai ruthoge, hazar lahazo main mana lege tujhko
ab to is baat se bhi yakin sa uth.ta chala jaata hai

zamane ke kab parwah kari is dil ne
magar afsos, jise samjha apni dunia, wo he insaan badlta jaata hai....


wah wah pooja ji
khoobsurat panktiyaan...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #13 on: May 22, 2010, 12:47:02 PM »
Reply with quote
Berukhi apno se mile to pathar bhi haar jaata hai
dil ka aaina hota hai najuk, ankho mai aai berukhi se bikhar jaata hai

Arzu-e-tamanna kabhi bhi ban nahi sakti haqiqat
jis rishte main ansoo ka baadal bhara chala jaata hai

her teekhi dhoop mai aor badalti hawa mai sath de de
per kaya kare sathi, jab sathi ka rasta he samjh nahi atta hai

ek lahze mai ruthoge, hazar lahazo main mana lege tujhko
ab to is baat se bhi yakin sa uth.ta chala jaata hai

zamane ke kab parwah kari is dil ne
magar afsos, jise samjha apni dunia, wo he insaan badlta jaata hai....


bahut hi umda likha hai apne pooja ji...
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 06:39:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer