Joshe zindagi

by ANAAM on March 08, 2009, 05:00:49 PM
Pages: [1]
ReplyPrint
Author  (Read 1243 times)
ANAAM
Guest
Reply with quote
Kuch hum mein aisi baatein hain
Voh sab mein hain kahan
Jeetenge yeh jahan, jeetenge yeh jahan
Yeh mauj yeh apni masti
jab aag ugalti hai
Saagar se nahin bujhti hai
Aandhi yeh jawaanon ki re
jab chalne lagti hai
Roke se nahin rukti hai

(not mine)anaam
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zindagi by Amit Janglan in Shayri-E-Dard
zindagi bhi by lovely_amez in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindagi by Suhas in Shairi - E - Zindagi
Zindagi by bobby.soni in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Talat
Guest
«Reply #1 on: March 08, 2009, 05:02:33 PM »
Reply with quote
Very nice sharing Anaam Ji
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #2 on: March 08, 2009, 05:56:43 PM »
Reply with quote
Thanks Talatji...
Very nice sharing Anaam Ji
Logged
chandra10
Guest
«Reply #3 on: March 08, 2009, 09:54:53 PM »
Reply with quote
jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta- bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta- baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki- ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta - aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka - wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta -.---. shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai - jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta - mujhse kehta hai(khwab me), "main to mar jaunga tumhare bina" - main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: March 09, 2009, 06:20:29 AM »
Reply with quote
Nice Sharing Anaam Ji
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #5 on: March 09, 2009, 01:14:33 PM »
Reply with quote
Shukriya Rajeshji....
Nice Sharing Anaam Ji
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #6 on: March 09, 2009, 01:32:16 PM »
Reply with quote
Bahut khusoorat khayal hai aapka..... Applause Applause

Bada achha aashiq hai aapka..
aapko kuchh karne nahi deta...
hans hans kar jeene ko kehta...
Aapko tootkar bikharne nahi deta...
Kyu gila hai us se aapko Chandra...
Aysa Ashiq tou dhunde se nahi milta.....
jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta- bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta- baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki- ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta - aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka - wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta -.---. shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai - jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta - mujhse kehta hai(khwab me), "main to mar jaunga tumhare bina" - main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: March 09, 2009, 01:38:25 PM »
Reply with quote
Nice One Anaam Ji,.
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #8 on: March 12, 2009, 04:52:18 PM »
Reply with quote
Dhanyavaad...Shukriya... Jaanasheen ji
Nice One Anaam Ji,.
Logged
smardia
Guest
«Reply #9 on: March 12, 2009, 06:08:34 PM »
Reply with quote
good sharing Anaamji.... Applause

Aap me jo baat hai wo auro mai khan...
Aap jaise masti-aur-mauj auro mai khan..
Kuch hum mein aisi baatein hain
Voh sab mein hain kahan
Jeetenge yeh jahan, jeetenge yeh jahan
Yeh mauj yeh apni masti
jab aag ugalti hai
Saagar se nahin bujhti hai
Aandhi yeh jawaanon ki re
jab chalne lagti hai
Roke se nahin rukti hai

(not mine)anaam
Logged
Pages: [1]
ReplyPrint
Jump to:  

+ Quick Reply
With a Quick-Reply you can use bulletin board code and smileys as you would in a normal post, but much more conveniently.


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 07:51:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer